Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai "Khwaish"

by khwaish on April 08, 2012, 11:19:59 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1773 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Iss Duniya mein Kaun Kiske Sahaare Rehte Hai..!!!!
Kashtiyan Doob Bhi jaaye To Door Kinaare Rehte Hai

Rahe Khuloos Aapas Mein To Baat Hi Kuch Aur Hai!!
Aasman Mein to Saath Mein Chand-Sitaare Rehte Hai

Mainpan Ki Jung Mein Humesha Insaaniyat Haarti hai!!!
Afsos "Main-Main" karne Wale Yahan Bahut Saare Rehte Hai

Ab To Hota Hai har kadam Par Mujhe Yeh Gumaan..!!!!!
Insaan To Halaat Aur Majbooriyon Ke Maare Rehte Hai

Jo Hai, Jaisa Hai, Utne Mein Khush Rehna Seekh lo..!!!!
Duniya mein Bin Chatt Ke Bhi To kayi Bechaare Rehte Hai

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai

               ~~~~Khwaish~~~~~
Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2012, 11:23:29 AM »
Reply with quote
Iss Duniya mein Kaun Kiske Sahaare Rehte Hai..!!!!
Kashtiyan Doob Bhi jaaye To Door Kinaare Rehte Hai

Rahe Khuloos Aapas Mein To Baat Hi Kuch Aur Hai!!
Aasman Mein to Saath Mein Chand-Sitaare Rehte Hai

Mainpan Ki Jung Mein Humesha Insaaniyat Haarti hai!!!
Afsos "Main-Main" karne Wale Yahan Bahut Saare Rehte Hai

ANAAA KEE JAUNG MEIN HAMESHA INSAANIYAT HAATREE HAI. icon_flower icon_flower icon_flower
Ab To Hota Hai har kadam Par Mujhe Yeh Gumaan..!!!!!
Insaan To Halaat Aur Majbooriyon Ke Maare Rehte Hai

Jo Hai, Jaisa Hai, Utne Mein Khush Rehna Seekh lo..!!!!
Duniya mein Bin Chatt Ke Bhi To kayi Bechaare Rehte Hai

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai

               ~~~~Khwaish~~~~~

 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2012, 11:26:28 AM »
Reply with quote
Iss Duniya mein Kaun Kiske Sahaare Rehte Hai..!!!!
Kashtiyan Doob Bhi jaaye To Door Kinaare Rehte Hai Clapping Smiley Clapping Smiley

Rahe Khuloos Aapas Mein To Baat Hi Kuch Aur Hai!!
Aasman Mein to Saath Mein Chand-Sitaare Rehte Hai Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mainpan Ki Jung Mein Humesha Insaaniyat Haarti hai!!!
Afsos "Main-Main" karne Wale Yahan Bahut Saare Rehte Hai Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Ab To Hota Hai har kadam Par Mujhe Yeh Gumaan..!!!!!
Insaan To Halaat Aur Majbooriyon Ke Maare Rehte Hai Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP

Jo Hai, Jaisa Hai, Utne Mein Khush Rehna Seekh lo..!!!!
Duniya mein Bin Chatt Ke Bhi To kayi Bechaare Rehte Hai Applause Applause Applause Applause Applause

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai icon_salut Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Usual Smile

               ~~~~Khwaish~~~~~

Behtrien Peskash Khwais ji Dheron Daad-O-Mubaarakbaad Khwaish Ji
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: April 08, 2012, 12:39:34 PM »
Reply with quote
bahut  achhe  khayalaat  nazm  kiye  hain ,
mubarak  ho.
Logged
theyash
Guest
«Reply #4 on: April 08, 2012, 02:20:58 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwaishji...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: April 08, 2012, 02:37:56 PM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

WaaH janab kia kahne aapke...
behad khoob aur gehre ahsaas o khayaal kahe hai janab...
kafi khoob khayaaloN lafzoN meiN dhala hai aapne... Usual Smile

Humari dili daad o mubbarakbad kabul kijiye...

Likhte rahiye... aate rahiye...
shaad o aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #6 on: April 08, 2012, 04:46:07 PM »
Reply with quote
good
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: April 08, 2012, 07:40:03 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Khwaish jee

Ab To Hota Hai har kadam Par Mujhe Yeh Gumaan..!!!!!
Insaan To Halaat Aur Majbooriyon Ke Maare Rehte Hai

Jo Hai, Jaisa Hai, Utne Mein Khush Rehna Seekh lo..!!!!
Duniya mein Bin Chatt Ke Bhi To kayi Bechaare Rehte Hai

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai
 Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #8 on: April 08, 2012, 07:48:22 PM »
Reply with quote
Iss Duniya mein Kaun Kiske Sahaare Rehte Hai..!!!!
Kashtiyan Doob Bhi jaaye To Door Kinaare Rehte Hai

Rahe Khuloos Aapas Mein To Baat Hi Kuch Aur Hai!!
Aasman Mein to Saath Mein Chand-Sitaare Rehte Hai

Mainpan Ki Jung Mein Humesha Insaaniyat Haarti hai!!!
Afsos "Main-Main" karne Wale Yahan Bahut Saare Rehte Hai

Ab To Hota Hai har kadam Par Mujhe Yeh Gumaan..!!!!!
Insaan To Halaat Aur Majbooriyon Ke Maare Rehte Hai

Jo Hai, Jaisa Hai, Utne Mein Khush Rehna Seekh lo..!!!!
Duniya mein Bin Chatt Ke Bhi To kayi Bechaare Rehte Hai

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai

               ~~~~Khwaish~~~~~

good......!
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #9 on: April 09, 2012, 04:34:17 AM »
Reply with quote
bahut umda, jamaane ki hakeekat bayaan kar di aapne, hamaari daad kubool kijiye
Iss Duniya mein Kaun Kiske Sahaare Rehte Hai..!!!!
Kashtiyan Doob Bhi jaaye To Door Kinaare Rehte Hai

Rahe Khuloos Aapas Mein To Baat Hi Kuch Aur Hai!!
Aasman Mein to Saath Mein Chand-Sitaare Rehte Hai

Mainpan Ki Jung Mein Humesha Insaaniyat Haarti hai!!!
Afsos "Main-Main" karne Wale Yahan Bahut Saare Rehte Hai

Ab To Hota Hai har kadam Par Mujhe Yeh Gumaan..!!!!!
Insaan To Halaat Aur Majbooriyon Ke Maare Rehte Hai

Jo Hai, Jaisa Hai, Utne Mein Khush Rehna Seekh lo..!!!!
Duniya mein Bin Chatt Ke Bhi To kayi Bechaare Rehte Hai

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai

               ~~~~Khwaish~~~~~

Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: April 09, 2012, 04:39:15 AM »

har  bar ki tarah is baar bhi bahut khubsurat  tarike se aapne apna qalam likha aur aaj ke insan se rubaru karvaya........daad daad daad

 icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
sarfira
Guest
«Reply #11 on: April 09, 2012, 07:21:00 AM »
Reply with quote
Iss Duniya mein Kaun Kiske Sahaare Rehte Hai..!!!!
Kashtiyan Doob Bhi jaaye To Door Kinaare Rehte Hai

Rahe Khuloos Aapas Mein To Baat Hi Kuch Aur Hai!!
Aasman Mein to Saath Mein Chand-Sitaare Rehte Hai

Mainpan Ki Jung Mein Humesha Insaaniyat Haarti hai!!!
Afsos "Main-Main" karne Wale Yahan Bahut Saare Rehte Hai

Ab To Hota Hai har kadam Par Mujhe Yeh Gumaan..!!!!!
Insaan To Halaat Aur Majbooriyon Ke Maare Rehte Hai

Jo Hai, Jaisa Hai, Utne Mein Khush Rehna Seekh lo..!!!!
Duniya mein Bin Chatt Ke Bhi To kayi Bechaare Rehte Hai

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai

               ~~~~Khwaish~~~~~

bahott khoob Khwaish ji
Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #12 on: April 09, 2012, 10:58:32 AM »
Reply with quote
Bahut behtareen peshkash Khwaish ji. khas taur se ye do sher.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Iss Duniya mein Kaun Kiske Sahaare Rehte Hai..!!!!
Kashtiyan Doob Bhi jaaye To Door Kinaare Rehte Hai

"Khwaish" Woh Bhi Duniya Ko Jeetne Ki Qaabliyat Rakhte Hai..!!
Jo Kabhi Waqt-Bewaqt, Kuch MushkiloN Se Haare Rehte Hai

               ~~~~Khwaish~~~~~

Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011

View Profile
«Reply #13 on: April 10, 2012, 03:30:31 AM »
Reply with quote
bahkhub khwaishji....

 Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #14 on: April 10, 2012, 03:22:12 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause waah ji waah... bahut bahut khoob likha hai aapne Khwaish ji... !!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:36:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer