Ladkiyan

by majid on April 14, 2008, 05:46:43 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1937 times)
majid
Guest
Reply with quote
Salaam Doston Bohat Time Baad Yaha Kuch Likh Raha Hoon
Well Main Koi Shayar To Nahi Hoon Par Haan Jitna Main
Mehsoos Kar Saka Hoon Utna Main Aurt Ki Taqleef Ko
Likhne Ki Kosis Ki Hai Waise Jaanta Hoon
Maine To Unki Zarre Barabar Bhi Taqleef Nahi Likhi Hai
Par Fir Bhi Jitni Ho Saki Utni To Jarur Likhi Hai. I Hope
Aapko Pasand Aayega...


Ladkiyon Ki Bhi Ajib Kahaani Hoti Hai.
Teen Hisso Main Unhe Zindagi Bitani Hoti Hai
 
Kabhi Beti Kabhi Bahu To Kabhi Maa Banke
Kadam Kadam Pe Unke Liye Qurbani Hoti Hai.

Jab Dekho Sataayi Jaati Hai Har Baat Ke Liye
Ya Khuda Unke Hissey Me Hi Kyun Pareshani Hoti Hai.!

Har Pal Apni Tamannaon Ko Mita Kre Dusro  Ko Khushi Deti Hi
Haa Ye Baat Bhi Sach Hai Ki Aurat Badi Himat Wali Hoti Hai.

Mat Bhool.e.Dost Mere .Chahe Kisi Bhi Roop Main Ho
Aurat Jaat Ki Ijjat Karna Humaari Bhi Zimedari Hoti Hai.

.....
Aur Main Ladkiyon Se Bhi Do Baate Kehna Chaunga.
Haan Sab Aisi Nahi Hoti Hai Par Kuch To Hai
Plz Ek Bete Ko Maa Baap Se Alag Na Kare
Bus Ek Dusre K Huquq Ko Samjhe Insha ALLAH
Zindagi Jeene Ka Maza Aayega...Anyways
Meri Baat Gar Kisi Ko Buri Lagi Ho To Plz Maaf Kijiyega..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ladkiyan by majid in Shayri-E-Dard
Ladkiyan Ghar Ki Laxmi by Shayaries_King in Shairi - E - Zindagi
**Ladkiyan** by Manreet B in Miscellaneous Shayri
ladkiyan ye ladkiyan akhir kya chahti hai by ParwaaZ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Ladkiyan by deepansh in SMS , mobile & JOKES
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: April 14, 2008, 06:01:50 AM »
Reply with quote
   crybaby2 crybaby2 Aapki shayari padkar meri aankhon se aansu nikale..
Haan ladkiyon ka jeevan ek sangrash hota hai..
Joh jee rahi hoon akele aapne jeevan main
Maa aur pita ki bohat kami mesus hoti hai..
tearyeyed

too good majid Clapping Smiley
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: April 14, 2008, 11:19:02 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

Salaam Doston Bohat Time Baad Yaha Kuch Likh Raha Hoon
Well Main Koi Shayar To Nahi Hoon Par Haan Jitna Main
Mehsoos Kar Saka Hoon Utna Main Aurt Ki Taqleef Ko
Likhne Ki Kosis Ki Hai Waise Jaanta Hoon
Maine To Unki Zarre Barabar Bhi Taqleef Nahi Likhi Hai
Par Fir Bhi Jitni Ho Saki Utni To Jarur Likhi Hai. I Hope
Aapko Pasand Aayega...


Ladkiyon Ki Bhi Ajib Kahaani Hoti Hai.
Teen Hisso Main Unhe Zindagi Bitani Hoti Hai
 
Kabhi Beti Kabhi Bahu To Kabhi Maa Banke
Kadam Kadam Pe Unke Liye Qurbani Hoti Hai.

Jab Dekho Sataayi Jaati Hai Har Baat Ke Liye
Ya Khuda Unke Hissey Me Hi Kyun Pareshani Hoti Hai.!

Har Pal Apni Tamannaon Ko Mita Kre Dusro  Ko Khushi Deti Hi
Haa Ye Baat Bhi Sach Hai Ki Aurat Badi Himat Wali Hoti Hai.

Mat Bhool.e.Dost Mere .Chahe Kisi Bhi Roop Main Ho
Aurat Jaat Ki Ijjat Karna Humaari Bhi Zimedari Hoti Hai.

.....
Aur Main Ladkiyon Se Bhi Do Baate Kehna Chaunga.
Haan Sab Aisi Nahi Hoti Hai Par Kuch To Hai
Plz Ek Bete Ko Maa Baap Se Alag Na Kare
Bus Ek Dusre K Huquq Ko Samjhe Insha ALLAH
Zindagi Jeene Ka Maza Aayega...Anyways
Meri Baat Gar Kisi Ko Buri Lagi Ho To Plz Maaf Kijiyega..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob Shihab!! ek ek shabd bahoot hi acha likha hai!!
Logged
~princess~
Guest
«Reply #3 on: April 22, 2008, 07:20:40 AM »
Reply with quote
OYE HOYE DHAKAN KING
ap sabki information ke liye
inhe yeh sab likhna humne hi sikhaya hai
hehehehe hai na Majid bandar!??

too gud majid..aapne bohot pyari and sachi tarah se
Aurrat ki zindgi ka sach bayan kiya hai...Hats off Usual Smile
Logged
syednaami
Guest
«Reply #4 on: April 22, 2008, 07:32:54 AM »
Reply with quote
Well done Shihab, I am with you shoulder to shoulder.


inhe yeh sab likhna humne hi sikhaya hai
hehehehe hai na Majid bandar!??


Aql-e-naaqis men madarja baala baat ka matlab samajh men nahin aaya.
Agar wazaahat ho to mashkoor rahenge.


S Naami
Logged
~princess~
Guest
«Reply #5 on: April 22, 2008, 11:37:15 AM »
Reply with quote
apko kya samaj nai aya Huh? yeh humare aur Majid ke beech ki baat hai...

Agar doubt ho to unse puchlijiyega...Roll Eyes
Logged
syednaami
Guest
«Reply #6 on: April 22, 2008, 11:45:32 AM »
Reply with quote
Are bibi naraaz mat hon, hum to sirf yeh arz kar rahe the ki aap ne inhen shayiri kaise sikhaai, bus.

Shukriya
Logged
~princess~
Guest
«Reply #7 on: April 22, 2008, 12:16:12 PM »
Reply with quote
hehehehe hum naraz thori horahe hai kaka...hehehe
humne hi sikhayi hai after all aap hume kam chis samajte ho kya?

Majid se puchna...wo batayenge Winking
Logged
syednaami
Guest
«Reply #8 on: April 22, 2008, 12:34:13 PM »
Reply with quote
Lag to aise hi raha tha aur hai, par aap apna ta'aruf bayaan karen to kuchh hum bhi faizyaab hon aapke khazeenon se.

Majid se kam hi mulaqaat ho paati hai.  icon_silent
Logged
~princess~
Guest
«Reply #9 on: April 22, 2008, 12:39:00 PM »
Reply with quote
HUMARA TARUFF CHAIYE TO INTRO SECTION MEIN JAIYE...

Waise pata chalta hai ke aap is mehfill se zyada jude nai..
ya naye aye ho...warna Roshni ko nai jane aise bohot kam hi shaks honge is bazm mein...!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #10 on: April 22, 2008, 12:46:49 PM »
Reply with quote
Naye to kher hum nahin 2006 se yahan bhatak rahen hain, par darmiyaan men kuchh tawaqquf aur ta'atul raha, jiss wajah se shayad aapke ta'aruf-e-asloob se na waaqif hun.
Intro section ko check karte hain ya phir humen link muhayya karen to maherbaani.
 icon_scratch Usual Smile

Logged
~princess~
Guest
«Reply #11 on: April 22, 2008, 01:13:46 PM »
Reply with quote
http://www.yoindia.com/shayariadab/tarruf-yoindia-sae-give-your-introduction/hi-t24979.0.html


Lijiye
akhir mein padlijiyega...humara intro humne akhri mein diya hai Winking
abhi chalte hai phir se mulakat hogi

Khush rahiye
tata tc
Logged
syednaami
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2008, 01:31:05 PM »
Reply with quote
Jee badi maherbaani jo aapne mujhe apne aap se shanaasai bakhshi.
tah-e-dil se shukarguzaar
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #13 on: November 26, 2008, 04:13:41 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Bhoot Khub Shihab Sahab!!! Applause Applause Applause
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #14 on: November 26, 2008, 04:22:42 PM »
Reply with quote
U R Always Welcome Bro
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:11:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer