lekin ab sab kuch badal gaya he....

by Prateek Mardia on March 31, 2008, 05:31:07 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1873 times)
Prateek Mardia
Guest
Reply with quote
mein guzar chuka hoon us path se,
jis path mein keval kaante the,
ur chalni ho jata thaa,
pug me pud jaate chale the...

lekin ab sub kuch badal gaya he......

lekin ab sub kuch badal gaya he
path pehle se bhee durgam he......
lekin fir bhee in paavon mein
ab aage badhne ki thirkan he......
aur laliyat ur bhee he ab
sab kuch he sah jaane ko,
har dukh mein beh jaane ko,
us charam bindu ko paane ko,
woh anokhee vijay-shree paane ko,
jo hogi-un ehsaason par..
jo sukh aur dukh jatlaate he...
chalo ki jalan mehsoos kartati he
peera de hriday rulati he.....

mein guzar chuka hu us path se
jis path mein keval kaante the...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sab badal gaya. by Raj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Badal gaya sab kuch... by bhambra in Shayri-E-Dard
sab kuch bhula du lekin... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard
Doobne wala tha lekin ubhar gaya hoon main by Syed Mohd Mahzar in Ghazals « 1 2  All »
Lekin Kuch Kuch Sath Aana Ka Rishta Hai,,..Beautiful Ghazal by laaiba in Share Poetry You Like « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: March 31, 2008, 05:32:22 PM »
Reply with quote
Nice Prateek
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #2 on: November 17, 2008, 05:28:52 AM »
Reply with quote
mein guzar chuka hoon us path se,
jis path mein keval kaante the,
ur chalni ho jata thaa,
pug me pud jaate chale the...

lekin ab sub kuch badal gaya he......

lekin ab sub kuch badal gaya he
path pehle se bhee durgam he......
lekin fir bhee in paavon mein
ab aage badhne ki thirkan he......
aur laliyat ur bhee he ab
sab kuch he sah jaane ko,
har dukh mein beh jaane ko,
us charam bindu ko paane ko,
woh anokhee vijay-shree paane ko,
jo hogi-un ehsaason par..
jo sukh aur dukh jatlaate he...
chalo ki jalan mehsoos kartati he
peera de hriday rulati he.....

mein guzar chuka hu us path se
jis path mein keval kaante the...

Prateek ji..

Patheek Thaka HeiN
RaheiN Kab Thaki HeiN....

Samuchi Kavya bahut bahut bhayi Mann ko..
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #3 on: November 24, 2008, 01:25:59 PM »
Reply with quote


Aapka bahut dhnyawaad,Pooja ji. Aap hausla badhaati rehti hein.

muhammed ji shukriya aapki nazar padi kamzor si shaayri pur.

Prateek

Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #4 on: November 24, 2008, 02:23:01 PM »
Reply with quote
mein guzar chuka hoon us path se,
jis path mein keval kaante the,
ur chalni ho jata thaa,
pug me pud jaate chale the...

lekin ab sub kuch badal gaya he......

lekin ab sub kuch badal gaya he
path pehle se bhee durgam he......
lekin fir bhee in paavon mein
ab aage badhne ki thirkan he......
aur laliyat ur bhee he ab
sab kuch he sah jaane ko,
har dukh mein beh jaane ko,
us charam bindu ko paane ko,
woh anokhee vijay-shree paane ko,
jo hogi-un ehsaason par..
jo sukh aur dukh jatlaate he...
chalo ki jalan mehsoos kartati he
peera de hriday rulati he.....

mein guzar chuka hu us path se
jis path mein keval kaante the...

bahoot khoob prateek ji.........bahoot kasi hui kavita thi.....
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #5 on: November 24, 2008, 02:34:44 PM »
Reply with quote
bahoot khoob prateek ji.........bahoot kasi hui kavita thi.....


shukriya hazoor-manobal badhaane ka.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:00:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer