Soch tu kabhi (revised)

by Khurmi on December 08, 2011, 11:13:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 820 times)
Khurmi
Guest
Reply with quote
Vohi purani batain bataate ho
Kyon phir vohi dastanain dohrate ho
Array kabhi tau apni soch se kam lo
Jo jis ne bataya uttha latte ho

Miaan tum kuch samajh nahi paao ge
Such ko talaash karte hi reh jaao ge
Agar tum mantak ko na samajh paye
Tau samjho ke dil ko hi behlate ho

Abbey ye choda arab saal ki hai baat
Aur buss char din ki hai humari hayat
Phir saza aur jaza valay kalmay se
Musalsal roz kyun humain satate ho

Kabhi socha insaan kyun aisa kare?
kuch aur bhi  hai ya maut se hi ye darre?
Tumhain zindagi main ek bar chahiye
Hurr cheez ki samajh jo ke samjhate ho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Soch, Meri Soch by FAREE in Shayri-E-Dard
kabhi soch na ... by -Sagar- in Shayri-E-Dard
Private Message System revised: Reverted to old style. by iAdmin in Yoindia's News and Announcement
Main apni soch ki har soch mein....Nazm by Yaseen Shahi by amj22224@yahoo.com in Share:Love Poetry
Soch tu kabhi by Khurmi in Miscellaneous Shayri
Khurmi
Guest
«Reply #1 on: December 08, 2011, 11:24:35 PM »
Reply with quote
Vohi purani batain bataate ho
Kyon phir vohi dastanain dohrate ho
Array kabhi tau apni soch se kam lo
Jo jis ne bataya uttha latte ho

Miaan tum kuch samajh nahi paao ge
Such ko talaash karte hi reh jaao ge
Agar tum mantak ko na samajh paye
Tau samjho ke dil ko hi behlate ho

Abbey ye choda arab saal ki hai baat
Aur buss char din ki hai humari hayat
Phir saza aur jaza valay kalmay se
Musalsal roz kyun humain satate ho

Kabhi socha insaan kyun aisa kare?
kuch aur bhi  hai ya maut se hi ye darre?
Tumhain zindagi main ek bar chahiye
Hurr cheez ki samajh jo ke samjhate ho
Logged
iAdmin
Administrator
Yoindian Shayar
*****

Rau: 14
Offline Offline

Waqt Bitaya:
49 days, 23 hours and 12 minutes.

Posts: 3125
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #2 on: December 09, 2011, 06:33:58 AM »
Reply with quote
Topic Merged

Remark : Please do not make double post or post same poetry twice.
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: December 09, 2011, 11:15:00 AM »
Reply with quote
Aadaab Khurmi Sahaab !


Janab aapke khayaal kuch samjh meiN aaye kuch is
kam aqal ki samjh se pare raheN..

Par yeH staNza kuch beadab se laga hume.. ? aur
naa hi ismeiN aapki kuch baat saaf ho payi.. Huh?




Abbey ye choda arab saal ki hai baat
Aur buss char din ki hai humari hayat
Phir saza aur jaza valay kalmay se
Musalsal roz kyun humain satate ho


Khair likhate rahiye.. aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
Khurmi
Guest
«Reply #4 on: December 09, 2011, 11:37:47 AM »
Reply with quote
Adaab parwaaz saab.
Ye 'abbey','array' jaise ilfaaz mehez mazah ke liye istimal kiye the inhain kissi 'derogatory sense' main na lijye.
Rahi baat choda Arab saal vali, tau science humain bataati hai ke kaaynaat itni puraani hai takriban, phir itni Badi kaaynaat ka rubb hum se humari zindagi ka hissab mange ga. Ek taraf maa se 72 gunna zayada pyar aur ek taraf dozakh ke aazaab
Gurr tum bin koi nahi maujood
Phir ye hungama ae kuda kya ha
Agar kiss cheez se apko kuch buraa laga tau moaaf kur dijye
Khurmi
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:04:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer