Intezar
Guest
|
Jaane kya hona tha aur kya ho gaya Raste ka musafir, raste me so gaya
Nikla tha manzil ki talaash mein wo Beech safar me khud kaheen kho gaya
Hausla bahut tha zazba bhi bahut tha Yaadon ko bhi apne ashkon se dho gaya
Sab khwahishe bhula kar chala tha wo Toote jo khwaab to palkein bhigo gaya
Jo baras jaate the kabhi bin baadal bhi Na jaane un mausamo ko ab kya ho gaya
Jis ke saaye mein gujaari thi usne raate wo chaand bhi aaj baadlo me kho gaya
Neend khuli to khud ko nam paaya humne Jane kal raat kaun daaman se lag kar ro gaya
Dekh k ab kaha ka rukh karti hai zindagi Intezar Maajhi to meri kashti beech majhdhaar me dubo gaya !
Shukriya Intezar !
[/b]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #1 on: April 20, 2011, 03:55:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 20, 2011, 04:17:09 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #3 on: April 20, 2011, 05:26:35 AM » |
|
intzaar !! kaafi dino baad apki kalaam mili parhne ko… wah dost kya baate likhi aatne … 2 - 3 para to bht anmol hai nagme ki… jaan nikaal do ese nagmo se mujh patthar dil ka bhi… dil se likhi iss kalaam ko dil se daad miya… khus rahiye sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 20, 2011, 09:53:42 AM » |
|
Intezar mere dost.. Kitne dino baad kuch parra apka likha.. Yaar fan hun apka main..Kya khoob dard pe likhte ho.. Maza agaya..Dil ko sukun milta hai aisi kalam parrkar.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #5 on: April 20, 2011, 10:42:46 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 20, 2011, 11:11:24 AM » |
|
Jaane kya hona tha aur kya ho gaya Raste ka musafir, raste me so gaya
Nikla tha manzil ki talaash mein wo Beech safar me khud kaheen kho gaya
Hausla bahut tha zazba bhi bahut tha Yaadon ko bhi apne ashkon se dho gaya
Sab khwahishe bhula kar chala tha wo Toote jo khwaab to palkein bhigo gaya
Jo baras jaate the kabhi bin baadal bhi Na jaane un mausamo ko ab kya ho gaya
Jis ke saaye mein gujaari thi usne raate wo chaand bhi aaj baadlo me kho gaya
Neend khuli to khud ko nam paaya humne Jane kal raat kaun daaman se lag kar ro gaya
Dekh k ab kaha ka rukh karti hai zindagi Intezar Maajhi to meri kashti beech majhdhaar me dubo gaya !
Shukriya Intezar !
[/b] Bahut hi umda peshkash intezar ji apki rachnao mein hamesha kuch alag paati hu aur bahut hi acha lagta hai apki likhi kavitaye padhkar....keep writing these kind of meaningful words..toooo gud...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 20, 2011, 02:03:29 PM » |
|
bht khoob intezaar ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 20, 2011, 03:47:57 PM » |
|
Kasak ji... Aapki Khaamsoh taareef ka bahut bahut Shukriya... Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 20, 2011, 03:48:54 PM » |
|
Shukriya Manjum ji bahut bahut shukriya aapka... ! Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 20, 2011, 03:51:25 PM » |
|
KB bhai bahut din se aap bhi gaayab the kahaan ho aajkal aap... aur aapne pasand kiya bahut bahut shukriya dost... aur jahaan tak jaan nikalne ki baat hai... khuda salaamat rakhe aapko... Intezar ! intzaar !! kaafi dino baad apki kalaam mili parhne ko… wah dost kya baate likhi aatne … 2 - 3 para to bht anmol hai nagme ki… jaan nikaal do ese nagmo se mujh patthar dil ka bhi… dil se likhi iss kalaam ko dil se daad miya… khus rahiye sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 20, 2011, 03:53:50 PM » |
|
Rahim bhai tahe dil se aapka bahut bahut shukriya... aapne dil se padha aur aapke dil ko sukun pahuncha bahut bahut shukriya aapka... Intezar ! Intezar mere dost.. Kitne dino baad kuch parra apka likha.. Yaar fan hun apka main..Kya khoob dard pe likhte ho.. Maza agaya..Dil ko sukun milta hai aisi kalam parrkar.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #13 on: April 20, 2011, 03:54:50 PM » |
|
Shukriya adil ji aapka bahut bahut shukriya... Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #14 on: April 20, 2011, 03:56:23 PM » |
|
Geet ji aapka saath mila achha laga... bahut bahut shukriya, aapko pasand aaya... Intezar ! Bahut hi umda peshkash intezar ji apki rachnao mein hamesha kuch alag paati hu aur bahut hi acha lagta hai apki likhi kavitaye padhkar....keep writing these kind of meaningful words..toooo gud...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|