Maula Reh Jaye Bas Izzat Unn Ashaar Ki...........Touhid

by Mohammad Touhid on September 14, 2012, 01:39:00 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1823 times)
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
Reply with quote

Jab Bhi Zindagi Me Kabhi Tumhe Do Raste Nazar Aaye.,
Dil Se Chun'na Use Jo Tumhe Sahi Manzil Tak Le jaye...

Ek Taraf Zindagi Jeene Ki Chaahat Hai.,
Aur Dusri Taraf Na Milti Koi Raahat Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khatm Hoti Meri Zindagi Ki Jagmagahat Hai…

Ek Taraf Khushiyon Ki Khilkhilahat Hai.,
Aur Dusri Taraf Ghamo Ka Jhilmilahat Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khatm Hoti Meri Zindagi Ki Jagmagahat Hai…

Ek Taraf Kisi Ke Khone Ki Siskiyaan Hai.,
Aur Dusri Taraf Kisi Ke Aane Ki Kilkariyaan Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khone Aur Paane Ki Bas Ye Kahaniyaan Hai..

Ek Taraf Mohabbat Hai Haseen Yaar Ki.,
Aur Dusri Taraf Farz Hai Maa Ke Pyaar Ki.,
“Touhid” Jo Bhi Lo Faisla Fir Na Badalna.,
Maula Reh Jaye Bas Izzat Unn Ashaar Ki..

$$ Touhid $$
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #1 on: September 14, 2012, 01:57:46 PM »
Reply with quote

Jab Bhi Zindagi Me Kabhi Tumhe Do Raste Nazar Aaye.,
Dil Se Chun'na Use Jo Tumhe Sahi Manzil Tak Le jaye...

Ek Taraf Zindagi Jeene Ki Chaahat Hai.,
Aur Dusri Taraf Na Milti Koi Raahat Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khatm Hoti Meri Zindagi Ki Jagmagahat Hai…

Ek Taraf Khushiyon Ki Khilkhilahat Hai.,
Aur Dusri Taraf Ghamo Ka Jhilmilahat Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khatm Hoti Meri Zindagi Ki Jagmagahat Hai…

Ek Taraf Kisi Ke Khone Ki Siskiyaan Hai.,
Aur Dusri Taraf Kisi Ke Aane Ki Kilkariyaan Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khone Aur Paane Ki Bas Ye Kahaniyaan Hai..

Ek Taraf Mohabbat Hai Haseen Yaar Ki.,
Aur Dusri Taraf Farz Hai Maa Ke Pyaar Ki.,
“Touhid” Jo Bhi Lo Faisla Fir Na Badalna.,
Maula Reh Jaye Bas Izzat Unn Ashaar Ki..

$$ Touhid $$

Touhid Ji Acha likha Hai Aapne Par Jazbaat Khul Kar nahi Aaye..
Logged
suman59
Guest
«Reply #2 on: September 14, 2012, 02:03:51 PM »

Wah wah bahut umda peshkash touhid jee
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #3 on: September 14, 2012, 02:48:22 PM »
Reply with quote

Touhid Ji Acha likha Hai Aapne Par Jazbaat Khul Kar nahi Aaye..

Waqt dene ka shukriya khwaish ji.. Usual Smile

Jazbato ko sahi raah nahi mil payi isiliye sayad khul ke nahi aa paye.. par mai kosis karunga apne agle post pe ise sudharne ki aur achha likhne ki.. Shukriya.. Usual Smile Usual Smile
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #4 on: September 14, 2012, 02:48:58 PM »
Reply with quote
Wah wah bahut umda peshkash touhid jee

Tahe dil se bahut bahut shukriya suman ji.. Usual Smile Usual Smile
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #5 on: September 14, 2012, 03:23:56 PM »
Reply with quote
Tohid ji v nice....
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #6 on: September 14, 2012, 03:29:19 PM »
Reply with quote
Tohid ji v nice....

bahut bahut shukriya gaytri ji.. Usual Smile
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #7 on: September 14, 2012, 03:44:16 PM »
Reply with quote
Bahut khub
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #8 on: September 14, 2012, 03:59:08 PM »
Reply with quote
Bahut khub

Shukriya anmol ji.. Usual Smile
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #9 on: September 15, 2012, 12:33:27 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #10 on: September 15, 2012, 03:27:42 AM »
Reply with quote

Jab Bhi Zindagi Me Kabhi Tumhe Do Raste Nazar Aaye.,
Dil Se Chun'na Use Jo Tumhe Sahi Manzil Tak Le jaye...

Ek Taraf Zindagi Jeene Ki Chaahat Hai.,
Aur Dusri Taraf Na Milti Koi Raahat Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khatm Hoti Meri Zindagi Ki Jagmagahat Hai…

Ek Taraf Khushiyon Ki Khilkhilahat Hai.,
Aur Dusri Taraf Ghamo Ka Jhilmilahat Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khatm Hoti Meri Zindagi Ki Jagmagahat Hai…

Ek Taraf Kisi Ke Khone Ki Siskiyaan Hai.,
Aur Dusri Taraf Kisi Ke Aane Ki Kilkariyaan Hai.,
Maula Ye Kaisi Kashmakash Me Hoon Mai.,
Khone Aur Paane Ki Bas Ye Kahaniyaan Hai..

Ek Taraf Mohabbat Hai Haseen Yaar Ki.,
Aur Dusri Taraf Farz Hai Maa Ke Pyaar Ki.,
“Touhid” Jo Bhi Lo Faisla Fir Na Badalna.,
Maula Reh Jaye Bas Izzat Unn Ashaar Ki..

$$ Touhid $$
inspirational words Congratulations
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #11 on: September 15, 2012, 03:57:15 AM »
Reply with quote
Wah bhai wah bahut badhiya
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #12 on: September 15, 2012, 04:02:29 AM »
Reply with quote
bahut khoob

bahut bahut shukriya nandbahu ji.. Usual Smile
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #13 on: September 15, 2012, 04:04:38 AM »
Reply with quote
inspirational words Congratulations

tahe dil se shukriya sushil ji.. Usual Smile
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #14 on: September 15, 2012, 04:05:43 AM »
Reply with quote
Wah bhai wah bahut badhiya

bahut bahut shukriya ripan ji.. Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:07:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer