Mujhko paighambar mat bana,main ek adna insaan hun

by @Kaash on July 22, 2013, 03:17:56 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 870 times)
@Kaash
Guest
Reply with quote

Hota hai paighambar wo jo duniya ke liye sooli chad jaaye
uske baad uske kahe har lafz duniya ke liye Khuda ka raasta banaye

Paighambar Khuda ka ek aisa noor hota hai jisme Khuda khud utarta
jiski shakshiyat ki roshnai se pichhli aur agli anek sadiyan jagmaga jaayen

................................................. ..............................

Mujhko paighambar mat bana,main ek adna insaan hun
haan bus itna hai baazaaru nahi main rakhta imaan hun

sahara deta nahi koi lene waala sahara dhoondh hai leta
tum khud uthe ho apne zehen se upar,main bus nishaan hun

logon me kharaabi bhoole se bhi kabhi mat dekhna dost
burai me jo achhai dekhe main phir uspar meherbaan hun

aadmi tab tak Khuda ko nahi paata jab tak ye 'main' hai
khud ko bhualaya to Khuda khud kahega tera kadrdaan hun

maut ka matlab kuch aur nahi bus jeeteji fana hona hai
zindagi me tab jaake milti hai zindagi,jashn-e-parwan hun
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: July 22, 2013, 03:53:05 AM »
Reply with quote
Bahut

Khoob.Kash Jee.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #2 on: July 22, 2013, 08:39:27 AM »
Reply with quote
ek rau ke saath daad
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #3 on: July 22, 2013, 09:34:28 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #4 on: July 22, 2013, 11:48:53 PM »
Reply with quote
Excellent Kaash jee, bahut bahut khoob, Rau due rahega, baad meiN duNga.
Logged
prashad
Guest
«Reply #5 on: July 24, 2013, 02:49:17 PM »
Reply with quote
superb
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 10:01:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer