~*~*~*~*MeRi ZiNdAgI~*~*~*~*

by ghayal_shayar on July 05, 2005, 03:25:09 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2776 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
jindagi ko jitna samajna chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi uljha deti hai.

jindagi se jitna bhagta hoon mein,
jindagi mere utne hi pas aa jati hai.

jindagi ko jitna hi bhulana chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi rula jati hai.

jindagiko jitna hi jeena chahta hoon mein,
jindgi mujhe ute hi berahmi se mar jati hai.

har wo cheez jo mein pana chahta hoon,
jindagi mujse cheen le jati hai.

jindagi mein jab bhi mein shiddat se jeetna chahta hoon,
jindagi mujhe utni hi safai se hara jati hai.

jab kabhi mein dil khol ke rona chahta hoon,
ye kambhakht jindagi aansoo tak bahane nahi deti hai.

jindagi mein jitna bhi marna chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi jeena sikha jati hai.

         

    doston naya hoon is site par umeed hai aap logon ko pasand aayegi. :D  :D  :D  :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
GUM KI SAYAHI AUR MERI ZINDAGI by poem143s in Shayri-E-Dard
Meri Maa Meri Zindagi... by CoolGirl in Miscellaneous Shayri
Tum Ho Meri Zindagi Main by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
meri zindagi yehi hai by abdulqadeer in Ghazals
<>*Meri zindagi zindagi na ban saki*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
pandit
Guest
«Reply #1 on: July 05, 2005, 03:29:23 PM »
Reply with quote
wah shayar ji..........
aap ne to hume bhi ghayal kar diya hai........................
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #2 on: July 06, 2005, 01:03:31 PM »
Reply with quote
hume sirf apne vichar share karne hain aur yakeen maniye hum aapko ghayal nahi karna chahte the just joking.aapko pasand aayi humarikhusnasibi.bas aise hi aate rahiye aur padhte rahiye.
Logged
Anonymous
Guest
«Reply #3 on: July 06, 2005, 05:56:51 PM »
Reply with quote
sahi batao gayal bahut zabardast likha hai

agay bi isay likhan bahut acha hai\\

reply
Logged
Beatriz
Guest
«Reply #4 on: July 06, 2005, 06:51:13 PM »
Reply with quote
Quote from: "ghayal_shayar"
jindagi ko jitna samajna chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi uljha deti hai.

jindagi se jitna bhagta hoon mein,
jindagi mere utne hi pas aa jati hai.

jindagi ko jitna hi bhulana chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi rula jati hai.

jindagiko jitna hi jeena chahta hoon mein,
jindgi mujhe ute hi berahmi se mar jati hai.

har wo cheez jo mein pana chahta hoon,
jindagi mujse cheen le jati hai.

jindagi mein jab bhi mein buri tarah jeetna chahta hoon chahta hoon,
jindagi mujhe utni hi safai se hara jati hai.

jab kabhi mein dil khol ke rona chahta hoon,
ye kambhakht jindagi aansoo tak bahane nahi deti hai.

jindagi mein jitna bhi marna chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi jeena sikha jati hai.

         

    doston naya hoon is site par umeed hai aap logon ko pasand aayegi. :D  :D  :D  :D


wow....bohoth khub!! Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: July 07, 2005, 12:36:23 AM »
Reply with quote

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #6 on: July 08, 2005, 05:55:57 AM »
Reply with quote
thanks khalood sahab bas aap aise hi padhte rahiye aur hum likhte rahenge.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #7 on: July 08, 2005, 05:59:46 AM »
Reply with quote
thanks beatriz ji it was no nice of u that u liked my lines.just keep coming.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #8 on: July 08, 2005, 06:02:29 AM »
Reply with quote
thank u fakharenaveed sahab it was so nice  that u liked it.just keeep coming the same way and we will keep writing.
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #9 on: June 10, 2007, 08:39:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "ghayal_shayar"
jindagi ko jitna samajna chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi uljha deti hai.

jindagi se jitna bhagta hoon mein,
jindagi mere utne hi pas aa jati hai.

jindagi ko jitna hi bhulana chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi rula jati hai.

jindagiko jitna hi jeena chahta hoon mein,
jindgi mujhe ute hi berahmi se mar jati hai.

har wo cheez jo mein pana chahta hoon,
jindagi mujse cheen le jati hai.

jindagi mein jab bhi mein shiddat se jeetna chahta hoon,
jindagi mujhe utni hi safai se hara jati hai.

jab kabhi mein dil khol ke rona chahta hoon,
ye kambhakht jindagi aansoo tak bahane nahi deti hai.

jindagi mein jitna bhi marna chahta hoon mein,
jindagi mujhe utna hi jeena sikha jati hai.

         

    doston naya hoon is site par umeed hai aap logon ko pasand aayegi. :D  :D  :D  :D


Found this accidently..
Nice .. simple & true to life !
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #10 on: June 14, 2007, 10:24:06 AM »
Reply with quote
thanks bro, nice to know dat u lykd it, keep reding d same way...!!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #11 on: June 14, 2007, 02:43:07 PM »
Reply with quote
Shayar ji

Wah ! kya khoob likha hai zindagi ke baare mein !

Nice to see you after long time :D
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #12 on: November 07, 2007, 12:40:56 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooooooooob GHAYAL SHAYAR Sahab.. Usual Smile Usual Smile
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #13 on: December 25, 2007, 01:49:42 PM »
Reply with quote
ghayal aap ne bahut khoob likha hai keep it up .....

meri zindagi aisi hai jisme bahut raste hai
magar un rasto mein se kise chunu mushkil hota hai
meri zindagi ek imtehaan hai
jo khuda banaya hai
shayad har kisi ki zindagi ke raste bahut honge
magar unme se kisi  ek ko chunna har kisi ke liye mushkil hota hai
isliye meri zindagi aap sab ki zindagi ek hoti hai
magar raste or soch alag hoti hai..........

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #14 on: January 04, 2008, 06:00:13 AM »
Reply with quote
Shayar ji

Wah ! kya khoob likha hai zindagi ke baare mein !

Nice to see you after long time :D

shukriya rajbir shahab, ye humari khusnaseebi hai, ki aapko is nacheez ke khayalat pasand aaye...!! bas yuNhi hume padhne ki jehmat uthaate raheN aap....!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:52:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer