Musafir Hai Tu Ehh Bande Chalte Rehna Tera Naseeb "Khwahish"

by khwaish on October 22, 2013, 05:06:41 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2439 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
ManziloN Ka Gham Karne Se Manzil To Nahi Miltee
Hausle Bhi Tooth Jaate HaiN Aksar Udaas Rehne Se

Kashtiyaan Bhawar meN Aakar Bhi Kabhi Doobtee Nahi
Kuch Chandd UmeedeN Hai Jo Kabhi Toothtee Nahi

Muflisi Ke Daur MeN Aakhir Kya Khareedoge Bazaar Se
Ghar Laut Chalo,Kya KhwahisheN AankhoN Ko Chubtee Nahi

Kabhi Apni Be-Basi Par Ghar Ke Dar-o-Deewar Ro Dete haiN
Par Umeed Ki Shama  Jaltee Rahi, Woh Kabhi Bujhtee Nahi

Pucha Ek Sache Fakeer Se, Khush Rehne Ka Saleeqa Kya Hai
Bin Maa-Baap Ke DuayoN Ke,Koi Raah Zindagi MeN Sujhtee Nahi

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi

"Khwahish" Dhoop-Chaau, Dard-Hassi Hissa Hai Zindagi Ka.!!
Par Khuda Saath Ho To Taqdeer Bhi Kabhi Tujh se Roothtee Nahi

                ~~~~~Khwahish~~~~~
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #1 on: October 22, 2013, 05:11:27 PM »
Reply with quote
Very Very Good Khwahish Jee!!!

Yeh do ashaar mujhe behad pasand aaye. How true these lines are...

Pucha Ek Sache Fakeer Se, Khush Rehne Ka Saleeqa Kya Hai
Bin Maa-Baap Ke DuayoN Ke,Koi Raah Zindagi MeN Sujhtee Nahi

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #2 on: October 22, 2013, 05:16:07 PM »
Reply with quote
Musafir Hai Tu Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee
Nahi

"Khwahish" Dhoop-Chaau, Dard-Hassi Hissa Hai Zindagi
Ka.!!
Par Khuda Saath Ho To Taqdeer Bhi Kabhi Tujh se
Roothtee Nahi

Bahut Khub Bhai Khwaish Applause

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #3 on: October 22, 2013, 05:17:32 PM »
Reply with quote
bahut khoob dher saaree daad
Logged
sidra04
Guest
«Reply #4 on: October 22, 2013, 05:20:18 PM »
Reply with quote
Muflisi Ke Daur MeN Aakhir Kya Khareedoge Bazaar Se
Ghar Laut Chalo,Kya KhwahisheN AankhoN Ko Chubtee Nahi

 is sher ki jitni tareef karuN wo kam hai Khwahish sahab... waahh

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi

aur is sher ko ghazal ki jaan kahungee.. kyaa andaaz hai.. bahot khoob... daad o mubaarakbaad... likhte rahen..

sidra
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013

View Profile
«Reply #5 on: October 22, 2013, 06:11:55 PM »
Reply with quote
bahot khooob...
Pucha Ek Sache Fakeer Se, Khush Rehne Ka Saleeqa Kya Hai
Bin Maa-Baap Ke DuayoN Ke,Koi Raah Zindagi MeN Sujhtee Nahi

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi

"Khwahish" Dhoop-Chaau, Dard-Hassi Hissa Hai Zindagi Ka.!!
Par Khuda Saath Ho To Taqdeer Bhi Kabhi Tujh se Roothtee Nahi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
laaiba
Guest
«Reply #6 on: October 22, 2013, 06:27:33 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Reply with quote
ManziloN Ka Gham Karne Se Manzil To Nahi Miltee
Hausle Bhi Tooth Jaate HaiN Aksar Udaas Rehne Se

(kia khoob sher hai  waah,.......)

Kashtiyaan Bhawar meN Aakar Bhi Kabhi Doobtee Nahi
Kuch Chandd UmeedeN Hai Jo Kabhi Toothtee Nahi

(waah khoobsoorat matla hai nyccccccc)

Muflisi Ke Daur MeN Aakhir Kya Khareedoge Bazaar Se
Ghar Laut Chalo,Kya KhwahisheN AankhoN Ko Chubtee Nahi

bohat khoob ,zindagee ki haqeeqaton se qareeb ter ,bohat khoob,..)

Kabhi Apni Be-Basi Par Ghar Ke Dar-o-Deewar Ro Dete haiN
Par Umeed Ki Shama  Jaltee Rahi, Woh Kabhi Bujhtee Nahi

(umeed ki shamma kabhi bujhtee nahin ,..waahhh waah waahh)

Pucha Ek Sache Fakeer Se, Khush Rehne Ka Saleeqa Kya Hai
Bin Maa-Baap Ke DuayoN Ke,Koi Raah Zindagi MeN Sujhtee Nahi

(waahh waahh kia haseen hyaal hai  jee ,
laajawab aik rau iss sher ki nazar joh dil ko choo gaya sach main maa baap ki duayon rab ki rehmat hain )

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi,

kia sachee our kharee baat kee hai khwahish jee aap ne,..
waahhhhhh khoob se khoob ter  khyaa.l . daad daad daad,

"Khwahish" Dhoop-Chaau, Dard-Hassi Hissa Hai Zindagi Ka.!!
Par Khuda Saath Ho To Taqdeer Bhi Kabhi Tujh se Roothtee Nahi

(waah haseen maqta hai , over all saree ghazal a1 hai jee bohat bohat c daad
aik rau ke sath,...)
                ~~~~~Khwahish~~~~
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: October 22, 2013, 07:18:24 PM »
Reply with quote

Khwahish Jee Aadaab...!

Bahut khoob janab bade hi umdaa khayaalaat ko khoob lafz diye haiN aapne...

Sabhi ashaar khoob rahe janab.. par aakhri do ashaaroN ke kia kahne ... behad khoob jee.. Is khoob kalaam par humari dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye..

Likhate rahiye... bazm meiN aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez...
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #8 on: October 22, 2013, 07:20:40 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob, dhron daad Khwahish Sahab ... Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: October 22, 2013, 08:56:11 PM »
Reply with quote
ManziloN Ka Gham Karne Se Manzil To Nahi Miltee
Hausle Bhi Tooth Jaate HaiN Aksar Udaas Rehne Se

Kashtiyaan Bhawar meN Aakar Bhi Kabhi Doobtee Nahi
Kuch Chandd UmeedeN Hai Jo Kabhi Toothtee Nahi

Muflisi Ke Daur MeN Aakhir Kya Khareedoge Bazaar Se
Ghar Laut Chalo,Kya KhwahisheN AankhoN Ko Chubtee Nahi

Kabhi Apni Be-Basi Par Ghar Ke Dar-o-Deewar Ro Dete haiN
Par Umeed Ki Shama  Jaltee Rahi, Woh Kabhi Bujhtee Nahi

Pucha Ek Sache Fakeer Se, Khush Rehne Ka Saleeqa Kya Hai
Bin Maa-Baap Ke DuayoN Ke,Koi Raah Zindagi MeN Sujhtee Nahi

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi

"Khwahish" Dhoop-Chaau, Dard-Hassi Hissa Hai Zindagi Ka.!!
Par Khuda Saath Ho To Taqdeer Bhi Kabhi Tujh se Roothtee Nahi

                ~~~~~Khwahish~~~~~

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Khwaish ji... koi ek sher nahin quote kar paayi ke yeh achcha hai kyunki sabhi bahut hi achche hai isiliye poori ghazal hi quote kar dee.. wallah behtareen aur umda peshkash.. dil se hazaron daaaaad qubool kijiyega...
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: October 22, 2013, 10:59:11 PM »
Reply with quote
bahut khoob khwahish ji
 Applause Applause Applause Applause Applause

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #11 on: October 23, 2013, 12:18:03 AM »
Reply with quote
ManziloN Ka Gham Karne Se Manzil To Nahi Miltee
Hausle Bhi Tooth Jaate HaiN Aksar Udaas Rehne Se

Waahhhhhh Kya bat kya bat.......

Kashtiyaan Bhawar meN Aakar Bhi Kabhi Doobtee Nahi
Kuch Chandd UmeedeN Hai Jo Kabhi Toothtee Nahi

Muflisi Ke Daur MeN Aakhir Kya Khareedoge Bazaar Se
Ghar Laut Chalo,Kya KhwahisheN AankhoN Ko Chubtee Nahi

Kabhi Apni Be-Basi Par Ghar Ke Dar-o-Deewar Ro Dete haiN
Par Umeed Ki Shama  Jaltee Rahi, Woh Kabhi Bujhtee Nahi

Pucha Ek Sache Fakeer Se, Khush Rehne Ka Saleeqa Kya Hai
Bin Maa-Baap Ke DuayoN Ke,Koi Raah Zindagi MeN Sujhtee Nahi

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi

"Khwahish" Dhoop-Chaau, Dard-Hassi Hissa Hai Zindagi Ka.!!
Par Khuda Saath Ho To Taqdeer Bhi Kabhi Tujh se Roothtee Nahi

                ~~~~~Khwahish~~~~~

Logged
Ssaagar
Guest
«Reply #12 on: October 23, 2013, 12:50:45 AM »
Reply with quote
bahut hi umdaa khawahish ji...superb creation
Logged
Ssaagar
Guest
«Reply #13 on: October 23, 2013, 12:52:59 AM »
Reply with quote
bahut hi umdaa khawahish ji...superb creation
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #14 on: October 23, 2013, 02:45:13 AM »
Reply with quote
ManziloN Ka Gham Karne Se Manzil To Nahi Miltee
Hausle Bhi Tooth Jaate HaiN Aksar Udaas Rehne Se

Kashtiyaan Bhawar meN Aakar Bhi Kabhi Doobtee Nahi
Kuch Chandd UmeedeN Hai Jo Kabhi Toothtee Nahi

Muflisi Ke Daur MeN Aakhir Kya Khareedoge Bazaar Se
Ghar Laut Chalo,Kya KhwahisheN AankhoN Ko Chubtee Nahi

Kabhi Apni Be-Basi Par Ghar Ke Dar-o-Deewar Ro Dete haiN
Par Umeed Ki Shama  Jaltee Rahi, Woh Kabhi Bujhtee Nahi

Pucha Ek Sache Fakeer Se, Khush Rehne Ka Saleeqa Kya Hai
Bin Maa-Baap Ke DuayoN Ke,Koi Raah Zindagi MeN Sujhtee Nahi

Musafir Hai Tu  Ehh Bande, Chalte Rehna Tera Naseeb..!!
Manzil Kabhi Khud Aakar Tere KadmoN Ko To Chumtee Nahi

"Khwahish" Dhoop-Chaau, Dard-Hassi Hissa Hai Zindagi Ka.!!
Par Khuda Saath Ho To Taqdeer Bhi Kabhi Tujh se Roothtee Nahi

                ~~~~~Khwahish~~~~~

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause bhut khub
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:13:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer