khat

by tabassum shakeel on May 02, 2006, 01:34:59 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 8687 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #60 on: May 26, 2006, 06:51:16 AM »
Reply with quote
thanxx mrk
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khat padhne se pehle by lovesharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
mehekate khat ! by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 »
MEIN NEY US KHAT KO by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khat by Deepak Subi in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
tabassum shakeel
Guest
«Reply #61 on: May 26, 2006, 07:02:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one tabassum......

wo kisi ko kya khat likhein,
jo humse door bethe hain,
na hum unhe likhte hain aur na wo hume,
iss tarah dono majboor bethe hain.......


Quote from: "tabassum shakeel"
khat jab bhi tum ko likhate hain
ye chand kyun hansane lagta hai
khat ka jawab aae ya na  aae
isako kyun ye lagta hai
bahut khoob ninaah aur kya khoob phool mehak rahen hain tumhare aas pas dil khush ho gaya nice flowers
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #62 on: May 26, 2006, 08:11:38 AM »
Reply with quote
thanks tabbu....

zindagi ne jeena sikhlaya hai,
lekin pyar ne bada rulaya hai,
uski judayee se gamjada huve,
pur yaadon ne uski hansaya hai......


Quote from: "tabassum shakeel"
Quote from: "Ninaah"
good one tabassum......

wo kisi ko kya khat likhein,
jo humse door bethe hain,
na hum unhe likhte hain aur na wo hume,
iss tarah dono majboor bethe hain.......


Quote from: "tabassum shakeel"
khat jab bhi tum ko likhate hain
ye chand kyun hansane lagta hai
khat ka jawab aae ya na  aae
isako kyun ye lagta hai
bahut khoob ninaah aur kya khoob phool mehak rahen hain tumhare aas pas dil khush ho gaya nice flowers
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #63 on: May 26, 2006, 02:25:52 PM »
Reply with quote
jab yaaden kabhi rulatin hon usko ek bheega khat likh do
jab yaden kabhi hansati hon usko mehka sa khat likh do
vo door sahi chahe tumse dil se to jana mushkil hai
roi roi si yaadon ko hansa pana bhi mushkil hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #64 on: May 27, 2006, 04:31:24 AM »
Reply with quote
very true.....

mushkilon ke daur se guzar chuke hain,
kisi ke liye ab hum mar chuke hain,
kaise samjhayein unhe pyar ki paribhasha,
jo humara pyar fazaon mein dafan kar chuke hain......


Quote from: "tabassum shakeel"
jab yaaden kabhi rulatin hon usko ek bheega khat likh do
jab yaden kabhi hansati hon usko mehka sa khat likh do
vo door sahi chahe tumse dil se to jana mushkil hai
roi roi si yaadon ko hansa pana bhi mushkil hai
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #65 on: May 27, 2006, 05:52:28 AM »
Reply with quote
bahut khoob ninnah

jo pyar tumhara na jane usko na kabhi tum khat likhna
jo tum ko samajh na paya vo pyar ko kya pehchanega
han daur vo tha mushkil to bahut ye tum jano aur main jaanun.......
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #66 on: May 27, 2006, 02:59:54 PM »
Reply with quote
wah ninaah wah...

Quote from: "Ninaah"
very true.....

mushkilon ke daur se guzar chuke hain,
kisi ke liye ab hum mar chuke hain,
kaise samjhayein unhe pyar ki paribhasha,
jo humara pyar fazaon mein dafan kar chuke hain......


Quote from: "tabassum shakeel"
jab yaaden kabhi rulatin hon usko ek bheega khat likh do
jab yaden kabhi hansati hon usko mehka sa khat likh do
vo door sahi chahe tumse dil se to jana mushkil hai
roi roi si yaadon ko hansa pana bhi mushkil hai
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #67 on: May 27, 2006, 03:00:11 PM »
Reply with quote
wah ninaah wah...

Quote from: "Ninaah"
very true.....

mushkilon ke daur se guzar chuke hain,
kisi ke liye ab hum mar chuke hain,
kaise samjhayein unhe pyar ki paribhasha,
jo humara pyar fazaon mein dafan kar chuke hain......


Quote from: "tabassum shakeel"
jab yaaden kabhi rulatin hon usko ek bheega khat likh do
jab yaden kabhi hansati hon usko mehka sa khat likh do
vo door sahi chahe tumse dil se to jana mushkil hai
roi roi si yaadon ko hansa pana bhi mushkil hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: May 27, 2006, 03:22:45 PM »
Reply with quote
Wah Sabne Bahoot  Acha likha Hai,..

Ye Khat Nahi Sadaa-e-Dil-e-Dard Mand Hai,..
Ek Bewatan Ka Pyaar Lifaafe Mein Band Hai,..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #69 on: May 27, 2006, 04:32:42 PM »
Reply with quote
khat havaon pe bhi likhe hamne teeri yaad ke
    badalon par bhi hain likhe khat tumhare naam ke
    chand bhi to le gaya tha khat kal ik raat ko
      sare khat pahunche nahi ye ho sakta hi nahi
     rasta hai ab bhi soona aankhen bhi hain thak chuki
kya tumhare shahar me koi dakiya rhta nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #70 on: May 28, 2006, 07:47:15 AM »
Reply with quote
Likha Maine Khat Tujhe Kuch Is kadar Zalim...
Ke Kalam Bangaye Ye Saare Darakht,..
Sihaai Bangaya Ye Sara Samander,..
Kagaaz Bangayi Ye Saari Zameen,..
Phir Bhi Ye Nazaare Dekhkar,..
Tere Dil Mein Mohabbat na Jaagi,..

____________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #71 on: May 28, 2006, 07:57:08 AM »
Reply with quote
bahoot khoob tabu and Jsheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #72 on: May 28, 2006, 08:18:07 AM »
Reply with quote
Shukriya Pankhuri Ji,..
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #73 on: May 28, 2006, 12:28:54 PM »
Reply with quote
shukriya pankhuri
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #74 on: May 28, 2006, 12:30:02 PM »
Reply with quote
nice jaanasheen
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:42:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer