MAIN SAMAJHTAA HOON. 54 "MohaN"

by surindarn on September 28, 2018, 03:47:24 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 562 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
FAANI ZINDAGI

Main samajhtaa hoon
Yeh mukhtasar sii faani zindagi
Yeh ek purisraar ruhaani safr hee to hai
Lafz purisraar sunke aap chaunk kyun gaaye
yeh sun.ne hee main kuchh mushkil zaroor hai
Jaise ke koi keh rehaa hai aap se
Aap mushkil kaam kar sakte hee nahin
Aap mushkilon kaa hal nikaal sakte hee nahin
Aap sochh sakte nahin aap mein dimaag hee nahin
Aap kee ragon mein khoon hee nahin
Koi mehnat-o-mushaqat kar sakte nahin
Aap khoon pasinaa bahaa sakte hee nahin
Main to bas itnaa hee kahoon gaa aap se
Hazoor binaa keeye to kuchh kar sakte hee nahin
Yeh koi swaal nahin yeh koi jawaab bhi nahin
Chalo uthho safr ke liye rawaanaa ho jaao
Yeh to sirf chinauti hee hai manzil dur bhi nahin
Waqt bhi to zayaadaa nahin umr bhi lambhi nahin
Dosto yeh aapkee jurat hai hawaaon mein urhne kee
Yeh to ek taajurbaa hai nayee nayee ejaadein karne kee
Nayee nayee waadian kuh hisaar se nazare dekhne kee
Hauslaa hai khatron kaa saamnaa karne kee
Ishq-o-mohabbat ko aazmaane kee
Kisee ke saath saath umr bitaane kee
Zindagi ke dukh-o-sukh ko apnaa banaane kee
Jeetne kee koshish karte hee jaane kee


purisraar = mystery;   jurat; tajurbaa = adventure;
rawaanaa = chal parho;


Surindar. N            "MohaN"
Logged
Ram Krishan Rastogi
Umda Shayar
*

Rau: 69
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
30 days, 21 hours and 9 minutes.

Posts: 4988
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #1 on: September 28, 2018, 08:50:33 AM »
Reply with quote
waah waah ati sunder
 Applause Applause Applause Applause laughing4 Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: September 28, 2018, 10:00:32 PM »
Reply with quote
waah waah ati sunder
 Applause Applause Applause Applause laughing4 Applause Applause

bahut shukria Rastogi Jee.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: September 29, 2018, 09:38:13 PM »
Reply with quote
FAANI ZINDAGI

Main samajhtaa hoon
Yeh mukhtasar sii faani zindagi
Yeh ek purisraar ruhaani safr hee to hai
Lafz purisraar sunke aap chaunk kyun gaaye
yeh sun.ne hee main kuchh mushkil zaroor hai
Jaise ke koi keh rehaa hai aap se
Aap mushkil kaam kar sakte hee nahin
Aap mushkilon kaa hal nikaal sakte hee nahin
Aap sochh sakte nahin aap mein dimaag hee nahin
Aap kee ragon mein khoon hee nahin
Koi mehnat-o-mushaqat kar sakte nahin
Aap khoon pasinaa bahaa sakte hee nahin
Main to bas itnaa hee kahoon gaa aap se
Hazoor binaa keeye to kuchh kar sakte hee nahin
Yeh koi swaal nahin yeh koi jawaab bhi nahin
Chalo uthho safr ke liye rawaanaa ho jaao
Yeh to sirf chinauti hee hai manzil dur bhi nahin
Waqt bhi to zayaadaa nahin umr bhi lambhi nahin
Dosto yeh aapkee jurat hai hawaaon mein urhne kee
Yeh to ek taajurbaa hai nayee nayee ejaadein karne kee
Nayee nayee waadian kuh hisaar se nazare dekhne kee
Hauslaa hai khatron kaa saamnaa karne kee
Ishq-o-mohabbat ko aazmaane kee
Kisee ke saath saath umr bitaane kee
Zindagi ke dukh-o-sukh ko apnaa banaane kee
Jeetne kee koshish karte hee jaane kee


purisraar = mystery;   jurat; tajurbaa = adventure;
rawaanaa = chal parho;


Surindar. N            "MohaN"

Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: September 30, 2018, 10:05:39 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: October 01, 2018, 08:35:24 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #6 on: October 02, 2018, 07:09:03 PM »
Reply with quote
Applause
kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #7 on: October 03, 2018, 08:55:15 PM »
Reply with quote
kermit kermit kermit kermit kermit kermit kermit
kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #8 on: October 04, 2018, 09:44:21 PM »
Reply with quote
kermit kermit kermit kermit kermit
kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #9 on: October 05, 2018, 08:04:38 PM »
Reply with quote
FAANI ZINDAGI

Main samajhtaa hoon
Yeh mukhtasar sii faani zindagi
Yeh ek purisraar ruhaani safr hee to hai
Lafz purisraar sunke aap chaunk kyun gaaye
yeh sun.ne hee main kuchh mushkil zaroor hai
Jaise ke koi keh rehaa hai aap se
Aap mushkil kaam kar sakte hee nahin
Aap mushkilon kaa hal nikaal sakte hee nahin
Aap sochh sakte nahin aap mein dimaag hee nahin
Aap kee ragon mein khoon hee nahin
Koi mehnat-o-mushaqat kar sakte nahin
Aap khoon pasinaa bahaa sakte hee nahin
Main to bas itnaa hee kahoon gaa aap se
Hazoor binaa keeye to kuchh kar sakte hee nahin
Yeh koi swaal nahin yeh koi jawaab bhi nahin
Chalo uthho safr ke liye rawaanaa ho jaao
Yeh to sirf chinauti hee hai manzil dur bhi nahin
Waqt bhi to zayaadaa nahin umr bhi lambhi nahin
Dosto yeh aapkee jurat hai hawaaon mein urhne kee
Yeh to ek taajurbaa hai nayee nayee ejaadein karne kee
Nayee nayee waadian kuh hisaar se nazare dekhne kee
Hauslaa hai khatron kaa saamnaa karne kee
Ishq-o-mohabbat ko aazmaane kee
Kisee ke saath saath umr bitaane kee
Zindagi ke dukh-o-sukh ko apnaa banaane kee
Jeetne kee koshish karte hee jaane kee


purisraar = mystery;   jurat; tajurbaa = adventure;
rawaanaa = chal parho;


Surindar. N            "MohaN"

bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:58:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer