ManzileN Khud Awaaz Deti HaiN "Khwahish"

by khwaish on June 25, 2014, 07:03:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1336 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Ek Daur Tha Jab Kaagaz Ki KashtiyoN MeN Sawaari Ka Shauq Tha
Aaj Yeh ShikayateN HaiN Ke Kaheen Koi Kinara Nahi Milta..!!!!

Uss Raah Se Bhi Chal Diye Hum,Jahaan Roshni Zara Si Thi
Khul Ke Has Bhi Na SakeN,Inn AankhoN MeN Nami Zara Si Thi

Waqt Ne Majboor Kiya Hai Har Ek Shakhs Ko Kisi Raah Par
Dekhte-Dekhte Woh Bhi Bichad Gaya Jis Se Doori Zara Si Thi

Yuh To Saaye Ki Tarah Saath Rehne Ke Daawe Karte HaiN Log
Par Koi Saath Naa Chal Saka Jab Raah MeN Dhoop Mili Zara Si Thi

Rehnuma Kho Bhi Jaaye To Kya ManzileN Khud Awaaz Deti HaiN..!!
Har Muqaam Se Guzar Gaye Hum,Par Kuch Apno Ki Kami Zara Si Thi

Ab Aaena Dekhoon To Apna Chehra Bhi Be-Rang Sa Nazar Aata Hai
Har Ek Panna Padh Liya Humne,Zindagi Ki Kitaab Jo Khuli Zara Si Thi

Kabhi Muud Kar Vaapas Naa Dekhne Ki Kasam Khaayi Thi "Khwahish"
Yeh Ho Na Saka,Waheen Tham Gaye Hum,Uski Awaaz Jo Aayi Zara Si Thi

                ~~~~~Khwahish~~~~~~

Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013

View Profile
«Reply #1 on: June 25, 2014, 07:33:02 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Behtareen Peshkash.
Logged
Rajigujral
Khususi Shayar
*****

Rau: 17
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 59 minutes.
Posts: 1703
Member Since: Apr 2014

View Profile
«Reply #2 on: June 25, 2014, 08:27:02 PM »
Reply with quote
Bahut hi Umda. Dheron Daad Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: June 25, 2014, 08:52:52 PM »
Reply with quote
Dil chhoo lene wali ek behatreen ghazal ..........waah waaah kya kehne......padha to laga ki haan yahi sab to hota hai jindagi mein sabhi ke saath.......
Waqt Ne Majboor Kiya Hai Har Ek Shakhs Ko Kisi Raah Par
Dekhte-Dekhte Woh Bhi Bichad Gaya Jis Se Doori Zara Si Thi

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
dheron dheron daaaaaaaaaaaaaaaaaaaaad aur mubaarakbaad khwahish ji

jaari rakhiye apne kalaam ka silsila..
yoindia par apne khiraam ka silsila...
Ek Daur Tha Jab Kaagaz Ki KashtiyoN MeN Sawaari Ka Shauq Tha
Aaj Yeh ShikayateN HaiN Ke Kaheen Koi Kinara Nahi Milta..!!!!

Uss Raah Se Bhi Chal Diye Hum,Jahaan Roshni Zara Si Thi
Khul Ke Has Bhi Na SakeN,Inn AankhoN MeN Nami Zara Si Thi

Waqt Ne Majboor Kiya Hai Har Ek Shakhs Ko Kisi Raah Par
Dekhte-Dekhte Woh Bhi Bichad Gaya Jis Se Doori Zara Si Thi

Yuh To Saaye Ki Tarah Saath Rehne Ke Daawe Karte HaiN Log
Par Koi Saath Naa Chal Saka Jab Raah MeN Dhoop Mili Zara Si Thi

Rehnuma Kho Bhi Jaaye To Kya ManzileN Khud Awaaz Deti HaiN..!!
Har Muqaam Se Guzar Gaye Hum,Par Kuch Apno Ki Kami Zara Si Thi

Ab Aaena Dekhoon To Apna Chehra Bhi Be-Rang Sa Nazar Aata Hai
Har Ek Panna Padh Liya Humne,Zindagi Ki Kitaab Jo Khuli Zara Si Thi

Kabhi Muud Kar Vaapas Naa Dekhne Ki Kasam Khaayi Thi "Khwahish"   
Yeh Ho Na Saka,Waheen Tham Gaye Hum,Uski Awaaz Jo Aayi Zara Si Thi
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

                ~~~~~Khwahish~~~~~~

Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #4 on: June 25, 2014, 09:28:18 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah brhtreen peshkash sir ji dherooooooooooo daaaaaaaaaaaaaddddddd
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #5 on: June 26, 2014, 02:35:13 AM »
Reply with quote
Ek Daur Tha Jab Kaagaz Ki KashtiyoN MeN Sawaari Ka Shauq Tha
Aaj Yeh ShikayateN HaiN Ke Kaheen Koi Kinara Nahi Milta..!!!!

Uss Raah Se Bhi Chal Diye Hum,Jahaan Roshni Zara Si Thi
Khul Ke Has Bhi Na SakeN,Inn AankhoN MeN Nami Zara Si Thi

Waqt Ne Majboor Kiya Hai Har Ek Shakhs Ko Kisi Raah Par
Dekhte-Dekhte Woh Bhi Bichad Gaya Jis Se Doori Zara Si Thi

Yuh To Saaye Ki Tarah Saath Rehne Ke Daawe Karte HaiN Log
Par Koi Saath Naa Chal Saka Jab Raah MeN Dhoop Mili Zara Si Thi

Rehnuma Kho Bhi Jaaye To Kya ManzileN Khud Awaaz Deti HaiN..!!
Har Muqaam Se Guzar Gaye Hum,Par Kuch Apno Ki Kami Zara Si Thi

Ab Aaena Dekhoon To Apna Chehra Bhi Be-Rang Sa Nazar Aata Hai
Har Ek Panna Padh Liya Humne,Zindagi Ki Kitaab Jo Khuli Zara Si Thi

Kabhi Muud Kar Vaapas Naa Dekhne Ki Kasam Khaayi Thi "Khwahish"
Yeh Ho Na Saka,Waheen Tham Gaye Hum,Uski Awaaz Jo Aayi Zara Si Thi

                ~~~~~Khwahish~~~~~~

Bahut khoob.
Logged
sanchit
Guest
«Reply #6 on: June 26, 2014, 03:42:34 AM »
Reply with quote
Waah waah behtareen... behad umdaa lajawaab...

Is ek sher ne to mehfil hi loot li janaab...

Ek Daur Tha Jab Kaagaz Ki KashtiyoN MeN Sawaari Ka Shauq Tha
Aaj Yeh ShikayateN HaiN Ke Kaheen Koi Kinara Nahi
Milta...
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #7 on: June 26, 2014, 04:42:37 AM »
Reply with quote
wah Waaah WaaaaaaH bahut umdah Janaab Kwahish Sahib, dheron daad.
Surindar.N
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
             Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #8 on: June 26, 2014, 09:15:39 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause वाह वाह बहुत खूब
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011

View Profile
«Reply #9 on: June 26, 2014, 12:44:46 PM »
Reply with quote
waaaaah bahut khub khwahishji....

har sher ne dil ko chhhu lia.... gahri baat kahi hai aapne.....

 Applause Applause Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #10 on: June 26, 2014, 11:28:57 PM »
Reply with quote
Ek Daur Tha Jab Kaagaz Ki KashtiyoN MeN Sawaari Ka Shauq Tha
Aaj Yeh ShikayateN HaiN Ke Kaheen Koi Kinara Nahi Milta..!!!!

Uss Raah Se Bhi Chal Diye Hum,Jahaan Roshni Zara Si Thi
Khul Ke Has Bhi Na SakeN,Inn AankhoN MeN Nami Zara Si Thi

Waqt Ne Majboor Kiya Hai Har Ek Shakhs Ko Kisi Raah Par
Dekhte-Dekhte Woh Bhi Bichad Gaya Jis Se Doori Zara Si Thi

Yuh To Saaye Ki Tarah Saath Rehne Ke Daawe Karte HaiN Log
Par Koi Saath Naa Chal Saka Jab Raah MeN Dhoop Mili Zara Si Thi

Rehnuma Kho Bhi Jaaye To Kya ManzileN Khud Awaaz Deti HaiN..!!
Har Muqaam Se Guzar Gaye Hum,Par Kuch Apno Ki Kami Zara Si Thi

Ab Aaena Dekhoon To Apna Chehra Bhi Be-Rang Sa Nazar Aata Hai
Har Ek Panna Padh Liya Humne,Zindagi Ki Kitaab Jo Khuli Zara Si Thi

Kabhi Muud Kar Vaapas Naa Dekhne Ki Kasam Khaayi Thi "Khwahish"
Yeh Ho Na Saka,Waheen Tham Gaye Hum,Uski Awaaz Jo Aayi Zara Si Thi

                ~~~~~Khwahish~~~~~~

nice,sir
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:21:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.166 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer