Mera kalaam...

by asif faiz on May 04, 2013, 08:44:38 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 757 times)
asif faiz
Guest
Reply with quote
Sabko har waqt hasaanewala  ,
Tanhayi me sisak-sisak ke roya karta hai…

Jo b chaho khudase mango tum
Dilse  nikli duayen wo kubool kiya karta hai…

Kayi roz se soya nahi hun main ,
Wo khwab bankar  meri neendein udaaya karta hai..

Jab tak hayaat the , kadr na ki usne
Guzar gaye ab , to yahaan-wahaan dhoondha karta hai…

Ae bacchon !  izzat karna seekho tum uski ,
Wo baap jo apne khoon ko paseena karta hai…

Pyar , mohabbat, rishte ,naate sab fuzul ki baatein hain ,
Kaun yahaan inki kadr karta hai…

Kaise  bachega wo khuda ke azaab se ,
Mazloomon par jo sitam dhaaya karta hai…

Manzil usko kahaan naseeb hogi ,
Mushkilon ko dekhkar jo raahein badla karta hai..

Koi  sukoon usko mayassar na hoga kabhi ,
Garibon ke munh se jo niwaale cheena karta hai…

Insaan  to sirf wo hi kahlata hai “asif”
Zindagi jo auron k liye jiya karta hai…

( Written By - Asif Faiz )
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kalaam-e-Saahir by Sayyid Randeri in Miscellaneous Shayri
Dard pe ek Kalaam by Gumshuda in Shayri-E-Dard
““ ye kalaam aakhri hai ”” by nirala in Shayri-E-Dard
kalaam.....(K_A) by khamosh_aawaaz in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Tu hi Mera --sufiyana kalaam ......abulasad by Abul Asad in Shayari-e-Parastish
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: May 04, 2013, 11:24:27 PM »
Reply with quote
just beautiful
Logged
asif faiz
Guest
«Reply #2 on: May 04, 2013, 11:34:48 PM »
Reply with quote
shukriya..Saini ji..
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: May 05, 2013, 12:00:00 AM »
Reply with quote
Sabko har waqt hasaanewala  ,
Tanhayi me sisak-sisak ke roya karta hai…

Jo b chaho khudase mango tum
Dilse  nikli duayen wo kubool kiya karta hai…

Kayi roz se soya nahi hun main ,
Wo khwab bankar  meri neendein udaaya karta hai..

Jab tak hayaat the , kadr na ki usne
Guzar gaye ab , to yahaan-wahaan dhoondha karta hai…

Ae bacchon !  izzat karna seekho tum uski ,
Wo baap jo apne khoon ko paseena karta hai…

Pyar , mohabbat, rishte ,naate sab fuzul ki baatein hain ,
Kaun yahaan inki kadr karta hai…

Kaise  bachega wo khuda ke azaab se ,
Mazloomon par jo sitam dhaaya karta hai…

Manzil usko kahaan naseeb hogi ,
Mushkilon ko dekhkar jo raahein badla karta hai..

Koi  sukoon usko mayassar na hoga kabhi ,
Garibon ke munh se jo niwaale cheena karta hai…

Insaan  to sirf wo hi kahlata hai “asif”
Zindagi jo auron k liye jiya karta hai…

( Written By - Asif Faiz )



bahot khoob
Applause Applause Applause Applause
Logged
asif faiz
Guest
«Reply #4 on: May 07, 2013, 09:05:23 PM »
Reply with quote
shukriya adil sahaab ..
Logged
suman59
Guest
«Reply #5 on: May 10, 2013, 11:40:45 PM »
Reply with quote
bahut umda  Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:02:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer