khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
UdaasiyoN Ki Wajah To Bahut Hai Zindagi MeiN...!!!!! Par Bewajah Khush Rehne Ka Maza Bhi Kuch Aur Hai ~~~Khwahish~~~~
Kabhi Door Se To Kabhi Do Kadam Saath Chal Kar Log Bichad Jaate HaiN Kyon Zindagi Badal Kar
Jab Tak Jiyo Dariyan Ke Paani Jaise Behte Raho Kuch Nahee Milta Yahaan Aag Ke Jaise Jal Kar
Koi Farishtaa Ban Gaya To Koi Insaan Bhi Naa Ban Paaya Bahut Mushkil Hai Jeena Duniya Ki Bheed Se Nikal Kar
Ache-AchoN Ko Waqt Ne Yahaan Aazmaaya Hai..!!!! Woh Khaak Jiyega Jo Giirta Raha Ek Baar Sambhal Kar
"Khwaish" MushkiloN Se Aakhiir Kaun Bach Paaya Hai Muskuraana Seekhlo Kabhi Aansuon MeN Bhi Dhal Kar
~~~~~Khwahish~~~~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 23, 2012, 09:39:42 AM » |
|
UdaasiyoN Ki Wajah To Bahut Hai Zindagi MeiN...!!!!! Par Bewajah Khush Rehne Ka Maza Bhi Kuch Aur Hai ~~~Khwaish~~~~
Kabhi Door Se To Kabhi Do Kadam Saath Chal Kar Log Bichad Jaate Hai Kyon Zindagi Badal Kar
Jab Tak Jiyo Dariyan Ke Paani Jaise Behte Raho Kuch Nahee Milta Yahaan Aag Ke Jaise Jal Kar
Koi Farishtaa Ban Gaya To Koi Insaan Bhi Naa Ban paaya Bahut Mushkil Hai jeena Duniya Ki Bheed Se Nikal Kar
Ache-AchoN Ko Waqt Ne Yahaan Aazmaaya Hai..!!!! Woh Khaak Jiyega Jo Giirta Raha Ek Baar Sambhal Kar
"Khwaish" MushkiloN Se Aakhiir Kaun Bach Paaya Hai Muskuraana Seekhlo Kabhi Aansuon MeN Bhi Dhal Kar
~~~~~Khwaish~~~~~
gud one
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qais
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 23, 2012, 09:41:17 AM » |
|
bahut achhi ghazal hai.bewja khuh rhne ka mza kuchh aur hai. kyabaat kah di khwaish bhai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #3 on: July 23, 2012, 09:41:28 AM » |
|
khwaish betaa aapkee shayree badee gahraai liye hotee hai jise bade dheeraj ke saath padhe to mazaa dugnaa aataa hai KEEP IT UP
|
|
|
Logged
|
|
|
|
himanshuIITR
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 23, 2012, 10:28:27 AM » |
|
superb superb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #5 on: July 23, 2012, 10:30:43 AM » |
|
awesome post khwaish ji....... har sher jeene ki ek nai adaa dikhata hua.... mastam masttttttttt
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 23, 2012, 11:41:32 AM » |
|
Bahut khoob Khwaish jee mushkilo se kaun bach paaya hai..bada hi khoobsurat sawaal hai? is mauke par ek mashoor ghazal yaad aa rahi hai. tum jo itna muskara rahe ho kya dard hai jo chipa rahe ho par shayad isi ka naam to jindgee hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Satish Shukla
Khususi Shayar
Rau: 51
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:25 days, 6 hours and 16 minutes.
Posts: 1862 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #8 on: July 23, 2012, 11:43:50 AM » |
|
khwaish ji,
Bahut achchhee koshish hai...bahut bahut mubarak ho..aur next post ke liye shubhkaamnaayen...Raqeeb
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 23, 2012, 01:00:51 PM » |
|
Bahut khub kha khawahish ji..... Hamesha ki trh aapki is rachna mein zindgu kaise jee rha hai aur kaisi jeeni chahiye ka lekh bht khubsurti se kiya hai aapne...... Hazaro daad aur mubarakbad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pawan16
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 23, 2012, 01:05:38 PM » |
|
khawish ji gazab likhte ho aap.......ye rachna bhut bhut achi lagi....bas hamesha yu hi likhte rahiye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #11 on: July 23, 2012, 02:55:40 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #12 on: July 23, 2012, 02:57:11 PM » |
|
bahut achhi ghazal hai.bewja khuh rhne ka mza kuchh aur hai. kyabaat kah di khwaish bhai.
Qais Bhai Aapka teh Dil Se shukriya..
Shayad Aapne Pehli Baar Mera Likha padha Hai,main Chaahunga Ke Aap Zaroor Kuch Waqt Humare Liye Nikaala Kare..
Waqt Dene Ke Liye Aapka Bahut Bahut Shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #13 on: July 23, 2012, 03:47:54 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
suman59
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 23, 2012, 03:51:04 PM » |
|
UdaasiyoN Ki Wajah To Bahut Hai Zindagi MeiN...!!!!! Par Bewajah Khush Rehne Ka Maza Bhi Kuch Aur Hai ~~~Khwaish~~~~
Kabhi Door Se To Kabhi Do Kadam Saath Chal Kar Log Bichad Jaate Hai Kyon Zindagi Badal Kar
Jab Tak Jiyo Dariyan Ke Paani Jaise Behte Raho Kuch Nahee Milta Yahaan Aag Ke Jaise Jal Kar
Koi Farishtaa Ban Gaya To Koi Insaan Bhi Naa Ban paaya Bahut Mushkil Hai jeena Duniya Ki Bheed Se Nikal Kar
Ache-AchoN Ko Waqt Ne Yahaan Aazmaaya Hai..!!!! Woh Khaak Jiyega Jo Giirta Raha Ek Baar Sambhal Kar
"Khwaish" MushkiloN Se Aakhiir Kaun Bach Paaya Hai Muskuraana Seekhlo Kabhi Aansuon MeN Bhi Dhal Kar
~~~~~Khwaish~~~~~
shuru se aakhiri line tak bahut acha likha hai aapne... Ache-AchoN Ko Waqt Ne Yahaan Aazmaaya Hai..!!!! Woh Khaak Jiyega Jo Giirta Raha Ek Baar Sambhal Kar kya baat hai kya baat hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|