Muje Talaash He.......

by Ghayal on March 01, 2006, 08:01:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1160 times)
Ghayal
Guest
Reply with quote
Manzil Ki Talaash Me, Chal Padaa Hoo Apni Raho Me
Khwaish Bas Itni Hai, Umra Beete Kisiki Nigaaho Me

Khuda, Is Mod Pe Na Jaane Kitni Raah Aayengi
Na Jaane Mujhe Kitni Aawaaze Bulaayengi

Chalo Dekhte Hai Kab Tak Chalega Yeh Silsila
Kab Tak Mere Chahne Walo Ko Meri Yaad Na Aayengi.

Jindgi Khatam Ho sakti Hai, Shayad Intzaar Nahi
Khuda, Saasein Tut Sakti Hai, Par Khud pe Aitbaar Nahi

Aye Khuda Manzil To Mujhe Deni Hongi, Tujhe Har Haal Me
Tu Bhi Ek Rukawaat Hai Shayad, Meri Talaash Me
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Muje wo apna naam de gaya by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Bhagwaan jee bacha lo muje by 99% §hå®èèf_Mµñda in SMS , mobile & JOKES
muje naaz hai by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
Manjoor hai muje... by dewaana_tera in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TUM MUJE KABHI..... by sajid_ghayel in Shayri for Khumar -e- Ishq
isha_verma7
Guest
«Reply #1 on: March 01, 2006, 08:05:21 AM »
Reply with quote
wah wah wah .......just amazing......keep it up!!!!!
Logged
djpaddystudio7
Guest
«Reply #2 on: March 01, 2006, 01:42:30 PM »
Reply with quote
khuda na jaane kya sochta hai
tujhe us se kyon gila hai
unse tujhe jivan diya hai
jivan mein tujhe kayi rahen di hai
mauka diya hai kisi raah ko chunne ka
apni manzil ko jaan ne ka
is duniya ko jaan ne ka
apne aap ko pehchaan ne ka.
khud ko pehchaan
khud par bharosa kar
jis raah par man kare chal pad
wohi teri manzil ban jaayegi.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: November 07, 2007, 03:33:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ghayal"
Manzil Ki Talaash Me, Chal Padaa Hoo Apni Raho Me
Khwaish Bas Itni Hai, Umra Beete Kisiki Nigaaho Me

Khuda, Is Mod Pe Na Jaane Kitni Raah Aayengi
Na Jaane Mujhe Kitni Aawaaze Bulaayengi

Chalo Dekhte Hai Kab Tak Chalega Yeh Silsila
Kab Tak Mere Chahne Walo Ko Meri Yaad Na Aayengi.

Jindgi Khatam Ho sakti Hai, Shayad Intzaar Nahi
Khuda, Saasein Tut Sakti Hai, Par Khud pe Aitbaar Nahi

Aye Khuda Manzil To Mujhe Deni Hongi, Tujhe Har Haal Me
Tu Bhi Ek Rukawaat Hai Shayad, Meri Talaash Me


Great Lines Ghayal BHai.. Usual Smile Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: November 07, 2007, 05:26:19 PM »
Reply with quote
sahi kaha Vicky ji!! shukaria app yah old post nikal kar laaye to hum bhi padh sake Usual Smile

Good creation Gayal ji!!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: November 14, 2007, 05:15:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ghayal"
Manzil Ki Talaash Me, Chal Padaa Hoo Apni Raho Me
Khwaish Bas Itni Hai, Umra Beete Kisiki Nigaaho Me

Khuda, Is Mod Pe Na Jaane Kitni Raah Aayengi
Na Jaane Mujhe Kitni Aawaaze Bulaayengi

Chalo Dekhte Hai Kab Tak Chalega Yeh Silsila
Kab Tak Mere Chahne Walo Ko Meri Yaad Na Aayengi.

Jindgi Khatam Ho sakti Hai, Shayad Intzaar Nahi
Khuda, Saasein Tut Sakti Hai, Par Khud pe Aitbaar Nahi

Aye Khuda Manzil To Mujhe Deni Hongi, Tujhe Har Haal Me
Tu Bhi Ek Rukawaat Hai Shayad, Meri Talaash Me


Lovely lines Ghayal ji ... Keep up
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:42:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer