Kis Tarah Ho Basar...... !!!

by Talat on May 13, 2009, 01:13:11 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5291 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: May 15, 2009, 11:58:12 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Talat   Clapping Smiley

Bohot Shukriya Sajid Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yoon Hui Basar Tanhaa...! by sharmaarunkumar in Shairi - E - Zindagi
zindagii yuu.N hu_ii basar tanhaa by DJ Goher in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mizaz-e-basar by saaz_haldwanvi in Shairi - E - Zindagi
main tum se chut ke basar zindagi to kar loonga by Syed Mohd Mahzar in Miscellaneous Shayri
Na sahee aish-o-masarrat; guzar-basar to hai! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #16 on: May 15, 2009, 11:58:48 AM »
Reply with quote
Bhoot bahoot khoob Talat Di.. Realy a beautiful Poetry. Usual Smile

Thanks so much my dear Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: May 15, 2009, 11:59:42 AM »
Reply with quote
Nice Good Job Talat Ji...

Koshis Krta Hun Ji
Galti Maaf Ho...

Bankar Rait Si Bikhar Gayi Zindagi
Phir Na Jaane Kidhar Gayi Zindagi.

Kuch Is Tarha Diye Apno Ne Zakhm Ki
Phir Aansuon Mein Guzar Gayi Zindagi.

Thanks Majid

Bohot Khoob...bohot achchi lines hain !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #18 on: May 15, 2009, 12:46:38 PM »
Reply with quote

Hamesha Ki Tarah,Bahut bahut Khoob Dost!!!

Har Ek Sher Lajawab!! Sach mein Bahut Hi Khoobsurat Talat.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Likhne Ke Zaroor Vaapas Aaunga.. Thumbs UP

Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: May 16, 2009, 05:43:21 PM »
Reply with quote
Hamesha Ki Tarah,Bahut bahut Khoob Dost!!!

Har Ek Sher Lajawab!! Sach mein Bahut Hi Khoobsurat Talat.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Likhne Ke Zaroor Vaapas Aaunga.. Thumbs UP

Thanks a million dear friend Khwaish.....aap ke comments humesha thread main ek nayi jaan daal dete hain.....Bohot bohot shukriya !!

Aapki peshkash ka intezar rahega...!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #20 on: May 16, 2009, 06:06:13 PM »
Reply with quote
Thankyou So Much For that Lovely words,Aapki Poetry Mein itni Jaan Hoti Hai ke Phir Comments Khud Bhar khud Ache Lage Lagte Hai..

Ek Choti si Koshish Meri Taraf Se..!!Gustaaki Maaf Kijiyega!!!

Yeh Bata De Mujhe Zindagi,
Aakhir Kya hai Anjaam-e-Safar Eh Zindagi,
Faasle Kam hi Nahi Hote Hai Inn Raahon Mein,
Phir Aakhir kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Dhoop Bhi Hai, chaau Bhi Hai!!
Kaante Bhi Hai, Aur Zakhmi Paau Bhi Hai!!
Kaise Guzar Ho Eh Zindagi!!
Aakhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Dard Ki Aahatein Aur Woh Guzre Hue Haadsein,
Dil Ko Chain Dete Nahi,
Kuch Ajeeb sa Vaakhya Hai Zindagi!!
Akhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Ahsko Ko Apne Bahata Raha,
Jab tak woh Guzra Waqt yaad Aata Raha,
Thaamna Chaha Kuch Pal Ko,
Par Woh Haath Se Jaata Raha,
Jaise Samundar Ki Koi Lehar Ho Zindagi!!
Aakhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Sach To Yeh Hai Ke "Khwaish" Inn Baaton Mein Bahut Uljha Raha,
Par Duniya Ki Nazar Mein "Khwaish" Suljha Raha,
Kabhi Amrit To Kabhi Zehar Hai Zindagi,
Aakhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: May 16, 2009, 06:16:51 PM »
Reply with quote
Just loved it....every word, every line wonderful Dost...Bohot hi achcha likha hai......!!

Bohot Hi Khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Inshallah reply dete hain jaldi hi yahan  icon_thumleft
Logged
Roja
Guest
«Reply #22 on: May 16, 2009, 06:20:37 PM »

Bahut accha reply diya hai aapne khwaish bhaiya  Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #23 on: May 16, 2009, 06:27:05 PM »
Reply with quote
Just loved it....every word, every line wonderful Dost...Bohot hi achcha likha hai......!!

Bohot Hi Khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Inshallah reply dete hain jaldi hi yahan  icon_thumleft

Bahut Bahut Shukriya Dost!!! Ab Aapke Reply Ka Intezaar Rahega.. Thumbs UP
Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: May 16, 2009, 06:53:05 PM »
Reply with quote
Nice Good Job Talat Ji...

Koshis Krta Hun Ji
Galti Maaf Ho...

Bankar Rait Si Bikhar Gayi Zindagi
Phir Na Jaane Kidhar Gayi Zindagi.

Kuch Is Tarha Diye Apno Ne Zakhm Ki
Phir Aansuon Mein Guzar Gayi Zindagi.

Majid
,

Aapke jawab main kuch likha hai :

Saath Yahan Kiska Nibhati Hai Zindagi,
Har Pal Hum Ko Aazmaati Hai Zindagi

Zakhmon Ka Hisaab Karte Karte,
Kuch Is Tarah Guzar Jaati Hai Zindagi !
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: May 16, 2009, 06:58:01 PM »
Reply with quote
Thankyou So Much For that Lovely words,Aapki Poetry Mein itni Jaan Hoti Hai ke Phir Comments Khud Bhar khud Ache Lage Lagte Hai..

Ek Choti si Koshish Meri Taraf Se..!!Gustaaki Maaf Kijiyega!!!

Yeh Bata De Mujhe Zindagi,
Aakhir Kya hai Anjaam-e-Safar Eh Zindagi,
Faasle Kam hi Nahi Hote Hai Inn Raahon Mein,
Phir Aakhir kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Dhoop Bhi Hai, chaau Bhi Hai!!
Kaante Bhi Hai, Aur Zakhmi Paau Bhi Hai!!
Kaise Guzar Ho Eh Zindagi!!
Aakhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Dard Ki Aahatein Aur Woh Guzre Hue Haadsein,
Dil Ko Chain Dete Nahi,
Kuch Ajeeb sa Vaakhya Hai Zindagi!!
Akhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Ahsko Ko Apne Bahata Raha,
Jab tak woh Guzra Waqt yaad Aata Raha,
Thaamna Chaha Kuch Pal Ko,
Par Woh Haath Se Jaata Raha,
Jaise Samundar Ki Koi Lehar Ho Zindagi!!
Aakhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Sach To Yeh Hai Ke "Khwaish" Inn Baaton Mein Bahut Uljha Raha,
Par Duniya Ki Nazar Mein "Khwaish" Suljha Raha,
Kabhi Amrit To Kabhi Zehar Hai Zindagi,
Aakhir Kis Tarah Basar Ho Yeh Zindagi....

Kis Mod Pe Hume Aaj Laayi Hai Zindagi,
Ek Kashmakash Si Nazar Aayi Hai Zindagi,
Ye Kaisa Imtihaan Hai Humare Saamne,
Kyun Khilte Hi Murjhaayi Hai Zindagi

Hume Chaha Tha Kya, Kya Ho Gaya,
Dil Ye Kaise Andheron Main Kho Gaya,
Shikwa Taqdeer Se Karen Ya Waqt Se,
Ret Ki Tarah Jisne Bikhraayi Hai Zindagi

Ruk Jaayen Saansain, Dhadkanain Tham Jaayen,
Dard Ki Shiddat Se Bas Nikal Hum Jaayen,
Koi Ummeed Nahin, Koi Aas Nahin,
Zamane Ki Tarah, Harjaayi Hai Zindagi !!
Logged
Bharat
Guest
«Reply #26 on: May 18, 2009, 12:27:24 AM »
Reply with quote

Hi Talat,
I would like to say This poem is simply a marvelous creation of yours !!!

I have written in same format as yours.
Tumne zindagi ke dard bhare pahlu ko jivit kiya hai...
Aur maine khushi aur ghum dono pahlu ke bare main likha hai

Tumne bohot hi khubsurat rhyming words chune hai...
wabaal, sawaal, zawaal, behaal, paamaal, malaal....
I have made sure that my words rhyme with yours...

Gati hai zindagi, dil ko chhu lene wale taraane
zakham deti hai mere jism ko, sunakar afsaane
kabhi  besuri gayika to kabhi maahir qawwaal si
kis tarah ho basar yeh zindagi

aaj khushiyan chhidaki hai to kal mujhse khafaa
chalega hum dono ke bich yeh silsila, kitne dafaa
kabhi chand si safed to kabhi aaftaab ki tarah laal si
kis tarah ho basar yeh zindagi

mere kadamo ko le jati hai woh, pathrili raaho par
rakhati hai haseen sunahre khwaab, in nigaaho par
kabhi khurdari chaddar to kabhi reshmi  rumaal si
kis tarah ho basar yeh zindagi

Logged
Bharat
Guest
«Reply #27 on: May 18, 2009, 12:36:14 AM »
Reply with quote
Majid & Khwaish,

Aap dono ne bohot hi achcha likha hai !!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #28 on: May 19, 2009, 10:32:36 AM »
Reply with quote
Hi Talat,
I would like to say This poem is simply a marvelous creation of yours !!!

I have written in same format as yours.
Tumne zindagi ke dard bhare pahlu ko jivit kiya hai...
Aur maine khushi aur ghum dono pahlu ke bare main likha hai

Tumne bohot hi khubsurat rhyming words chune hai...
wabaal, sawaal, zawaal, behaal, paamaal, malaal....
I have made sure that my words rhyme with yours...

Gati hai zindagi, dil ko chhu lene wale taraane
zakham deti hai mere jism ko, sunakar afsaane
kabhi  besuri gayika to kabhi maahir qawwaal si
kis tarah ho basar yeh zindagi

aaj khushiyan chhidaki hai to kal mujhse khafaa
chalega hum dono ke bich yeh silsila, kitne dafaa
kabhi chand si safed to kabhi aaftaab ki tarah laal si
kis tarah ho basar yeh zindagi

mere kadamo ko le jati hai woh, pathrili raaho par
rakhati hai haseen sunahre khwaab, in nigaaho par
kabhi khurdari chaddar to kabhi reshmi  rumaal si
kis tarah ho basar yeh zindagi

Bharat
,

Your reply is really very sweet.....very positive...very nice  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

I loved reading it.....I will try to pen down something in a similar way soon.....!!

Thanks so much for your appreciation.....Always nice to see you in my threads.....and secondly, it was great to see some poem by you after a long time...and that too in my thread !  happy3
Logged
nikki
Guest
«Reply #29 on: May 20, 2009, 07:44:43 AM »
Reply with quote
wow very nice Talat sis..n every1 else
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:29:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer