Mere Ghar Se Kabhi Sitaaron Ka Karwaan Nahi Dikhta..!!...Shireen Hakani

by Shireen Hakani on December 16, 2012, 07:14:38 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1775 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Mere Ghar Se Kabhi Sitaaron Ka Karwaan Nahi Dikhta,
Zameen Par Reh Kar Bhi Mujhe Aasmaan Nahi Dikhta..!!

Uchi-Uchi ImaratoN Ka Nazara Hai Mere Chaaro Ore,
Mere Aangan Se Kabhi Chand Ka Jahaan Nahi Dikhta..!!

Ek Daud Hai Zindagi Ki, Jo Kabhi Khatam Hi Nahi Hoti,
Aaisa Kaun Sa Shakhs Hai Jo Pareshaan Nahi Dikhta..!!

Na Bahaaraon Ki Mehfil Hai, Na Khushiyon Ki Koi Manzil,
Mera Ho Kar Bhi Yeh Mujhe Mera Gulistaan Nahi Dikhta..!!

Dosti Ka Naam Wafa Hua Karta Tha Kabhi Kissi Waqt,
Jisse Apna KaheN, Ab Aaisa Koi Meherbaan Nahi Dikhta..!!

Kaisi HaiN Mere Is Shehar Ki RaunakeN Main Kya Kahoon,
Raah Chalte Insaan Ko Kabhi Yahaan Insaan Nahi Dikhta..!!

Shireen Hakani
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #1 on: December 16, 2012, 07:40:20 AM »
Reply with quote
Bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: December 16, 2012, 07:43:22 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause aapkaa yeh andaaz bhi khoob rahaa.. pehli baar aapka yeh andaaz dekhaa.. lekhni ka ye nayaa roop aapkaa.. kuch hat ke aur bahut khoob lagaa... bahut bahut khoob Shireen ji...!!!

aap bahut achchaa likhte hain. Yunhi likhte rahiye...!!!  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 16, 2012, 08:07:19 AM »
Reply with quote
bahut sunder ek rau
Logged
Intezar
Guest
«Reply #4 on: December 16, 2012, 09:52:26 AM »
Reply with quote
nice creation...!

Intezar !
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 4 hours and 0 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #5 on: December 16, 2012, 12:10:30 PM »
Reply with quote
Mere Ghar Se Kabhi Sitaaron Ka Karwaan Nahi Dikhta,
Zameen Par Reh Kar Bhi Mujhe Aasmaan Nahi Dikhta..!!

Uchi-Uchi Imaraton Ka Nazara Hai Mere Chaaro Ore,
Mere Aangan Se Kabhi Chand Ka Jahaan Nahi Dikhta..!!

Ek Daud Hai Zindagi Ki, Jo Kabhi Khatam Hi Nahi Hoti,
Aaisa Kaun Sa Shakhs Hai Jo Pareshaan Nahi Dikhta..!!

Na Bahaaraon Ki Mehfil Hai, Na Khushiyon Ki Koi Manzil,
Mera Ho Kar Bhi Yeh Mujhe Mera Gulistaan Nahi Dikhta..!!

Dosti Ka Naam Wafa Hua Karta Tha Kabhi Kissi Waqt,
Jisse Apna Kahen, Ab Aaisa Koi Meherbaan Nahi Dikhta..!!

Kaisi Hai Mere Is Shehar Ki Raunaken Main Kya Kahoon,
Raah Chalte Insaan Ko Kabhi Yahaan Insaan Nahi Dikhta..!!

Shireen Hakani

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
zabardast shireen ji
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #6 on: December 18, 2012, 04:32:43 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause aapkaa yeh andaaz bhi khoob rahaa.. pehli baar aapka yeh andaaz dekhaa.. lekhni ka ye nayaa roop aapkaa.. kuch hat ke aur bahut khoob lagaa... bahut bahut khoob Shireen ji...!!!

aap bahut achchaa likhte hain. Yunhi likhte rahiye...!!!  Applause Applause Applause Applause Applause


Haan pehli baar kuch alag likhne ki koshish ki hai!!! Shukriya!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:28:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer