MERI SHAYRI BURI.........(GHAYEL)

by sajid_ghayel on October 04, 2008, 07:18:00 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 5642 times)
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #15 on: October 04, 2008, 10:04:12 AM »
Reply with quote
wah ustad koi mauka khali jane mat dena  Laughing hard Laughing hard Laughing hard lekin yaar baat to sahi hain badi baddi nahi fekna chahiye warna kabhi kabhi aadmi khud fas jata hain  Feared. ab yaar puri duniya me use bhi doha hi mila tha birthday celebrate karne ke liye   Crying anyway agar party sharty degi to hum dono ki behalf pe present kar dooga yaar.  DOH

 Laughing hard Laughing hard
mai to khud surprise hun ki saare doha wale is thread pe ikatthe ho gaye hain....honeyji ko bhi saath le lena...
aur haan ye akhiri wali baat mujhe bahoot achchi lagi...tumne dosti ka bharam to rakha.... Laughing hard Laughing hard
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SHAYRI SE PYAAR KARTE HAIN....(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
MERE LABO SE MERI..........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
shayri after daru.......(ghayel) by sajid_ghayel in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3 4 5 »
Maut SHAYRI ki.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Meri behna tu meri daulat hai.........( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Occassion Specific Poetry
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: October 04, 2008, 10:09:18 AM »
Reply with quote
dont worry bill bhej dooga  Giggle thoda bohat bharam tum bhi rakh lena yaar  Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Laughing hard Laughing hard
mai to khud surprise hun ki saare doha wale is thread pe ikatthe ho gaye hain....honeyji ko bhi saath le lena...
aur haan ye akhiri wali baat mujhe bahoot achchi lagi...tumne dosti ka bharam to rakha.... Laughing hard Laughing hard
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #17 on: October 04, 2008, 10:14:17 AM »
Reply with quote
rahne wale hindustaan ke, pade ho doha me aur dosti usa wali style me wah re wah waise mujhe ghayel se yahi umeed thi. notworthy....abe kanjoos - makkhichoos.....dosti ke beech ye bill kaisa..chup..chup... sad10..aur fir dua-yen to hum dono hi de chuke hain mai sochata hun shayad ab gift dene ki jaroorat nahi hai..kya khayal hai Is it SO!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #18 on: October 04, 2008, 10:20:42 AM »
Reply with quote
sahi kaha yaar dua ke aage yeh gift kitni mamuli cheeze hain  Giggle waise hum gift dena chahte hain  Laughing hard Laughing hard Laughing hard

aur yaar kanjoos wanjoos mat bola kar yeh sab andar ki baat hain yaar image mat kharab kar waise bhi doha me khud hi dekh rahe ho kitni raunak hain aajkal.  Giggle
rahne wale hindustaan ke, pade ho doha me aur dosti usa wali style me wah re wah waise mujhe ghayel se yahi umeed thi. notworthy....abe kanjoos - makkhichoos.....dosti ke beech ye bill kaisa..chup..chup... sad10..aur fir dua-yen to hum dono hi de chuke hain mai sochata hun shayad ab gift dene ki jaroorat nahi hai..kya khayal hai Is it SO!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #19 on: October 04, 2008, 11:30:34 AM »
Reply with quote
Shukriyah bekarar ji!
Duniyaa mein chhah arab dimaag hain, yahaan, wahaan:
Paabandagee bhi, sochney pai, hai naheen kaheen!
Haalaanki, bolney pai, jubaan pai, lagaam hai!
Insaaniyat jahaan hai, taraqqee bhi hai waheen!!

                              - abd bundeli
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #20 on: October 04, 2008, 11:47:44 AM »
Reply with quote
Jo Ghayal hota hai usko kuch soojhta nahi
Jo man mein aata hai usko bayaan kar deta hai

Phir achcha ho bura, sahi ya galat jaanta nahi
Apne ko aur apne karam ko bhi bura kahta hai

Usko log pagal kahe ya dewaana ya kuch aur sahi
Woh toh ghayal hai uska koi sahara hai hi nahi

Ati sundar  Applause
uncha uncha sub chale neecha chale na koey
jo ek baar neecha chale subse uncha hoey

Kya Khayaal Hay Aap Ka
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #21 on: October 04, 2008, 01:10:20 PM »
Reply with quote
wah rajesh samaj me nahi aa raha hain aapke kalam ki tareef karu ya aapki tareef ki tareef karu itni izzat na de main uske kabil nahi  Crying
Jo Ghayal hota hai usko kuch soojhta nahi
Jo man mein aata hai usko bayaan kar deta hai

Phir achcha ho bura, sahi ya galat jaanta nahi
Apne ko aur apne karam ko bhi bura kahta hai

Usko log pagal kahe ya dewaana ya kuch aur sahi
Woh toh ghayal hai uska koi sahara hai hi nahi

Ati sundar  Applause
uncha uncha sub chale neecha chale na koey
jo ek baar neecha chale subse uncha hoey

Kya Khayaal Hay Aap Ka
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 23, 2008, 01:48:35 PM »
Reply with quote
Nice One,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: December 23, 2008, 01:51:36 PM »
Reply with quote
Koi Shayar Apni Shayari Kabhi Buri Nahi Likhta,.
Wo Dard Bayaan Karta Hai,.
Aur Kuch Dard Aise Hote Hain Jo Samajh Mein Nahi Aate,.

Aur Hum Kehte Hain, Shayari Buri Thi,.

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #24 on: December 31, 2008, 07:05:26 AM »
Reply with quote
wah rajesh samaj me nahi aa raha hain aapke kalam ki tareef karu ya aapki tareef ki tareef karu itni izzat na de main uske kabil nahi  Crying

Thanks - Jo aap ko achcha lage
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #25 on: December 31, 2008, 07:18:04 AM »
Reply with quote
Koi Shayar Apni Shayari Kabhi Buri Nahi Likhta,.
Wo Dard Bayaan Karta Hai,.
Aur Kuch Dard Aise Hote Hain Jo Samajh Mein Nahi Aate,.

Aur Hum Kehte Hain, Shayari Buri Thi,.



haha.. nice guessing... but mai apne aap ko shayer nehi samajti but i can understand and i can pinpoint... tongue3

Aur jaanasheen bhaiya.... dard samaj ko dekh nahi sakte. dard ko ehsaas karna padta hai.. koyi b dard ho.... dard ka ehsaas jo dard sehta usko hi hota hai.. j
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: December 31, 2008, 04:57:25 PM »
Reply with quote
MERI SHAYRI BURI MERE BAYAAN BURE HAIN
Q KAHE GHAYEL ABD AUR JABEEN KADAR_DAN BURE HAIN

HO JATI MUKAMMAL MANGI THI JO DUAYE
RAB SE KARU Q SHIKWA MERE ARMAAN BURE HAIN

TERI MEHFIL KE ADAB KO HUM HI NA SAMAJ PAYE
Q TOHMAT LAGAYE HUM MEZBAN BURE HAIN

KIYA INSANIYAT KO ZALEEL APNI SHAYRI SE
AUR BHOOL BHAITHE HUM BHI INSAN BURE HAIN

KYA MUH LEKAR JAOO APNE KHUDA KE AAGE
DUNIYA ME JO KAMAYE WOH SAMAN BURE HAIN

MERI SHAYRI BURI MERE BAYAAN BURE HAIN
Q KAHE GHAYEL ABD AUR JABEEN KADARDAN BURE HAIN

                                 -SAJID GHAYEL-

wah kaya baat hai SG Jee.. bahoot khoob kaha apne... good creation  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Boora kabhi koi insaan nahi hota
her ek ke jeena ka saleeka, ek sa nahi hota

kuch mil jaate hai mehfil main dost aise
jinhe dil-e-haal kahne ka, tarika nahi hota

na shayri boori is jahan main, na shayr boore
sun.ne walo ne, unki tarah ji kar dekha nahi hota

khuda ne banaya, khuda ne sajaya
khuda se chupa, yaha koi raj nahi hota

Apno se kha kha kar zakham, na Baaz aai Pooja
dil se nikal kar, jo shabd lubo per aa jaaye
wo shabd hai sirf, arth uska, koi, phir nahi hota


Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: December 31, 2008, 05:00:45 PM »
Reply with quote
Abd ji, Rajesh ji and Lil bro apne acha sath nibhaya hai yaha.. good work all.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #28 on: January 01, 2009, 12:37:01 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai SG Jee.. bahoot khoob kaha apne... good creation  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Boora kabhi koi insaan nahi hota
her ek ke jeena ka saleeka, ek sa nahi hota

kuch mil jaate hai mehfil main dost aise
jinhe dil-e-haal kahne ka, tarika nahi hota

na shayri boori is jahan main, na shayr boore
sun.ne walo ne, unki tarah ji kar dekha nahi hota

khuda ne banaya, khuda ne sajaya
khuda se chupa, yaha koi raj nahi hota

Apno se kha kha kar zakham, na Baaz aai Pooja
dil se nikal kar, jo shabd lubo per aa jaaye
wo shabd hai sirf, arth uska, koi, phir nahi hota




Bohat Khoobsurat kalam likha hain aapne POOJA JEE aur tareef ke liye shukriyaan.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #29 on: December 20, 2011, 09:37:36 AM »
Reply with quote
MERI SHAYRI BURI MERE BAYAAN BURE HAIN
Q KAHE GHAYEL ABD AUR JABEEN KADAR_DAN BURE HAIN

HO JATI MUKAMMAL MANGI THI JO DUAYE
RAB SE KARU Q SHIKWA MERE ARMAAN BURE HAIN

TERI MEHFIL KE ADAB KO HUM HI NA SAMAJ PAYE
Q TOHMAT LAGAYE HUM MEZBAN BURE HAIN

KIYA INSANIYAT KO ZALEEL APNI SHAYRI SE
AUR BHOOL BHAITHE HUM BHI INSAN BURE HAIN

KYA MUH LEKAR JAOO APNE KHUDA KE AAGE
DUNIYA ME JO KAMAYE WOH SAMAN BURE HAIN

MERI SHAYRI BURI MERE BAYAAN BURE HAIN
Q KAHE GHAYEL ABD AUR JABEEN KADARDAN BURE HAIN


                                 -SAJID GHAYEL-

bahut khoob...........!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:37:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer