Sirf Chalna Hi Agar Zindagi Hai To Chal Raha Hoon Main...

by khwaish on January 23, 2010, 03:09:17 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 4575 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #15 on: March 10, 2010, 03:13:03 PM »
Reply with quote
bahut khoob Khwaish ji  Applause Applause Applause Applause
bahut achi soch ke saath likha hai aapne
behad ache ashaar

Bahut Bahut Shukriya Kaashji Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main hoon sirf tumharii..... by Princess21 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Ro raha hoon main by Nino in Shayri-E-Dard
Main chal raha hoon aaj bhi by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
phir bhi chal raha hoon main.......... by purani_jeans_aur_guitar in Shayri-E-Dard
Sirf Main Hi Jaanthi Hoon...... by palkhi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
_Vicky_
Guest
«Reply #16 on: March 13, 2010, 02:10:26 PM »
Reply with quote
Zindagi Teri Haqeeqat Se Kuch yuh Bekhabar Raha Hoon main..
Manzil ki Talaash Mein Humesha Dar-Badar Raha Hoon Main!!!

Eh Zindagi Jaane Kis Raah Kis Mod par Tu Humpar meharbaan Ho!!!
Tu To Kabhi Naa Ho Payi Meri Par Humesha Tera Humsafar Raha Hoon main!!!

Ajeeb Hai Yeh khel Lakeeron Ka!!!
Tootkar Aeene Ki Tarah Ab Bikhar Raha Hoon Main!!!

Halaat Ke Darr Se Kabhi Do Kadam Bhi na Chal Saka
Waqt Ke Khauff Se Humesha Apne Ghar Raha Hoon Main!!!

Mushkil Rahon Par Tanha Chalta Gaya
Har Daur Se kuch yuh Guzar Raha Hoon Main!!!

Parakh Raha Hoon aAJ Apne Aur Gairon Ko,
Har Rishte Mein Kuch Yuh Dhal Raha Hoon Main!!

Insaan Hoon Main Bhi,Main Bhi Dil Rakhta Hoon
Chot khaakar Phir Bhi Bas Chal Raha Hoon Main!!!

"Khwaish" To ek Boond Ashq Ki Tarah Hai
Jisne Palkon Par Apna Ghar Bana Liya..
Par Dheere-Dheere Unn palkon Se Utar Raha Hoon Main!!!!

SIRF CHALNA HI AGAR ZINDAGI HAI!!!
TO HAAN BAS CHAL RAHA HOON MAIN!!!

               ~~~~~Khwaish~~~~~

Khwaish Bhaiiiii.. Pata Nahi Yeh Itni Khubsoorat Thread Kaise Nigaahon Ke Saamne Nahi Aaye.. Maafi Chaahunga Der se Reply Ke Liye..!!

Bahut Hi Gehraai se Zindgi Ke Kuch An-Chooye Pahaluon Ko Kaagaz Par Utaara Hai aapne.. Jinme Dard Bhi Hai Aur Succhai Bhi.. Bahut Hi umda Peshkash Hai.. icon_thumleft Applause

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #17 on: March 15, 2010, 06:26:27 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB KHWAISH JI,
 Applause Applause Applause Applause

WAQT KABHI RUKTAA NAHIN KISI KE RUK JAANE SE.
PANCHI BHI UUD PATE HAIN PANKHO KO HILAANE SE.
KOSHISHEN JAARI RAKHO AURON KE GHAM MEIN GHUL JAO.
KYUNKI DIL NAHIN MIL JATAA HAI KISI KE HAATH MILANE SE.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #18 on: August 06, 2010, 09:22:03 AM »
Reply with quote
Khwaish Bhaiiiii.. Pata Nahi Yeh Itni Khubsoorat Thread Kaise Nigaahon Ke Saamne Nahi Aaye.. Maafi Chaahunga Der se Reply Ke Liye..!!

Bahut Hi Gehraai se Zindgi Ke Kuch An-Chooye Pahaluon Ko Kaagaz Par Utaara Hai aapne.. Jinme Dard Bhi Hai Aur Succhai Bhi.. Bahut Hi umda Peshkash Hai.. icon_thumleft Applause

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

**~** Mann **~**

Teh Dil Se Shukriya mannji..

Mannji, Mere Liye Yehi bahut Hai Ke Aapne Aapna Waqt Diya..Sorry Kekhar Mujhe sharminda Naa Kijiye..

bas Yuhi Saath dete Rahiyega.. icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #19 on: August 06, 2010, 10:39:07 AM »
Reply with quote
Zindagi Teri Haqeeqat Se Kuch yuh Bekhabar Raha Hoon main..
Manzil ki Talaash Mein Humesha Dar-Badar Raha Hoon Main!!!

Eh Zindagi Jaane Kis Raah Kis Mod par Tu Humpar meharbaan Ho!!!
Tu To Kabhi Naa Ho Payi Meri Par Humesha Tera Humsafar Raha Hoon main!!!

Ajeeb Hai Yeh khel Lakeeron Ka!!!
Tootkar Aeene Ki Tarah Ab Bikhar Raha Hoon Main!!!

Halaat Ke Darr Se Kabhi Do Kadam Bhi na Chal Saka
Waqt Ke Khauff Se Humesha Apne Ghar Raha Hoon Main!!!

Mushkil Rahon Par Tanha Chalta Gaya
Har Daur Se kuch yuh Guzar Raha Hoon Main!!!

Parakh Raha Hoon aAJ Apne Aur Gairon Ko,
Har Rishte Mein Kuch Yuh Dhal Raha Hoon Main!!

Insaan Hoon Main Bhi,Main Bhi Dil Rakhta Hoon
Chot khaakar Phir Bhi Bas Chal Raha Hoon Main!!!

"Khwaish" To ek Boond Ashq Ki Tarah Hai
Jisne Palkon Par Apna Ghar Bana Liya..
Par Dheere-Dheere Unn palkon Se Utar Raha Hoon Main!!!!

SIRF CHALNA HI AGAR ZINDAGI HAI!!!
TO HAAN BAS CHAL RAHA HOON MAIN!!!

               ~~~~~Khwaish~~~~~

tariff itni kar chuki k lafz khat ho gaye...
kuch likha hai bataiye kaisa hai...

Zindagi hai safar hain musafir yahan har koi
Hai ye safar agar to ek humsafar dhundhti hun main…

Kehte hain zindagi ek khwaab hai jisme rang hazaar hain
Hai ye khwaab to ek raat ki nind dhundh rahi hun main…

Zindagi khel hai lakeeron ka hai ye sach agar
To apne hathon ki lakeeron me tujhe dhundh rahi hun main…

Zindagi hai ek mauka chot khakar sambhalne ka
Hai ye sach agar to har chot ki marhum dhundh rahi hun main…

Zindagi hai tujhe pane aur khone ki kashmakash to sanam
To apni har mangi hui dua mein tujhe dhundh rahi hun main…
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #20 on: August 06, 2010, 10:43:39 AM »

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Aur bahut Khoob Anamika Ji..

Gehre Jazbaaton Bharpoor aapki yeh kavita mere dil ko bhaa gayi..Har lafz khoobsurti se saja hua..Mujhe aapka likha dusra sher to bahut zyaada Pasand aaya..

Bahut ache.. Thumbs UP
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #21 on: August 06, 2010, 10:47:05 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Aur bahut Khoob Anamika Ji..

Gehre Jazbaaton Bharpoor aapki yeh kavita mere dil ko bhaa gayi..Har lafz khoobsurti se saja hua..Mujhe aapka likha dusra sher to bahut zyaada Pasand aaya..

Bahut ache.. Thumbs UP

aapko pasand aai ye mere liye bht badi baat hai khwaish ji....u r my fav shayar ji....
thnxxxxxxx alot for appreciating
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #22 on: June 20, 2011, 11:05:45 AM »
Reply with quote
aapko pasand aai ye mere liye bht badi baat hai khwaish ji....u r my fav shayar ji....
thnxxxxxxx alot for appreciating

Thankyou Soooooooooooooooooo Much Anuji For those veryyyy Kind Words..

Thanks a Million!!! icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:53:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer