sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
Dil kaa jo bhee khayaal hai kah do. Jo bhee man meN malaal hai kah do.
Aaj doongaa jawaab saare hee. Aapkaa jo sawaal hai kah do.
Mulk kaa aapne kiyaa dauraa. Asl kyaa haal-chaal hai kah do.
Jo haiN haalaat aaj dunyaa ke. Kyaa koi bhee misaal hai kah do.
Aap jaakar ke jaan-e-jaannaae se. Mere tabeeyat nidhaal hai kah do.
Desh ke tum tamaam baniyoN se. Jins meN ab uchhaal hai kah do.
Jisne saudaa kiyaa hai ismat kaa. Kaun saa vo dalaal hai kah do.
Aazmaane kaa waqt hai khud ko. Kisme kitnaa kamaal hai kah do.
Boodhaa ‘saini’ ko kahne waalo se. Mujh meN ab bhee ubaal hai kah do.
Dr.Surendra Saini
दिल का जो भी ख़याल है कह दो । जो भी मन में मलाल है कह दो ।।
आज दूंगा जवाब सारे ही । आप का जो सवाल है कह दो ।।
मुल्क का आपने किया दौरा । अस्ल क्या हाल -चाल है कह दो ।।
जो हैं हालात आज दुन्या के । क्या कोई भी मिसाल है कह दो ।।
आप जाकर के जान-ए -जाँना से । मेरी तबीयत निढाल है कह दो ।।
देश के तुम तमाम बनियों से । जिन्स में अब उछाल है कह दो ।।
जिसने सौदा किया है इस्मत का । कौन सा वो दलाल है कह दो ।।
आज़माने का वक़्त है ख़ुद को । किसमे कितना कमाल है कह दो ।।
बूढा 'सैनी 'को कहने वालो से । मुझ में अब भी उबाल है कह दो ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 25, 2013, 02:22:52 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 25, 2013, 02:26:29 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 25, 2013, 02:40:46 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shireen Hakani
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 25, 2013, 02:49:06 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ritesh Modi
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 25, 2013, 02:55:11 PM » |
|
very very nice sainiji.....behad khoobsurat...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
RAJAN KONDAL
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 25, 2013, 03:00:07 PM » |
|
बूढा 'सैनी 'को कहने वालो से । मुझ में अब भी उबाल है कह द bhut khub ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 25, 2013, 04:17:37 PM » |
|
Dil kaa jo bhee khayaal hai kah do. Jo bhee man meN malaal hai kah do.
Aaj doongaa jawaab saare hee. Aapkaa jo sawaal hai kah do.
Mulk kaa aapne kiyaa dauraa. Asl kyaa haal-chaal hai kah do.
Jo haiN haalaat aaj dunyaa ke. Kyaa koi bhee misaal hai kah do.
Aap jaakar ke jaan-e-jaannaae se. Mere tabeeyat nidhaal hai kah do.
Desh ke tum tamaam baniyoN se. Jins meN ab uchhaal hai kah do.
Jisne saudaa kiyaa hai ismat kaa. Kaun saa vo dalaal hai kah do.
Aazmaane kaa waqt hai khud ko. Kisme kitnaa kamaal hai kah do.
Boodhaa ‘saini’ ko kahne waalo se. Mujh meN ab bhee ubaal hai kah do.
Dr.Surendra Saini
दिल का जो भी ख़याल है कह दो । जो भी मन में मलाल है कह दो ।।
आज दूंगा जवाब सारे ही । आप का जो सवाल है कह दो ।।
मुल्क का आपने किया दौरा । अस्ल क्या हाल -चाल है कह दो ।।
जो हैं हालात आज दुन्या के । क्या कोई भी मिसाल है कह दो ।।
आप जाकर के जान-ए -जाँना से । मेरी तबीयत निढाल है कह दो ।।
देश के तुम तमाम बनियों से । जींस में अब उछाल है कह दो ।।
जिसने सौदा किया है इस्मत का । कौन सा वो दलाल है कह दो ।।
आज़माने का वक़्त है ख़ुद को । किसमे कितना कमाल है कह दो ।।
बूढा 'सैनी 'को कहने वालो से । मुझ में अब भी उबाल है कह दो ।।
डाo सुरेन्द्र सैनी
gr888 ghazal,sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Farhan Sohail
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 25, 2013, 04:18:21 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 25, 2013, 04:32:42 PM » |
|
bahut khoob , saini ji.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #10 on: February 25, 2013, 05:47:20 PM » |
|
waaah waah Saini Sahab bahut khoob...
आज़माने का वक़्त है ख़ुद को । किसमे कितना कमाल है कह दो ।।
is she'r ke liye khusoosee dad o mubaarakbad qubool farmaayen...
Raqeeb Lucknowi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 25, 2013, 06:27:58 PM » |
|
waah Saini sir aapka aur ek nagma thank u siirji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 25, 2013, 09:38:52 PM » |
|
Wah wah wah bahut hilajwab umda besqeemti qalaam aapki har rachna ko bar bar lagatar padhne ka mann karta rehta hai...behad khubsurat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 25, 2013, 10:44:09 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #14 on: February 25, 2013, 11:03:25 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|