SHAER KE TAHAQAB MEIN KUTE HAZAR HOTE HEIN

by M.ASGHAR MIRPURI on December 21, 2011, 09:15:38 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 862 times)
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
Reply with quote
Shaer ke tahaqab mein kute hazar hote hein
Ache lougon ke dushman behshumar hote hein


Kuch khush nasibon ko milti hai sachi shorat
Kehi bechaare khushfehmi ka shikar hote hein


Har koi Iqbal o Galib ka rutba paa nahi sakta
Duniya mein sukhnwar tou behshumar hote hein

Teri tou har baat he sach hoti hai Asghar
Tere ishaar kisi maswar ka shaakar hote hein
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: December 23, 2011, 07:18:35 AM »
Reply with quote
Asgar Sahaab Aadaab!


Waah janab kia khub khayaaloN ko bayaaN kiya hai..
bahut khoob janab.. bade gehre taNz kiye.. ?

Bahut khoob janab.. Usual Smile

Humari dili daad O mubarakbad kabul kijiye. Usual Smile
Likhate rahiye.. Aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile


Shaer ke tahaqab mein kute hazar hote hein
Ache lougon ke dushman behshumar hote hein

Achcha Matla hai janabd daad Usual Smile

Kuch khush nasibon ko milti hai sachi shorat
Kehi bechaare khushfehmi ka shikar hote hein

Waah waah waah kia kahne janab.. bahut umdaa
bahut achche daad daad daad Usual Smile


Har koi Iqbal o Galib ka rutba paa nahi sakta
Duniya mein sukhnwar tou behshumar hote hein

Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Masha Allaah janab bade gehre khayaal kah raheN hai daad Usual Smile


Teri tou har baat he sach hoti hai Asghar
Tere ishaar kisi maswar ka shaakar hote hein

Janab ail lafz maswar humari samjh meiN nahi aaya
jiski bina par hum aapke is Maqte ki na tareef kar sakte haiN na
aur kuch kah sakte hai..  Usual Smile


Logged
sbechain
Guest
«Reply #2 on: January 04, 2012, 01:47:35 PM »
Reply with quote
Shaer ke tahaqab mein kute hazar hote hein
Ache lougon ke dushman behshumar hote hein


Kuch khush nasibon ko milti hai sachi shorat
Kehi bechaare khushfehmi ka shikar hote hein


Har koi Iqbal o Galib ka rutba paa nahi sakta
Duniya mein sukhnwar tou behshumar hote hein


Teri tou har baat he sach hoti hai Asghar
Tere ishaar kisi maswar ka shaakar hote hein



                      bahut khoob
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 07, 2012, 10:49:18 AM »
Reply with quote
Shaer ke tahaqab mein kute hazar hote hein
Ache lougon ke dushman behshumar hote hein


Kuch khush nasibon ko milti hai sachi shorat
Kehi bechaare khushfehmi ka shikar hote hein


Har koi Iqbal o Galib ka rutba paa nahi sakta
Duniya mein sukhnwar tou behshumar hote hein

Teri tou har baat he sach hoti hai Asghar
Tere ishaar kisi maswar ka shaakar hote hein


Bahut Bahut Khoob Asghar Ji..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:45:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer