Payaar ka arth sirf dard hi samjh ayya

by Pooja on April 29, 2006, 05:57:58 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 12
ReplyPrint
Author  (Read 11746 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: January 24, 2007, 10:23:05 AM »
Reply with quote
Zindagi Se Ye Matlab Jaana Hai Humne,..
Ki Dhoka Bhi Wohi Deta Hai Jise Hum Chahte Hain...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raincoat>>> Kisi ko end samjh ayya by Pooja in Movies, TV and Entertainment « 1 2  All »
Jeevan ka Arth by Pooja in Miscellaneous Shayri
Sirf Dard..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Dard thaa sirf lamhey bhar: chalo, ganeemat hai!! by abdbundeli in Ghazals
Zindagi ab sirf dard he....... by Dil Shah in Shayri for Dard -e- Judai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: January 24, 2007, 10:26:49 AM »
Reply with quote
Zindagi Ki Raah Mein Bas Dhoke Mila Karte Hain,..
Pyaar Karte Hain Jo Zindagi Se Wo Be Maut Marte Hain,..

Jaan Liya Humne "Jaanasheen" Jeena Ka Maksad yahan,..
Ab To Hum Bhi Jeete Hue Aahein Bharte Hain,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: January 24, 2007, 11:07:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
Quote from: "Jaanasheen"
Abto Kuch Apni Tabiyat Bhi Judaa Lagti Hai,...
Saans Leta Hoon To Zakhmon Ko Hawaa Lagti Hai,..
Kabhi Raazi To Kabhi Khafaa Lagti Hai,..
Zingai Tu Hi Bataa Tu Meri Kya Lagti Hai,..


2 Good Bhai Jawab Nahi aap Ka
sidha Dil Main Utar Gaya Aapka Ye Kalam
Bohat Khoob Lage Raho :lol:


Ye kalaam Mera Nahi hai,..
Ataa Ulla Khan saab ka Hai,..
Logged
paani
Guest
«Reply #33 on: January 25, 2007, 09:39:10 AM »
Reply with quote
Pooja ji........bahut hi umdaa....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: January 25, 2007, 05:26:42 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "majid"
Quote from: "Jaanasheen"
Abto Kuch Apni Tabiyat Bhi Judaa Lagti Hai,...
Saans Leta Hoon To Zakhmon Ko Hawaa Lagti Hai,..
Kabhi Raazi To Kabhi Khafaa Lagti Hai,..
Zingai Tu Hi Bataa Tu Meri Kya Lagti Hai,..


2 Good Bhai Jawab Nahi aap Ka
sidha Dil Main Utar Gaya Aapka Ye Kalam
Bohat Khoob Lage Raho :lol:


Ye kalaam Mera Nahi hai,..
Ataa Ulla Khan saab ka Hai,..



JAANSHEEN JAB APP APNA NAHI LIKHTE TAB NOTE MINE SATH MAI LIKH DIYA KARE!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: January 26, 2007, 12:22:18 PM »
Reply with quote
Sorry Didi,..
Post karne Ki Jaldi Me Bhoolgaya Likhna,..

Ye Shayari Is Topic Ke Liye Sahi Lagi thi Is Liye Likh Diya Tha,..
Logged
nikki
Guest
«Reply #36 on: February 02, 2007, 06:03:31 PM »
Reply with quote
wonderfully described sis...sach hai ke zindagi ka arth samajhne mein zindagi beet jaati hai..

yun to zindagi ko jiya hai humne bhi
magar na jaane kyun aaj takk bemani si lagti rahi
roya to gaya na humse bhari mehfil mein
magar jaane kiss baat pe main har pal hasti rahi

yun to raaz hum bhi rakhte hain seene mein
magar fir bhi ek sakoon sa hai gum-e-zindagi ko jeene mein
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: February 03, 2007, 10:20:38 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Yaar,..
Lage raho,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: February 07, 2007, 04:09:49 PM »
Reply with quote
bahoot khoob nikki.....

Unhi ke raz the seene main
Na jaane wo kaya samjhate rahe
Karte rahe usnhi se umarbhar payaar
Jo hume kisi gair ka samjhate rahe

Rahi umarbhar unko hamare bewafa hone ki shikayat
Aor hum pal pal usnhi ke hone ka dum bharte rahe
Ajeeb se jadojahad mai beet gai yah zindagi
Her pal wo hume, aor hum unke badlane ki dua karte rahe!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #39 on: February 07, 2007, 06:29:20 PM »
Reply with quote
very  nice Nikki........ Pooja sis.........

Zindagi  tune  mujhe  rulaaya  bahot hai
har  khusiyon  ke liye tarsaya bahot hai
na kar aur sitam mujhper tujhe Ilahi ka wasta
tere is jamane ne mujhper julm dhaaya bahot hai....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #40 on: February 08, 2007, 03:17:05 AM »
Reply with quote
thanks waheed and good one...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: February 17, 2007, 01:50:06 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Kamaal ka Likha Hai aapp Sab Doston Ne..//
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: February 17, 2007, 01:53:02 PM »
Reply with quote
Zindagi ke Pehlu Mein Hum Sirf Kaantein Mein,..
Aas Jo Ki Thi Humne Phoolon Ki Jahan,..
Ab To Zindagi Se Bhi Nafrat Hone Lage Hume.,..
Jab Dekha Har Ek Ke Dil Mein Fareb Yahan,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: February 20, 2007, 04:15:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
Kisi Ke Jeene Main Kya Rakha Hai.
Kisi Ko Dard..e..Dil Sunane Main Kya Rakha Hai.
Aadat Si Ho Gayi Hai Abto Udaas Rehne Ki.
Shayad Isiliye..e..Zindagi Humne Na Tujhse Koi Gila Na Shiqwa Rakha Hai...


wah kay akhoob kha majid ji apne!! bahoot khoob!!!

dard khud hi roj ko sunaye jaate hai
puche koi to lub jaise sil jaate hai
her sawal ka arth ab kuch bhi nahi raha
her jawab kahin khud main goom hue jaate hai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: March 28, 2007, 01:08:02 PM »
Reply with quote
zindagi ka arth jan.ne nikali
zeena hi bhool gai
Jitna chaha samjh jaau main
utna hi ulajh gai
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 12
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:07:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer