Mere bare me.........(Ghayel)

by sajid_ghayel on November 01, 2008, 09:30:30 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1542 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Mere bare me tune jo suni un baton pe na ja
Logh to yuhi mujse pyaar karte hain
Jin rasto pe milte hain Badnam shehar ke
Raat hote hi hum un rasto pe chalte hain

Bada masoom chehra hain unke chehre pe na ja
Is chehre pe ek tum nahi kaiee deewane marte hain
Qatl karte hain aur ba izzat ho jate hain bari
Itni masumiyat se woh munsif se baat karte hain

Ghayel ne jo likhi un ghazlo pe na ja
Jhoot badi khoobsurti se shayer bayaan karte hain
Muskurate hain dil dukhate hain karte hain har sitam
Aur gam-e-ulfat ka mara bana kar khud ko pesh karte hain

                                  -sajid ghayel-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERE LABO SE MERI..........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Mere Abba......(Ghayel) by sajid_ghayel in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Yeh mere shehar ko......( Ghayel ) by sajid_ghayel in Shairi - E - Zindagi
Mere Khwaab.....( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Shayri-E-Dard
kuch mere aur shayari se talluq ke bare mein by khhanabadosh in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: November 01, 2008, 09:35:18 AM »
Reply with quote
Mere bare me tune jo suni un baton pe na ja
Logh to yuhi mujse pyaar karte hain
Jin rasto pe milte hain Badnam shehar ke
Raat hote hi hum un rasto pe chalte hain

Bada masoom chehra hain unke chehre pe na ja
Is chehre pe ek tum nahi kaiee deewane marte hain
Qatl karte hain aur ba izzat ho jate hain bari
Itni masumiyat se woh munsif se baat karte hain

Ghayel ne jo likhi un ghazlo pe na ja
Jhoot badi khoobsurti se shayer bayaan karte hain
Muskurate hain dil dukhate hain karte hain har sitam
Aur gam-e-ulfat ka mara bana kar khud ko pesh karte hain

                                  -sajid ghayel-




 Applause Applause

Bohat khoob Sajid ji...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: November 01, 2008, 10:43:57 AM »
Reply with quote
BAHUT AACHA LIKHA HAI SAJID JI,

PAR LAST STANZA AAPNE KISI PAR
COMMENT DIYA HAI AISA LAGTA HAI,

BY. K.SHAEL
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: November 01, 2008, 10:55:05 AM »
Reply with quote
Ati sundar Ghayel Ji
Bus likhte rahiye
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: November 01, 2008, 01:18:34 PM »
Reply with quote
BAHUT AACHA LIKHA HAI SAJID JI,

PAR LAST STANZA AAPNE KISI PAR
COMMENT DIYA HAI AISA LAGTA HAI,

BY. K.SHAEL
kabir khada bazaar me mange sabki khair
na hi kehu se dosti na kehu se bair

                         sant kabeer
Logged
syednaami
Guest
«Reply #5 on: November 01, 2008, 01:52:31 PM »
Reply with quote
Sajid miyan
Good work, bahut bahtari hai. Keep writing.
Logged
peera4u
Guest
«Reply #6 on: November 01, 2008, 03:26:48 PM »
Reply with quote

Baat ko gazal banana koi inse seekho
Dard ko hans ke gaana koi inse seekho
Rang bhi hotebai hai aur khusbu bhi to hoti hai 
lafz ke phool khilana koi inse seekho

 Applause    Applause   nice work sajid.....
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #7 on: November 01, 2008, 04:23:59 PM »
Reply with quote
sajid_ghayel ji!
Khaasee saafgoyi jhalak rahee hai aapki kavitaa sey!Durust hai: dimaag ko sochaney ki taraf dhhakeyltee hai!
                        - abd bundeli
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #8 on: November 01, 2008, 07:43:51 PM »
Reply with quote
saajid ji,

Bahut hi acchi rachna hai aapki.sacchai saarvjanik karti hai aapki yeh kavita. badhai.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: November 02, 2008, 07:34:32 AM »
Reply with quote
bohat bohat shukriya dosto yeh sab aap logho ki sangat ka asar hain jo mere kalam tareef ke kabil bane
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:51:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer