sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
साफ़ सुथरी है नीयत अगर |
हमसे मिलिए उठा कर नज़र ||
रोज़ सपनो में आता है तू |
आ ज़रा सामने बात कर ||
पहले आने का वादा करो |
तब ही सो पाऊंगा रात भर ||
तेरी ज़ुल्फ़ों में मैं क़ैद हूँ |
जाऊंगा भी कहाँ भाग कर ||
प्यार माना कि तुझसे हुआ |
एक दुश्मन बढ़ा है मगर ||
आप पर क्या निछावर करूँ |
दिल भी नकली है नकली जिगर ||
बदनसीबी न टाले टले |
दौडियेगा इधर से उधर ||
ज़ुर्म दुनिया में कर चाहे तू |
दोस्ती में न पर घात कर ||
लड़ते -लड़ते वो थकते नहीं |
प्यार करते हैं पर मुख़्तसर ||
मुझको ले डूबेगी सादगी |
मुझको एसी नहीं थी ख़बर ||
ग़म के आँसूं पिए किस तरह |
सीख ‘सैनी ’से तू भी हुनर ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Saaf suthree hai neeyat agar. Hamse miliye uthaa kar nazar.
Roz sapno meN aataa hai too. Aa zaraa saamne baat kar.
Pahle aane kaa waadaa karo. Tab hee so paaoongaa raat bhar.
Teree zulfoN meN maiN qaid hooN. Jaaoongaa bhee kahaaN bhaag kar.
Pyaar maanaa ki tujhse huaa. Ek dushman badhaa hai magar.
Aap par kyaa nichhaawar karooN. Dil bhee naklee hai naklee jigar.
Badnaseebee n taale tale. Daudiyegaa idhar se udhar.
Zurm duniyaa meN kar chaahe too. Dostee meN n par ghaat kar.
Ladte-ladte vo thakte naheeN. Pyaar karte haiN par mukhtsar.
Mujhko le doobegee saadgee. Mujhko esee naheeN thee khabar.
Gham ke aansooN piye kis tarah. Seekh ‘saini’ se too bhee hunar.
Dr. Surendra Saini.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 28, 2012, 11:12:18 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
amit_prakash_meet
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 28, 2012, 11:55:37 AM » |
|
bahut khoob Saini Ji, dheron daad aur mubaarakbaad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishi gahlaut
Guest
|
|
«Reply #3 on: August 28, 2012, 12:04:54 PM » |
|
Bahut sundar likha apne Saini ji....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
masoom shahjada
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 28, 2012, 12:27:40 PM » |
|
साफ़ सुथरी है नीयत अगर |
हमसे मिलिए उठा कर नज़र ||
रोज़ सपनो में आता है तू |
आ ज़रा सामने बात कर ||
पहले आने का वादा करो |
तब ही सो पाऊंगा रात भर ||
तेरी ज़ुल्फ़ों में मैं क़ैद हूँ |
जाऊंगा भी कहाँ भाग कर ||
प्यार माना कि तुझसे हुआ |
एक दुश्मन बढ़ा है मगर ||
आप पर क्या निछावर करूँ |
दिल भी नकली है नकली जिगर ||
बदनसीबी न टाले टले |
दौडियेगा इधर से उधर ||
ज़ुर्म दुनिया में कर चाहे तू |
दोस्ती में न पर घात कर ||
लड़ते -लड़ते वो थकते नहीं |
प्यार करते हैं पर मुख़्तसर ||
मुझको ले डूबेगी सादगी |
मुझको एसी नहीं थी ख़बर ||
ग़म के आँसूं पिए किस तरह |
सीख ‘सैनी ’से तू भी हुनर ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Saaf suthree hai neeyat agar. Hamse miliye uthaa kar nazar.
Roz sapno meN aataa hai too. Aa zaraa saamne baat kar.
Pahle aane kaa waadaa karo. Tab hee so paaoongaa raat bhar.
Teree zulfoN meN maiN qaid hooN. Jaaoongaa bhee kahaaN bhaag kar.
Pyaar maanaa ki tujhse huaa. Ek dushman badhaa hai magar.
Aap par kyaa nichhaawar karooN. Dil bhee naklee hai naklee jigar.
Badnaseebee n taale tale. Daudiyegaa idhar se udhar.
Zurm duniyaa meN kar chaahe too. Dostee meN n par ghaat kar.
Ladte-ladte vo thakte naheeN. Pyaar karte haiN par mukhtsar.
Mujhko le doobegee saadgee. Mujhko esee naheeN thee khabar.
Gham ke aansooN piye kis tarah. Seekh ‘saini’ se too bhee hunar.
Dr. Surendra Saini.
Sir niyat to saf suthree hee hai par aap bade hai esliye najre uthaane kee himmat nahee hotee hai. .. Bahoot khoobsurat khaaskar ladte-ladte wo thakte nahee. Pyaarkarte hai par mukhtasar. .. Aour saadgee waalaa sher laajavaab hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #5 on: August 28, 2012, 12:54:44 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gaytri gupta
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 28, 2012, 04:41:35 PM » |
|
Saini ji aap ne bahut hi khubsurati se alfajon ko sanjoya hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ram Saraswat
Khususi Shayar
Rau: 26
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:10 days, 7 hours and 12 minutes.
Posts: 999 Member Since: Apr 2008
|
|
«Reply #7 on: August 28, 2012, 06:18:47 PM » |
|
साफ़ सुथरी है नीयत अगर |
हमसे मिलिए उठा कर नज़र ||
रोज़ सपनो में आता है तू |
आ ज़रा सामने बात कर ||
पहले आने का वादा करो |
तब ही सो पाऊंगा रात भर ||
तेरी ज़ुल्फ़ों में मैं क़ैद हूँ |
जाऊंगा भी कहाँ भाग कर ||
प्यार माना कि तुझसे हुआ |
एक दुश्मन बढ़ा है मगर ||
आप पर क्या निछावर करूँ |
दिल भी नकली है नकली जिगर ||
बदनसीबी न टाले टले |
दौडियेगा इधर से उधर ||
ज़ुर्म दुनिया में कर चाहे तू |
दोस्ती में न पर घात कर ||
लड़ते -लड़ते वो थकते नहीं |
प्यार करते हैं पर मुख़्तसर ||
मुझको ले डूबेगी सादगी |
मुझको एसी नहीं थी ख़बर ||
ग़म के आँसूं पिए किस तरह |
सीख ‘सैनी ’से तू भी हुनर ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Saaf suthree hai neeyat agar. Hamse miliye uthaa kar nazar.
Roz sapno meN aataa hai too. Aa zaraa saamne baat kar.
Pahle aane kaa waadaa karo. Tab hee so paaoongaa raat bhar.
Teree zulfoN meN maiN qaid hooN. Jaaoongaa bhee kahaaN bhaag kar.
Pyaar maanaa ki tujhse huaa. Ek dushman badhaa hai magar.
Aap par kyaa nichhaawar karooN. Dil bhee naklee hai naklee jigar.
Badnaseebee n taale tale. Daudiyegaa idhar se udhar.
Zurm duniyaa meN kar chaahe too. Dostee meN n par ghaat kar.
Ladte-ladte vo thakte naheeN. Pyaar karte haiN par mukhtsar.
Mujhko le doobegee saadgee. Mujhko esee naheeN thee khabar.
Gham ke aansooN piye kis tarah. Seekh ‘saini’ se too bhee hunar.
Dr. Surendra Saini.
Lafz milatey zabaan ko nahi , Dil kahey bus too taarif kar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahujagd
Maqbool Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 days, 1 hours and 34 minutes.
Posts: 842 Member Since: May 2005
|
|
«Reply #8 on: August 28, 2012, 06:28:42 PM » |
|
saini ji , bahut hi khoobsurat gazal, samjh mein nahi aata kis sher ki tareef pahle karoon.sabhi sher achhe lage meri mubaraqbaad kubool keejiye. ghansham das ahuja
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 28, 2012, 06:39:27 PM » |
|
साफ़ सुथरी है नीयत अगर |
हमसे मिलिए उठा कर नज़र ||
रोज़ सपनो में आता है तू |
आ ज़रा सामने बात कर ||
पहले आने का वादा करो |
तब ही सो पाऊंगा रात भर ||
तेरी ज़ुल्फ़ों में मैं क़ैद हूँ |
जाऊंगा भी कहाँ भाग कर ||
प्यार माना कि तुझसे हुआ |
एक दुश्मन बढ़ा है मगर ||
आप पर क्या निछावर करूँ |
दिल भी नकली है नकली जिगर ||
बदनसीबी न टाले टले |
दौडियेगा इधर से उधर ||
ज़ुर्म दुनिया में कर चाहे तू |
दोस्ती में न पर घात कर ||
लड़ते -लड़ते वो थकते नहीं |
प्यार करते हैं पर मुख़्तसर ||
मुझको ले डूबेगी सादगी |
मुझको एसी नहीं थी ख़बर ||
ग़म के आँसूं पिए किस तरह |
सीख ‘सैनी ’से तू भी हुनर ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Saaf suthree hai neeyat agar. Hamse miliye uthaa kar nazar.
Roz sapno meN aataa hai too. Aa zaraa saamne baat kar.
Pahle aane kaa waadaa karo. Tab hee so paaoongaa raat bhar.
Teree zulfoN meN maiN qaid hooN. Jaaoongaa bhee kahaaN bhaag kar.
Pyaar maanaa ki tujhse huaa. Ek dushman badhaa hai magar.
Aap par kyaa nichhaawar karooN. Dil bhee naklee hai naklee jigar.
Badnaseebee n taale tale. Daudiyegaa idhar se udhar.
Zurm duniyaa meN kar chaahe too. Dostee meN n par ghaat kar.
Ladte-ladte vo thakte naheeN. Pyaar karte haiN par mukhtsar.
Mujhko le doobegee saadgee. Mujhko esee naheeN thee khabar.
Gham ke aansooN piye kis tarah. Seekh ‘saini’ se too bhee hunar.
Dr. Surendra Saini.
veriiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii-naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice-SKS
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nandbahu
Mashhur Shayar
Rau: 122
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553 Member Since: Sep 2011
|
|
«Reply #10 on: August 29, 2012, 01:01:40 AM » |
|
bahut khoob saini ji, dhero mubarakbad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 29, 2012, 01:10:07 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
shaukeen
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 29, 2012, 02:53:21 AM » |
|
bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
himanshuIITR
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 29, 2012, 04:25:15 AM » |
|
Great Sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|