Mere Dil Ko Yeh Ahsaas He

by pramodg on August 06, 2010, 09:21:32 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 950 times)
pramodg
Guest
Reply with quote
This poem is dedicated to my loving friend jiske pyar ne mujhe apnepan ka ahsaas dilaya.


Mere Dil ko yeh ahsaas he
Tu yahin kahin mere pass he

Mere hamsafar mere hamnavi
Tu kal bhi mere saath thi
tu aaj bhi mere pass he
Mere dil ko yeh ahsaas he

Jeevan ki tanha raahon mein
Mein jab kabhi bhi udaas tha
Mere sang tha mere saath tha
Who tera hi ahsaas tha

Mein na jaaoonga, tum na jaaogi
Yun kabhi akela chhod kar
Tumne kaha, maine kaha
Yeh aapsi vishwaas tha

Wo baat baat pe ruthna
Wo naye gile wo shikayatein
Who kuchh nahin, bas pyaar tha
Tere pyaar ka hi ahsaas tha

Is janam mein mere saath he
Us janam mein mere saath tha
Jo aaj bhi mere saath he
Yeh uska hi ahsaas he

Hum Bhalle nahi bure sahi
Hum khare nahi, khote sahi
Is baat ka yaqeen he
Humein pyar he, unhe pyar he.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AHSAAS-E-MUHABBAT. by Raj in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
KYA TUJHE AHSAAS HAI by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
-----AHSAAS----- by baadal102 in Shayri-E-Dard
Pyar Ke Ahsaas.......! by anjaansaya in Shayri for Khumar -e- Ishq
AHSAAS by NAJIBSHAMSI in Ghazals
Aapka Dost
Guest
«Reply #1 on: August 06, 2010, 09:44:30 PM »
Reply with quote
 Applause

Wah Wah , Subahnallah, kya baat kahi he
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #2 on: August 07, 2010, 10:29:48 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley  Applause  Applause  Applause  icon_thumleft
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #3 on: August 18, 2010, 11:08:11 AM »
Reply with quote
Good creation pramodg ji, daad qubul kijiye aur apni rachnaaoN se nawaazte rahiye.

(Waquif Ansari)

This poem is dedicated to my loving friend jiske pyar ne mujhe apnepan ka ahsaas dilaya.


Mere Dil ko yeh ahsaas he
Tu yahin kahin mere pass he

Mere hamsafar mere hamnavi
Tu kal bhi mere saath thi
tu aaj bhi mere pass he
Mere dil ko yeh ahsaas he

Jeevan ki tanha raahon mein
Mein jab kabhi bhi udaas tha
Mere sang tha mere saath tha
Who tera hi ahsaas tha

Mein na jaaoonga, tum na jaaogi
Yun kabhi akela chhod kar
Tumne kaha, maine kaha
Yeh aapsi vishwaas tha

Wo baat baat pe ruthna
Wo naye gile wo shikayatein
Who kuchh nahin, bas pyaar tha
Tere pyaar ka hi ahsaas tha

Is janam mein mere saath he
Us janam mein mere saath tha
Jo aaj bhi mere saath he
Yeh uska hi ahsaas he

Hum Bhalle nahi bure sahi
Hum khare nahi, khote sahi
Is baat ka yaqeen he
Humein pyar he, unhe pyar he.

Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #4 on: August 18, 2010, 11:23:18 AM »
Reply with quote
waah ji bahut khoob likha he ..likhte rahiy ..khush rahiye~
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:26:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.304 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer