Kuch tukde dil ke dil ko hi zakhami " ParwaaZ"

by ParwaaZ on October 08, 2010, 06:44:31 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3050 times)
ParwaaZ
Guest
Reply with quote
Kuch tukde dil ke dil ko hi zakhami kar raheN haiN
Mere ahsaas mere khayaal ghut ghut ke mar raheN haiN

Aik khawaab ka kachcha shisha banne se pahle tut gaya
Kis ummid pe hum seene meiN sanse bhar raheN haiN

Kuch chupaa hi nahi hai tujhse dil ka haal tak janta hai
Kaise kaheN khuda yaa kaise halaat guzar raheN haiN

Hum un lamhaat ko kareeb dekh rahe haiN " ParwaaZ"
Ajnaabi apne se hume lene aasmaaN se utar raheN haiN

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tumhe mere naam se "ParwaaZ" nafrat thi by ParwaaZ in Shayri-E-Dard
Karta huN tijarat " ParwaaZ" by ParwaaZ in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bewaafa toH "ParwaaZ" tere hi sanam nilkle by ParwaaZ in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Kuch to maraasim hoNge tujhse purane mere" ParwaaZ" by ParwaaZ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Zindagi hai kuch muqtasar Jaanaa..." ParwaaZ" by ParwaaZ in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Intezar
Guest
«Reply #1 on: October 08, 2010, 07:08:38 PM »
Reply with quote
bahut khoob parwaaz ji... keep writing

Intezar
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #2 on: October 09, 2010, 11:25:53 AM »
Reply with quote
kya baat hai parwaaz ji...
i just luv d first one
simply superb. sir...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: October 09, 2010, 04:43:57 PM »
Reply with quote
bahut khoob parwaaz ji... keep writing

Intezar

Thanks Intezaar Jee......
Thanks for appriciate Usual Smile

Keep reading ... Keep writting..
Keep smiling......
May God bless you.... Usual Smile

kya baat hai parwaaz ji...
i just luv d first one
simply superb. sir...

Thanks you so much sir jee.... Usual Smile

Aapko pahela sher achcha laga jaankar behad sukuN hua...
Thanks again for your valueable reply... Usual Smile

Keep reading ... keep posting... Usual Smile
Keep smiling....
May God Bless you... Usual Smile         

Logged
yasmeen khan
Guest
«Reply #4 on: October 09, 2010, 07:01:17 PM »
Reply with quote
nice parwaz ji keep writting  Applause
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #5 on: October 09, 2010, 07:39:09 PM »
Reply with quote
bht hi khubsurat peshkash hai ye aapki parwaz ji ..har ek sher dil k jazbaat bakhubi bayaan karta hua...hamesha aap sabki poem ka postmartem karte ahin ..aaj humne socha kyun na main hi kar dun..lekin apne style me....aap ki tarah na likhne ki samjh hai na kala...na technic pata hai...bas dil ne jo mehsus kiya padhke wahi bata ti hun...

to chaliye aapki kalam pe aate hain......

Kuch tukde dil ke dil ko hi zakhami kar raheN haiN
Mere ahsaas mere khayaal ghut ghut ke mar raheN haiN
waahhhhhhhh...kya khub sher kaha hai ye aapne sach me dil khush ho gaya...
is ka jawab gar hum dete to aisa hota...

Yun na ghutne do tum apne jazbaat apne dil k andar
Kuch apne hain jo tumhari khushi ki dua kar rahe hain

Aik khawaab ka kachcha shisha banne se pahle tut gaya
Kis ummid pe hum seene meiN sanse bhar raheN haiN

waahhhhh ji kya dard bayaan kiya hai aapne ..iss sher me..bht khub...

Kya hua jo ek khwaab kachcha pakka sa tut gaya
Har ek raat zindagi ki naye sapne saja kar aa rahe hain

Kuch chupaa hi nahi hai tujhse dil ka haal tak janta hai
Kaise kaheN khuda yaa kaise halaat guzar raheN haiN

bht mastttt parwaz ji bht hi pyara sher hai ye shikayat bhara....

Khuda sath hai tere aur usi ki raza se ho raha hai sabkuch
Fir kyun iss tarah tere hausle himmat haar rahe hain

Hum un lamhaat ko kareeb dekh rahe haiN " ParwaaZ"
Ajnaabi apne se hume lene aasmaaN se utar raheN haiN

aisi baat nahin kehte ji....par sher bada pyara kaha hai sply last line bht acchi lagi..ise humne light kar diya yahan....

Har ek dil ki baat reh jati hai mere dil me *kasak*
Faasle fir bhi hum dono k bich k kum kar rahe hain…!!!

[/b]

Yun na ghutne do tum apne jazbaat apne dil k andar
Kuch apne hain jo tumhari khushi ki dua kar rahe hain

Kya hua jo ek khwaab kachcha pakka sa tut gaya
Har ek raat zindagi ki naye sapne saja kar aa rahe hain

Khuda sath hai tere aur usi ki raza se ho raha hai sabkuch
Fir kyun iss tarah tere hausle himmat haar rahe hain

Har ek dil ki baat reh jati hai mere dil me *kasak*
Faasle fir bhi hum dono k bich k kum kar rahe hain…!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: October 09, 2010, 08:14:16 PM »
Reply with quote
nice parwaz ji keep writting  Applause

Yasmeen sahibaa Aadaab!

Thanks for aapriciating My work... Usual Smile

Keep reading keep posting,
May god bless you Usual Smile         

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: October 09, 2010, 08:25:47 PM »
Reply with quote
bht hi khubsurat peshkash hai ye aapki parwaz ji ..har ek sher dil k jazbaat bakhubi bayaan karta hua...hamesha aap sabki poem ka postmartem karte ahin ..aaj humne socha kyun na main hi kar dun..lekin apne style me....aap ki tarah na likhne ki samjh hai na kala...na technic pata hai...bas dil ne jo mehsus kiya padhke wahi bata ti hun...

to chaliye aapki kalam pe aate hain......

Yun na ghutne do tum apne jazbaat apne dil k andar
Kuch apne hain jo tumhari khushi ki dua kar rahe hain

Kya hua jo ek khwaab kachcha pakka sa tut gaya
Har ek raat zindagi ki naye sapne saja kar aa rahe hain

Khuda sath hai tere aur usi ki raza se ho raha hai sabkuch
Fir kyun iss tarah tere hausle himmat haar rahe hain

Har ek dil ki baat reh jati hai mere dil me *kasak*
Faasle fir bhi hum dono k bich k kum kar rahe hain…!!!

kasak jee Aadaab!

Behad umdaa reply kiya hai jee aapne .....
Aapke is reply ke liye dil se shukra guzaar hai...
And aapke in khubsurat ahsaasoN per dil se daad hazir hai Usual Smile

Aapke reply ke reply meiN hume haliyaa naye film ka geet yaad aaya film shayad Kites thi....

Zindagi do pal ki intezaar kab tak hum kareNge bhala
Tumhe pyaar kab tak Naa kareNge bhala

Thanks again for this reply aapke reply ka reply hum
per udhar raha abhi to kuch mood nahi ho raha hai shayari karne ka.. jab ban jayeNga aapko reply kar deNge...

Khush O aabaad rahiye.....
Khuda Hafez.... Usual Smile         

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #8 on: October 10, 2010, 06:19:08 AM »

to wo sweet si smile aai y anhin aapke face pe hamara reply padhke..hamesha wali? ye nahin bataya aapne...

hume aapke reply ka wait rahega parwaz ji....
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: October 17, 2010, 01:33:54 PM »
Reply with quote
to wo sweet si smile aai y anhin aapke face pe hamara reply padhke..hamesha wali? ye nahin bataya aapne...

hume aapke reply ka wait rahega parwaz ji....

Kasak Jee Aadaab.....

Aaj kuch fursat ke lamhaat mile to dekhe ke hum per
yahaaN reply ka karz baki hai .... Jee aapka reply aaye aur padhne
wale ke hoNtoN per muskaan na aaye shayad hi  aisa hota hoNga..

Thanks jee.. remind karke bhi muskurahat aayi .. Usual Smile
Dekhiye....  Grin Grin Grin

Chaliye aapka karza aata kar dete hai  NaNaNa

Hum apne hoNtoN pe muskaaN laye bhi kaise
Aap jo khafa ho hum muskaaye bhi kaise

Jante hai itni chahat bhi thik nahi hoti
Par is dil e naadaaN ko samjhaye bhi kaise

Aap bhi is marz ke bimaar naa ho jayeN
Zakham dil ke gehre hai dikhaaye bhi kaise

Aap huye anjaaN to kabhi hum mashgul rahe
Faasle jo bade haiN ke paas aaye bhi kaise

Hum dekhkar khush huye aap dikhate rah gaye
Aap par haq hi nahi humara jataaye bhi kaise
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #10 on: October 18, 2010, 04:40:04 AM »
Reply with quote
mast reply diya parwaz ji aapne  ...maza aagaya ji..
 Applause Applause Applause Applause
aur ye dekh kar aur achcha laga ki hamare reply se aapki smile khil jati hai...
icon_flower icon_flower
thnx alot for smiling ji........yunhi muskurate rahiye...
 happy3 happy3 happy3
muskurate hue aap bht ahchce lagte hain ji.......
icon_geek icon_geek icon_geek

ye lijiye ab hamara new reply...bataiye kaisa laga.....

Hum apne hoNtoN pe muskaaN laye bhi kaise
Aap jo khafa ho hum muskaaye bhi kaise

Teri muskaan hum ekhud se zyada aziz hai ee dost
Tu hi bata tujhse hum ruthe  rahen bhi to kaise

Jante hai itni chahat bhi thik nahi hoti
Par is dil e naadaaN ko samjhaye bhi kaise

Ki hai mahobbat humne bepanaah unse ee sanam
Milegi wafa badle me iski umeed rakhen bhi to kaise

Aap bhi is marz ke bimaar naa ho jayeN
Zakham dil ke gehre hai dikhaaye bhi kaise

Na dikha paye hum ashk lahu k behte hain jo dil se
Hain itne bebas wo unhe aur hum sataye bhi to kaise

Aap huye anjaaN to kabhi hum mashgul rahe
Faasle jo bade haiN ke paas aaye bhi kaise

Ye duriyan to bani thi sirf kami ka ehsaas dilane k liye
Tum kuch na samjh paye to ab hum samjhaye bhi to kaise

Hum dekhkar khush huye aap dikhate rah gaye
Aap par haq hi nahi humara jataaye bhi kaise

Kehte rahe tum k main bas tumhari hi hun ee sanam
Hum khud ko aapki amanat kehte rahe ye batate bhi to kaise…
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #11 on: October 18, 2010, 09:05:07 AM »
Reply with quote
wah ji bahut khoob chhaa gaye aap log...

dher saari daad ke sath lkhte rahiye`
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #12 on: October 18, 2010, 02:00:48 PM »
Reply with quote
Parwaz jee! sabse pahle ek khoobsoorat kalaam ke liye aap ko mubaarak baad denaa chaahatee hooN.Aap ki gazal nazar nawaaz hui .deri ke liye mazarat khwah hooN.aap waqai behad umda likhte haiN.bas ek guzarish hai ki ek shair or likh kar kalaam ko gazal ka haq ada karte to behtar hota...

Mamta Bajpai
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #13 on: June 14, 2011, 01:05:59 PM »
Reply with quote
Kuch tukde dil ke dil ko hi zakhami kar raheN haiN
Mere ahsaas mere khayaal ghut ghut ke mar raheN haiN

Aik khawaab ka kachcha shisha banne se pahle tut gaya
Kis ummid pe hum seene meiN sanse bhar raheN haiN

Kuch chupaa hi nahi hai tujhse dil ka haal tak janta hai
Kaise kaheN khuda yaa kaise halaat guzar raheN haiN

Hum un lamhaat ko kareeb dekh rahe haiN " ParwaaZ"
Ajnaabi apne se hume lene aasmaaN se utar raheN haiN

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

               tere andaaz mein hum parwaaz kar nahin sakte,
               jo chall sakein kuch qadam saath tere to kaafi hoga
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: August 15, 2011, 06:48:59 PM »
Reply with quote
Kuch tukde dil ke dil ko hi zakhami kar raheN haiN
Mere ahsaas mere khayaal ghut ghut ke mar raheN haiN

Aik khawaab ka kachcha shisha banne se pahle tut gaya
Kis ummid pe hum seene meiN sanse bhar raheN haiN

Kuch chupaa hi nahi hai tujhse dil ka haal tak janta hai
Kaise kaheN khuda yaa kaise halaat guzar raheN haiN

Hum un lamhaat ko kareeb dekh rahe haiN " ParwaaZ"
Ajnaabi apne se hume lene aasmaaN se utar raheN haiN

bahut khoob

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:26:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer