KABHI TAMANNA THI......SOUDAGAR

by soudagar on November 10, 2012, 04:38:09 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1659 times)
soudagar
Guest
Reply with quote
Kabhi banna tha mujhe sitara chmkna tha sabki najron ka banke najara
hasil hai yeh muqam to sabki najron se khud ko bachane ka mann karta hai

kabhi khawahish thi badi badi mehfilon ki banun rounaq aur shan  
ab hasil h wo muqam to waqt tanha bitaane ko mann karta hai

kabhi zuban chakhna chahti thi tarah tarah ke shahi pakwan bhi
hasil hai wo pakwan to mera sadi roti khaane ka mann karta hai

kabhi junoon tha dunia bhar mein naam aur soharat paane ka
ab hasil hai wo jahan to wapas ghar lout jaane ka mann karta hai

kabhi chahta tha shamil ho meri khushion mein bade bde chehre
shamil hai sab yahan to dosto sang hi khushi manane ko mann krta hai

kabhi tamnna thi bde ghar mein rhne makhmli bistar par sone ki
ab qabil hun yahan to waps maa ke aanchal mein so jane ko mann karta hai


Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: November 10, 2012, 04:52:55 AM »
Reply with quote
Kabhi banna tha mujhe sitara chmkna tha sabki najron ka banke najara
hasil hai yeh muqam to sabki najron se khud ko bachane ka mann karta hai
kabhi khawahish thi badi badi mehfilon ki banun rounaq aur shan 
ab hasil h wo muqam to waqt tanha bitaane ko mann karta hai

kabhi zuban chakhna chahti thi tarah tarah ke shahi pakwan bhi
hasil hai wo pakwan to mera sadi roti khaane ka mann karta hai

kabhi junoon tha dunia bhar mein naam aur soharat paane ka
ab hasil hai wo jahan to wapas ghar lout jaane ka mann karta hai

kabhi chahta tha shamil ho meri khushion mein bade bde chehre
shamil hai sab yahan to dosto sang hi khushi manane ko mann krta hai

kabhi tamnna thi bde ghar mein rhne makhmli bistar par sone ki
ab qabil hun yahan to waps maa ke aanchal mein so jane ko mann karta hai



khub
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #2 on: November 10, 2012, 04:53:46 AM »
Reply with quote
khub kaha saudagar bhai
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #3 on: November 10, 2012, 05:13:36 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause zabardast kalaam
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: November 10, 2012, 05:26:35 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Aarish
Guest
«Reply #5 on: November 10, 2012, 05:35:00 AM »
Reply with quote
bohut khoob saudagar bhai, bohut khoob, kya manzar pesh kiya hai aapne kamyabi ke beech tanha hone ka, ye khayal ek achche shayar ke hi man meN aa sakte heN . mubarakbaad qubool kareN;;


isi Baat par jagjit singh saheb ki gayee hui ghazal ka shair yaad aa raha hai,


har jagah har taraf be shumar aadmi,

phir bhi tanhaiyon ka shikar aadmi,
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: November 10, 2012, 05:51:17 AM »
Reply with quote
wah wah awesome Applause Applause Applause
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #7 on: November 10, 2012, 06:56:28 AM »
Reply with quote
bahoot badia soudagarji
Logged
Goldy sihag
Guest
«Reply #8 on: November 10, 2012, 11:34:19 AM »
Reply with quote
Khubsurat khayalat...
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: November 10, 2012, 12:45:34 PM »
Reply with quote
bahut khoob likha hai apne dheron daad qubool kare
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: November 10, 2012, 05:04:58 PM »
Reply with quote
shukriya manoj ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #11 on: November 10, 2012, 05:26:47 PM »
Reply with quote
shukriya sahil jiee
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #12 on: November 10, 2012, 05:50:00 PM »
Reply with quote
Waah waah !!! Bahaut hi khoob !!! Aur badi hi khari baat boli.
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: November 11, 2012, 07:29:03 AM »
Reply with quote
shukriya MS ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #14 on: August 06, 2013, 03:51:30 PM »
Reply with quote
shukriya nandbahu ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:31:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer