<--~~Tera Saaya~~-->

by Ninaah on June 30, 2005, 07:58:38 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 11427 times)
Ninaah
Guest
«Reply #105 on: June 01, 2006, 10:54:29 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen......

kis baat pe itraayein hum,
humse to kismat roothi hai,
jo moti piroye aashaon ke,
uski har dor ab tooti hai.....



Quote from: "Jaanasheen"
Bhoolna Tumhe Na Asaan Hoga,..
Jo Bhoole Tumhe Wo Nadaan Hoga,..
Humne To Samjha Hai Apna Saya Tumhe,..
Is Baat Se Na Itrana Tum Ye Tumhara Ehsaan Hoga,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera Saaya...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
SAAYA HOON TERA by saahill in Share:Love Poetry
main to tera saaya hoon by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
tera hi saaya hun by saahill in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #106 on: June 03, 2006, 08:39:56 AM »
Reply with quote
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob Likha Hai Apne Apke To Har Alfaaz Mein Dard Bhara Hota Hai,..
Bahoot Khoob Likha Hai,..

Ashkon Ke Moti Kabhi Peeroya Nahi Karte,..
Toot Jaaye Ye To Kabhi Roya Nahi Karte,..
Toot Ne Ke Baad Hi Jurdte Hain Dil Kabhi,..
Dil Ko Kabhi Aansoon Ke Saath Bheegoya Nahi Karte,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #107 on: June 03, 2006, 09:17:34 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen..... bahot badhiya likha hai..... u look like a very positiver person..... thats nice.....

chaha to humne bhi tha kisi mohabbat ko,
pur koi humari kismat na ban paaya,
sang chalne ki khawahish the saath uske,
pur sang chala mere, meri badkismati ka saaya.......


Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob Likha Hai Apne Apke To Har Alfaaz Mein Dard Bhara Hota Hai,..
Bahoot Khoob Likha Hai,..

Ashkon Ke Moti Kabhi Peeroya Nahi Karte,..
Toot Jaaye Ye To Kabhi Roya Nahi Karte,..
Toot Ne Ke Baad Hi Jurdte Hain Dil Kabhi,..
Dil Ko Kabhi Aansoon Ke Saath Bheegoya Nahi Karte,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #108 on: June 03, 2006, 10:20:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one jaanasheen..... bahot badhiya likha hai..... you look like a very positiver person..... thats nice.....

chaha to humne bhi tha kisi mohabbat ko,
pur koi humari kismat na ban paaya,
sang chalne ki khawahish the saath uske,
pur sang chala mere, meri badkismati ka saaya.......


Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob Likha Hai Apne Apke To Har Alfaaz Mein Dard Bhara Hota Hai,..
Bahoot Khoob Likha Hai,..

Ashkon Ke Moti Kabhi Peeroya Nahi Karte,..
Toot Jaaye Ye To Kabhi Roya Nahi Karte,..
Toot Ne Ke Baad Hi Jurdte Hain Dil Kabhi,..
Dil Ko Kabhi Aansoon Ke Saath Bheegoya Nahi Karte,..

__________________________________-Jaanasheen-
Shukriya Ninaah Ji Haan Main Thoda Positive Bhi Sochta Hoon,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne ,..

Saaye Par Kabhi Aitbaar Nahi Karte,..
Saaya To Andhere Mein Dhoka De Jaata Hai,..
Waqt Insaan Pe Aisa Bhi Kabhi Aata Hai,..
Raah Mein Chordkar Sayaa Bhi Chala Jaata Hai,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #109 on: June 03, 2006, 12:29:40 PM »
Reply with quote
waaah kya baat hai jaanasheen ji.....


kabhi hume pyar ne maara,
kabhi hume aitbaar ne maara,
ankhein bhi thak gayee raah tak te,
kabhi hume intzaar ne maara.....



Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
good one jaanasheen..... bahot badhiya likha hai..... you look like a very positive person..... thats nice.....

chaha to humne bhi tha kisi mohabbat ko,
pur koi humari kismat na ban paaya,
sang chalne ki khawahish thee saath uske,
pur sang chala mere, meri badkismati ka saaya.......


Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob Likha Hai Apne Apke To Har Alfaaz Mein Dard Bhara Hota Hai,..
Bahoot Khoob Likha Hai,..

Ashkon Ke Moti Kabhi Peeroya Nahi Karte,..
Toot Jaaye Ye To Kabhi Roya Nahi Karte,..
Toot Ne Ke Baad Hi Jurdte Hain Dil Kabhi,..
Dil Ko Kabhi Aansoon Ke Saath Bheegoya Nahi Karte,..

__________________________________-Jaanasheen-
Shukriya Ninaah Ji Haan Main Thoda Positive Bhi Sochta Hoon,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne ,..

Saaye Par Kabhi Aitbaar Nahi Karte,..
Saaya To Andhere Mein Dhoka De Jaata Hai,..
Waqt Insaan Pe Aisa Bhi Kabhi Aata Hai,..
Raah Mein Chordkar Sayaa Bhi Chala Jaata Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #110 on: June 04, 2006, 05:59:07 AM »
Reply with quote
Kal Tak Jo Sach Tha Wo Bangaya Afsaana,..
Tinka Tinka Bikhra, Loota Wo Ashiaana,..
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane,..
Yaad Aate Hain Bahoot Guzre Zamaane,..
Bas Tabaahi Hai, Gham Ke Saaye Hai,.
Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai,..
Aur Kya Ye Zindagani Hai,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #111 on: June 04, 2006, 12:46:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....


wow  amazing  Ninaah.............. bahot  Khoob......Janasheen......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #112 on: June 04, 2006, 02:31:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....


wow  amazing  Ninaah.............. bahot  Khoob......Janasheen......
Shukriya Bhai,..
And Nice One,..

Waqt Insaan Pe Aisa Bhi kabhi Aata Hai,..
Raah mein Chord Ke Sayaa Bhi Chala Jata Hai,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #113 on: June 05, 2006, 12:01:07 PM »
Reply with quote
ultimate...... jaanasheen......

zindagi se sirf hume ye dard mila hai,
kismat se hume ab yahi gila hai,
wo hume mooh mode bethe hain,
ye humari he mohabbaton ka sila hai.....



Quote from: "Jaanasheen"
Kal Tak Jo Sach Tha Wo Bangaya Afsaana,..
Tinka Tinka Bikhra, Loota Wo Ashiaana,..
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane,..
Yaad Aate Hain Bahoot Guzre Zamaane,..
Bas Tabaahi Hai, Gham Ke Saaye Hai,.
Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai,..
Aur Kya Ye Zindagani Hai,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #114 on: June 05, 2006, 12:01:47 PM »
Reply with quote
thanks waheed......

Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....


wow  amazing  Ninaah.............. bahot  Khoob......Janasheen......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #115 on: June 05, 2006, 12:04:10 PM »
Reply with quote
saaye se hume ab koi bhi shikwa nahi,
jab mohabbat he hume raas na aaya,
aaj sochane bethe hain ki iss mohabbat mein,
aakhir humne kyaa khoya aur kya paaya.....



Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....


wow  amazing  Ninaah.............. bahot  Khoob......Janasheen......
Shukriya Bhai,..
And Nice One,..

Waqt Insaan Pe Aisa Bhi kabhi Aata Hai,..
Raah mein Chord Ke Sayaa Bhi Chala Jata Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #116 on: June 07, 2006, 06:05:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ultimate...... jaanasheen......

zindagi se sirf hume ye dard mila hai,
kismat se hume ab yahi gila hai,
wo hume mooh mode bethe hain,
ye humari he mohabbaton ka sila hai.....



Quote from: "Jaanasheen"
Kal Tak Jo Sach Tha Wo Bangaya Afsaana,..
Tinka Tinka Bikhra, Loota Wo Ashiaana,..
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane,..
Yaad Aate Hain Bahoot Guzre Zamaane,..
Bas Tabaahi Hai, Gham Ke Saaye Hai,.
Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai,..
Aur Kya Ye Zindagani Hai,..


Mile Jo Dard Tumhe Ye Bhi Tumhare Naseeb Hain,..
Khushiaan Thi Jo Paas Tumhare Aaj Gham Utne Kareeb Hain,..
Kabhi Na Tum Ghabraana Agar Saya Bhi Saath Chorde,..
Ye Jo Khel Hain Kismat Ke Jaanasheen Sab Ajeeb Hain,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #117 on: June 07, 2006, 06:07:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
saaye se hume ab koi bhi shikwa nahi,
jab mohabbat he hume raas na aaya,
aaj sochane bethe hain ki iss mohabbat mein,
aakhir humne kyaa khoya aur kya paaya.....



Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Ninaah"
phir rahe the veeron mein,
ki ek darakht nazar aaya,
darr kar aankhein moond lee,
jab wahan pur dekha tera saaya....


wow  amazing  Ninaah.............. bahot  Khoob......Janasheen......
Shukriya Bhai,..
And Nice One,..

Waqt Insaan Pe Aisa Bhi kabhi Aata Hai,..
Raah mein Chord Ke Sayaa Bhi Chala Jata Hai,..


Paata Nahi Koi Bhi Yahan Mohabbat Karke,..
Paata Hai To Sirf Do Yaadein Aur Wo Bhi Marke,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #118 on: June 07, 2006, 07:13:25 AM »
Reply with quote
goodone jaanasheen..........

kismat ke aage mein to kya,
ye saari duniya haari hai,
lekin hum ye soch kar khush hote hain,
ki aaj kismat ki nahi balki humari baari hai......



Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
ultimate...... jaanasheen......

zindagi se sirf hume ye dard mila hai,
kismat se hume ab yahi gila hai,
wo hume mooh mode bethe hain,
ye humari he mohabbaton ka sila hai.....



Quote from: "Jaanasheen"
Kal Tak Jo Sach Tha Wo Bangaya Afsaana,..
Tinka Tinka Bikhra, Loota Wo Ashiaana,..
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane,..
Yaad Aate Hain Bahoot Guzre Zamaane,..
Bas Tabaahi Hai, Gham Ke Saaye Hai,.
Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai,..
Aur Kya Ye Zindagani Hai,..


Mile Jo Dard Tumhe Ye Bhi Tumhare Naseeb Hain,..
Khushiaan Thi Jo Paas Tumhare Aaj Gham Utne Kareeb Hain,..
Kabhi Na Tum Ghabraana Agar Saya Bhi Saath Chorde,..
Ye Jo Khel Hain Kismat Ke Jaanasheen Sab Ajeeb Hain,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #119 on: June 07, 2006, 07:18:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
goodone jaanasheen..........

kismat ke aage mein to kya,
ye saari duniya haari hai,
lekin hum ye soch kar khush hote hain,
ki aaj kismat ki nahi balki humari baari hai......


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
ultimate...... jaanasheen......

zindagi se sirf hume ye dard mila hai,
kismat se hume ab yahi gila hai,
wo hume mooh mode bethe hain,
ye humari he mohabbaton ka sila hai.....



Quote from: "Jaanasheen"
Kal Tak Jo Sach Tha Wo Bangaya Afsaana,..
Tinka Tinka Bikhra, Loota Wo Ashiaana,..
Pal Mein Ban Gaye Saare Apne Begaane,..
Yaad Aate Hain Bahoot Guzre Zamaane,..
Bas Tabaahi Hai, Gham Ke Saaye Hai,.
Suni Aankhon Mein Sirf Paani Hai,..
Aur Kya Ye Zindagani Hai,..


Mile Jo Dard Tumhe Ye Bhi Tumhare Naseeb Hain,..
Khushiaan Thi Jo Paas Tumhare Aaj Gham Utne Kareeb Hain,..
Kabhi Na Tum Ghabraana Agar Saya Bhi Saath Chorde,..
Ye Jo Khel Hain Kismat Ke Jaanasheen Sab Ajeeb Hain,..

______________________________________-Jaanasheen-


Waah Ninaah Sis Bahoot Khoob,..

Kismat Se Kya Gila Karein,..
Jab Lakeeron Mein Likha Ho Gham Uthaana,..
Sab To Sehkar Gham Rodete Hai Yahan,..
Hamara To El Alag Andaaz Hai Ke Gham Mein Bhi Hai Muskuraana,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:10:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer