Kya Uss Shehar MeN Koi Pyaar Ka Maara Nahi Mila "Khwaish"

by khwaish on June 24, 2012, 10:38:09 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2151 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Dar-Badar Bhatakti Rahee Kashtiyan Kinaara Nahi Mila
Apnaa Bana Jab Ajnabee Phir Dubaara Nahi Mila..!!!!!

Har Ek Ke Dard Ko Apna Dard Samajhta Rahaa Main
Par Khud Giira Jo Ek Baar, Koi Sahaara Nahi Mila..!!!!!

Bahaar Se Kuch Aur, Andar Se Kuch Aur Hi Mile Log
Samaj Sakoon Jo Kisi Ko Aisa Koi Ishaara Nahi Mila

Duniya Ka Har Sukoon-O-Araam Ko Paa Gaya Main..!!!!
Aasmaan Milne Par Bhi Mujhe Ek Sitaara Nahi Mila

Nafrat Ki Aag MeiN Kyon Taa-Umar jalte Rehte Hai Log?
Kya Uss Shehar MeiN Koi Pyaar Ka Maara Nahi Mila

"Khwaish" Ek Na Ek Din Mehnat Apni Bhi Rang Laayegi
Har Haal MeN Jeene Wala,Kabhi Zindagi Se Haara Nahi Mila

                  ~~~~Khwaish~~~~~




Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #1 on: June 24, 2012, 10:40:49 AM »
Reply with quote
Waaah waaah bhut khoobsurat see kalam hai khash kar wo ajnabee waala sher bhut achcha laga.
Logged
masoom shahjada
Guest
«Reply #2 on: June 24, 2012, 10:41:31 AM »
Reply with quote
Waaah waaah bhut khoobsurat see kalam hai khash kar wo ajnabee waala sher bhut achcha laga.
Logged
anand mohan
Guest
«Reply #3 on: June 24, 2012, 01:35:46 PM »
Reply with quote
haazr haI 1 raU
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: June 24, 2012, 01:52:10 PM »
Reply with quote
bahut khoob betaa shaabaash khush raho dheroN daad
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: June 24, 2012, 03:52:18 PM »
Reply with quote
Wah Wah Wah..
Dusra shaer toh dil main ghar kar gaya dost..
Kya baat hai..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
suman59
Guest
«Reply #6 on: June 24, 2012, 03:55:41 PM »
Reply with quote
Quote
Har Ek Ke Dard Ko Apna Dard Samajhta Rahaa Main
Par Khud Giira Jo Ek Baar, Koi Sahaara Nahi Mila..!!!!!

Bahaar Se Kuch Aur, Andar Se Kuch Aur Hi Mile Log
Samaj Sakoon Jo Kisi Ko Aisa Koi Ishaara Nahi Mila

bahut accha laga padkar.  Clapping Smiley
Logged
kamlesh.yadav001
Guest
«Reply #7 on: June 25, 2012, 12:44:49 AM »
Reply with quote
nice one khwaish sir
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: June 25, 2012, 02:56:36 AM »
Reply with quote
bahut hi khubsurt umda besqeemti shabo se racha kalam hai.......... khwahish ji bahut bahut badhai ho is kalam ke liye dhero daad aur ek cadburyb hi.....achhe kalam ke liye kuch mitha ho jaye...... happy3 happy3 happy3


 icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #9 on: June 25, 2012, 03:12:52 AM »
Reply with quote
BAhut Bahut Khub Khwaish Ji Dil Se dheroon Daad Hazir Hain,Kabul Kijyega Applause Applause
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #10 on: June 25, 2012, 03:17:32 AM »
Reply with quote
boht khub khawaish ji
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #11 on: June 25, 2012, 03:39:38 AM »
Reply with quote
bahut bahut sundar khwaishji...

 Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 25, 2012, 11:27:13 AM »
Reply with quote
Waaah waaah bhut khoobsurat see kalam hai khash kar wo ajnabee waala sher bhut achcha laga.

Ji Aapka Bahut Bahut Shukriya Masoom ji.. icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: June 25, 2012, 12:25:52 PM »
Reply with quote
Waaah waaah bhut khoobsurat see kalam hai khash kar wo ajnabee waala sher bhut achcha laga.

lagta Hai Aapka Comment Double Post Ho gaya..

Aapka Phir se Bahut Bahut Shukriya Masoom Ji..

 icon_flower icon_flower
Logged
mkv
Guest
«Reply #14 on: June 25, 2012, 12:37:11 PM »
Reply with quote
Dar-Badar Bhatakti Rahee Kashtiyan Kinaara Nahi Mila
Apnaa Bana Jab Ajnabee Phir Dubaara Nahi Mila..!!!!! Bahut khoob

Har Ek Ke Dard Ko Apna Dard Samajhta Rahaa Main
Par Khud Giira Jo Ek Baar, Koi Sahaara Nahi Mila..!!!!!behad umda

Bahaar Se Kuch Aur, Andar Se Kuch Aur Hi Mile Log
Samaj Sakoon Jo Kisi Ko Aisa Koi Ishaara Nahi Mila vaaah vaah kya baat hai

Duniya Ka Har Sukoon-O-Araam Ko Paa Gaya Main..!!!!
Aasmaan Milne Par Bhi Mujhe Ek Sitaara Nahi Mila  Applause Applause Applause

Nafrat Ki Aag MeiN Kyon Taa-Umar jalte Rehte Hai Log?
Kya Uss Shehar MeiN Koi Pyaar Ka Maara Nahi Mila bahut khoob

"Khwaish" Ek Na Ek Din Mehnat Apni Bhi Rang Laayegi
Har Haal MeN Jeene Wala,Kabhi Zindagi Se Haara Nahi Mila khoob

                  ~~~~Khwaish~~~~~





Bahut khoob likha hai khwaish jee
 Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:13:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer