kya khoob haqq-e-bandegi.....(nazar ghouri)

by nazar ghouri on May 06, 2010, 03:35:38 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3486 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: May 08, 2010, 12:33:15 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Nazar Ji
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #16 on: May 08, 2010, 01:52:37 AM »
Reply with quote
riyaz bhai saheb aap ne jis baariki se meri ghazal padhi aur uski kami ko jaancha aur mukhlisana mashware se nawaza uskeliye mein aapka shukr guzaar hoon,meri jahaan tak kam ilmi hai tanzz khud main ek nasihat hai.agar uss main nasihat ke jumle jood dein to shayed tanzz karna hi bekaar hojaega,tanzz khudd main nasihat hai aisa mera khayal tha.lekin aap ne jo ishara kiya hai kuch lines nasihat ke jodne ka to mein theek se likh nahi paaraha hoon shayed mein iss qaabil nahi,agar aap kuch madatt kar dete to aen nawazish hogi..jazaak Allah khair
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #17 on: May 08, 2010, 02:07:03 AM »
Reply with quote
khwahesh saheb shukriya aapka aapne iss haqeer ki ghazal ko pasand kiya..lekin aap ke kahe hoe ashaar zyada achhe hain
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #18 on: May 08, 2010, 02:13:47 AM »
Reply with quote
shukriya aapka jo aap ne iss na cheez ki ghazal ko pasand kiya
Logged
SHABBIR AHMED HASHMI
Guest
«Reply #19 on: June 09, 2010, 05:27:40 AM »
Reply with quote
ASK,
        NAZAR sahab bohoth pyara tanziya kalaam hai. Aur me samjata houn ke is ghazal ka teesra sher jo aap ne kaha hai mere qhayal se ye aaj ke "AALIMAON" ke nazr hai.
        Aur aap ke maqte ke sath chedhkhani ki jorrat ki hai umeed hai shayed aap ko pasand aayega. Agar na pasand aaye to kaliya zaroor dena wohi andaaz se jo apne ilaqe ki pehchan hai.
       
                 NAZAR chandd waqiyat,ahadees kar ke yaad !
                 ahl-e-ilm se aaj kal,munazara kar raha hoon !
                                               Allah Hafez sahab.
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #20 on: June 09, 2010, 05:46:35 PM »
Reply with quote
walekumsalam shabir bhai,bahot bahot shukriya hausla afzai ke liye ,badi bareek beeni se aap ne ghazal ko padha,aur iss baat pe bhi aapka mamnoon hoon ke aap ne islah ki,khush rahiye Allah hafiz
ASK,
        NAZAR sahab bohoth pyara tanziya kalaam hai. Aur me samjata houn ke is ghazal ka teesra sher jo aap ne kaha hai mere qhayal se ye aaj ke "AALIMAON" ke nazr hai.
        Aur aap ke maqte ke sath chedhkhani ki jorrat ki hai umeed hai shayed aap ko pasand aayega. Agar na pasand aaye to kaliya zaroor dena wohi andaaz se jo apne ilaqe ki pehchan hai.
       
                 NAZAR chandd waqiyat,ahadees kar ke yaad !
                 ahl-e-ilm se aaj kal,munazara kar raha hoon !
                                               Allah Hafez sahab.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:43:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer