vimmi singh
Guest
|
shaam se ja baithi Us khamoshi ke gaon me Vichaaron ke patte ude Mann ke talaab me Kheton me dhaan khade rahe Aaj ki talaash me Dhaan ki puaal mili Bite lamhon ki yaad me Jaane kitni der rahi main Us khaamoshi ke gaon me
Tanhaai ki aandhi me Bas udte hi gaye Apni usi kahaani me Ulajhte hi rahe Dariya ke paani se Ghade bhar gaye the Striyon ki toli me Hum bhi chal rahe the Mandir ke praangan me Puja ki thaal sajne lagi Mere bhi mann me Vichaar saj rahe the Prabhu ke kirtan me Hum bhi rum rahe the Koi baarish ki fuhaar nahi Fir bhi bhing gaye Mann ke manthan se Bauchhaar hui thi Naye sapno ki Shuruaat hui thi Andhera chha raha tha gaon me Suraj doob sa gaya Chaandni ki halki roshni me Wo kisaan apne bailo sang Ghar ko chala tha Jahan diye ki lau Timtimaane lagi Mera mann bhi ujjwalit ho utha Anant prakaash se Shaam se jo thi baithi Us khaamoshi ke gaon me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 15, 2013, 12:20:26 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 15, 2013, 12:37:52 PM » |
|
Kya shamaa baandha hai.. shaam se ja baithi Us khamoshi ke gaon me Vichaaron ke patte ude Mann ke talaab me Kheton me dhaan khade rahe Aaj ki talaash me Dhaan ki puaal mili Bite lamhon ki yaad me Jaane kitni der rahi main Us khaamoshi ke gaon me
aage bhi accha likha hai apne.. bahut badhiya..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
premdeep
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 15, 2013, 01:01:24 PM » |
|
Bahoot khoob vimmi ji dheroN daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
anmolarora
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 15, 2013, 01:22:08 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #5 on: February 15, 2013, 01:24:58 PM » |
|
bahut bahut sunder ek rau qubool karo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 15, 2013, 02:37:41 PM » |
|
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 15, 2013, 05:41:32 PM » |
|
acha chitran h ji-- mann ke bicharon aur ghumadti anginat baaton ka acha samavesh h
daad daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 16, 2013, 05:03:05 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|
|
|