<--~~Tera Saaya~~-->

by Ninaah on June 30, 2005, 07:58:38 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 11586 times)
Ninaah
Guest
Reply with quote
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera Saaya...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
SAAYA HOON TERA by saahill in Share:Love Poetry
main to tera saaya hoon by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
tera hi saaya hun by saahill in Miscellaneous Shayri
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: July 04, 2005, 01:46:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....
Ninaah Dear ....................Nice
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: July 04, 2005, 10:15:58 AM »
Reply with quote
THANKS FAREE......

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....
Ninaah Dear ....................Nice
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #3 on: July 05, 2005, 10:32:47 AM »
Reply with quote
kahaan Veeranon main ghoom rahi ho Ninnah ji....kyuin saayon mein ulajh rahien hain aap... Usual Smile  :oops: ....

bulandi pe hoti
ager meri kismat
toh hum teri zulfon kay
saaye main sote.

Ninnah wrote....

Quote
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #4 on: July 06, 2005, 08:01:12 AM »
Reply with quote
arrrrr ab to kismat mein he veeraniyan likhi hain.....

har koi pyar ke saaye mein nahi chalta,
har koi pyar ke rang mein nahi dhalta,
kisi ko pyar badal deta hai,
aur koi pyar ki paribhasha hai badalta.....

Quote from: "harashmahajan"
kahaan Veeranon main ghoom rahi ho Ninnah ji....kyuin saayon mein ulajh rahien hain aap... Usual Smile  :oops: ....

bulandi pe hoti
ager meri kismat
toh hum teri zulfon kay
saaye main sote.

Ninnah wrote....

Quote
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #5 on: July 06, 2005, 08:44:48 PM »
Reply with quote
Ninnah ji kya khoob kahaa....kismat mein veeraniyan toh likhi hain, tabhi toh zindagi bulandi main nahi hai na......

badalna nahi hai zindagi ka dastoor
per bewafaaon ki ye adat hai zaroor.
jis daaman main lagaate hain daag woh kabhi
wahaan saaya ban ker aate hain jaroor.

«Reply #6 on: July 07, 2005, 12:32:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
THANKS FAREE......

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....
Ninaah Dear ....................Nice

You Are WelCome

Zindgi Jitni KhubSurat Humein Yahan  Nazar Aati Hai
Is S Kahin Ziada Huemin yeh Tanhaiyon Main Drati Hai
Hum Chahtay Hain bas Khushain Hi Khaushain
Yeh Bas Ghumon Ko Hi Humray Daman Main dal Deti Hai

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #7 on: July 07, 2005, 06:25:30 AM »
Reply with quote
wah kya baat kahi hai harsh..... nice one no doubt.....

jinke saaye mein kabhi chahte the guzarana zindagi,
aaj unki yaadon se bhag rahe hain,
kahin sote he woh sapno mein na aa jaayen,
iss darr se kayee raaton se hum jaag rahe hain.....

«Reply #8 on: July 07, 2005, 06:30:36 AM »
Reply with quote
fareeeeeee for you.......

veerano se jitna to daroge,
veeraniyan utna he darayengi,
hans kar karo muqabala humse,
to woh tumse darr kar bhag jaayengi....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
THANKS FAREE......

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....
Ninaah Dear ....................Nice

You Are WelCome

Zindgi Jitni KhubSurat Humein Yahan  Nazar Aati Hai
Is S Kahin Ziada Huemin yeh Tanhaiyon Main Drati Hai
Hum Chahtay Hain bas Khushain Hi Khaushain
Yeh Bas Ghumon Ko Hi Humray Daman Main dal Deti Hai

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #9 on: July 07, 2005, 08:37:49 AM »
Reply with quote
Bahoot dilkash likhti ho ninnah ji....der lagta hai kahin shabdon ko takleef na ho unki shaan main woh shabd kahin bewafayee na ker baithein...waah...

itna dard na do ki hud se Guzer jaaye
milne ki aarzu main arse nikal jaayein.

Ninnah wrote...

Quote
wah kya baat kahi hai harsh..... nice one no doubt.....

jinke saaye mein kabhi chahte the guzarana zindagi,
aaj unki yaadon se bhag rahe hain,
kahin sote he woh sapno mein na aa jaayen,
iss darr se kayee raaton se hum jaag rahe hain.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: July 07, 2005, 11:55:29 PM »
Reply with quote
Kuch Log Hain Jo off The Topic Replies Krtay Hain ,that is Not fair coz Sara Maza Hi Khrab Ho Jata Hai Buhat Bar Dekha Lekin Aab Khay Bina Nahin Reh Ska(It`s Not 4 u Nini)

Buhat  Khoob........Niaah............................... .. Supreb Gr8

Here Is 4 You

Jo Milay Hum KO Saath  Tera Aye Mere Humnawa
Hum Bhi In Toofano S Tukra Jayein Mere HumNawa
Kabhi Kabhi Tu Hum Ko Prya Lagne Lagta  Hai
Jab Tu Jata Hai Meri Zindgi S durr Mere HumNawa
 
Quote from: "Ninaah"
fareeeeeee for you.......

veerano se jitna to daroge,
veeraniyan utna he darayengi,
hans kar karo muqabala humse,
to woh tumse darr kar bhag jaayengi....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
THANKS FAREE......

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....
Ninaah Dear ....................Nice

You Are WelCome

Zindgi Jitni KhubSurat Humein Yahan  Nazar Aati Hai
Is S Kahin Ziada Huemin yeh Tanhaiyon Main Drati Hai
Hum Chahtay Hain bas Khushain Hi Khaushain
Yeh Bas Ghumon Ko Hi Humray Daman Main dal Deti Hai

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #11 on: July 08, 2005, 05:46:47 AM »
Reply with quote
thanks faree..... this is for you....

aisa sapna dekha maine,
jahan sirf pyar ka sama ho,
har taraf bahar ho,
aur khushiyon ka gulistan ho.....

Quote from: "fakharenaveed"
Kuch Log Hain Jo off The Topic Replies Krtay Hain ,that is Not fair coz Sara Maza Hi Khrab Ho Jata Hai Buhat Bar Dekha Lekin Aab Khay Bina Nahin Reh Ska(It`s Not 4 you Nini)

«Reply #12 on: July 08, 2005, 05:52:19 AM »
Reply with quote
thanks harsh.....lekin jab dil dard sehta hai to badi takleef hoti hai.... kyon hoti hai na.....

socha tha kabhi humne,
apne dard ki dawa hum karenge,
na mud ke jaayenge uske pass,
aur khuda ki chaukhat pe he marenge.....

Quote from: "harashmahajan"
Bahoot dilkash likhti ho ninnah ji....der lagta hai kahin shabdon ko takleef na ho unki shaan main woh shabd kahin bewafayee na ker baithein...waah...

itna dard na do ki hud se Guzer jaaye
milne ki aarzu main arse nikal jaayein.

Ninnah wrote...

Quote
wah kya baat kahi hai harsh..... nice one no doubt.....

jinke saaye mein kabhi chahte the guzarana zindagi,
aaj unki yaadon se bhag rahe hain,
kahin sote he woh sapno mein na aa jaayen,
iss darr se kayee raaton se hum jaag rahe hain.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #13 on: July 08, 2005, 09:18:29 PM »
Reply with quote
wah Ninnah ji wah...

main gabra gaya hoon is tarah ro ro kay jeene se
kahien khuda bhi na uter aaye  yuin rokey jeene se
kerta hoon main iltaja ai tanhaayio tumse
aa jao  lagao mujko gale  jeene do kareene se

ninnah wrote..

Quote
thanks harsh.....lekin jab dil dard sehta hai to badi takleef hoti hai.... kyon hoti hai na.....

socha tha kabhi humne,
apne dard ki dawa hum karenge,
na mud ke jaayenge uske pass,
aur khuda ki chaukhat pe he marenge.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #14 on: July 08, 2005, 11:15:35 PM »
Reply with quote

Zindgi Bhari Padi hai Deewanon S Yahan
Log Aate Hain Mehmanon S Yahan

Quote from: "Ninaah"
thanks faree..... this is for you....

aisa sapna dekha maine,
jahan sirf pyar ka sama ho,
har taraf bahar ho,
aur khushiyon ka gulistan ho.....

Quote from: "fakharenaveed"
Kuch Log Hain Jo off The Topic Replies Krtay Hain ,that is Not fair coz Sara Maza Hi Khrab Ho Jata Hai Buhat Bar Dekha Lekin Aab Khay Bina Nahin Reh Ska(It`s Not 4 you Nini)

Buhat  Khoob........Niaah............................... .. Supreb Gr8

Here Is 4 You

Jo Milay Hum KO Saath  Tera Aye Mere Humnawa
Hum Bhi In Toofano S Tukra Jayein Mere HumNawa
Kabhi Kabhi Tu Hum Ko Prya Lagne Lagta  Hai
Jab Tu Jata Hai Meri Zindgi S durr Mere HumNawa
 
Quote from: "Ninaah"
fareeeeeee for you.......

veerano se jitna to daroge,
veeraniyan utna he darayengi,
hans kar karo muqabala humse,
to woh tumse darr kar bhag jaayengi....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
THANKS FAREE......

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....
Ninaah Dear ....................Nice

You Are WelCome

Zindgi Jitni KhubSurat Humein Yahan  Nazar Aati Hai
Is S Kahin Ziada Huemin yeh Tanhaiyon Main Drati Hai
Hum Chahtay Hain bas Khushain Hi Khaushain
Yeh Bas Ghumon Ko Hi Humray Daman Main dal Deti Hai

Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:39:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer