<--~~Tera Saaya~~-->

by Ninaah on June 30, 2005, 07:58:38 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 11591 times)
Ninaah
Guest
«Reply #30 on: July 26, 2005, 12:37:39 PM »
Reply with quote
bahot khoob harsh......

pur hum mein itni himmat nahi,
ki har gum mein muskura lein,
har dard ko seene mein chuppa lenge,
iss baat ki hum kasam kha lein........

bahot mushkil hai dard ko chupana,
ye ashqon ke jariye beh jaata hai,
jo baat jubaan nahi keh paati,
ye inke jariye keh jaata hai........

Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay ninaah ji kya gazab dhaati ho aap........

Seh ker dosh na do apne muqadder ko
hamne dojakh main bhi unhe muskraate hue dekha hai
yaadein unki dil main, nasoor bane na bane
hamne unke muqadder ko bhi dhalte hue dekha hai.

Ninaah wrote...

Quote
waah kya baat kahi harsh.........

paane ka ehsaas kitna sukoon deta hai,
kisi ke aane ki aahat chen cheen leta hai,
kisi ki yaadein nasoor ban kar rehti hain dil mein,
aur ye dil muskurate huve har gum sehta hai.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tera Saaya...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
SAAYA HOON TERA by saahill in Share:Love Poetry
main to tera saaya hoon by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
tera hi saaya hun by saahill in Miscellaneous Shayri
harashmahajan
Guest
«Reply #31 on: July 27, 2005, 08:19:47 AM »
Reply with quote
mayusi ki baatein bahoot gamgeen likhti ho ..great write...

mohabbat ka zazba hi muskraana hai
dard-e-gam ka saroor hi chaahna hai
chhupa ker unki yadein tasawur main
apni tanhaayion ko her soon bhoolana hai.

apni himmat ko itna kamjor na ker
apne mohabbat pe kabhie afsos na ker
ya khuda tere jalwon main itni kashish hai, ai dost
use us bewafa ki yaad se bedole na ker.

Quote from: "Ninaah"
bahot khoob harsh......

pur hum mein itni himmat nahi,
ki har gum mein muskura lein,
har dard ko seene mein chuppa lenge,
iss baat ki hum kasam kha lein........

bahot mushkil hai dard ko chupana,
ye ashqon ke jariye beh jaata hai,
jo baat jubaan nahi keh paati,
ye inke jariye keh jaata hai........

Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay ninaah ji kya gazab dhaati ho aap........

Seh ker dosh na do apne muqadder ko
hamne dojakh main bhi unhe muskraate hue dekha hai
yaadein unki dil main, nasoor bane na bane
hamne unke muqadder ko bhi dhalte hue dekha hai.

Ninaah wrote...

Quote
waah kya baat kahi harsh.........

paane ka ehsaas kitna sukoon deta hai,
kisi ke aane ki aahat chen cheen leta hai,
kisi ki yaadein nasoor ban kar rehti hain dil mein,
aur ye dil muskurate huve har gum sehta hai.......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #32 on: July 27, 2005, 10:28:05 AM »
Reply with quote
muskurate huve itne zakhm khaye hain,
ki ab muskurana bhi mushkil hai,
wo dekh kar nazrein pherate hain,
hum kahan unke kaabil hain.......

«Reply #33 on: July 28, 2005, 02:47:54 PM »
Reply with quote
khuda tumhaari jehen main khoobsoorti ka ambaar de.....ninaah ji bahoot khoob...achhi ralli khelti ho...humein khushi hai hamaari bazm main aap jaise instant fun bhi hain.....marvelous...

jakhmon ka kafilia hi hamara humdum ban chala hai shayad,
mujhe der hai ki kahin woh hi bewafa na ho jaayein.
nazrein phiraana unki fitrat toh nahi ai 'harsh'
per itna sa der hai mere sahil ki hum be-gam na ho jayein

«Reply #34 on: July 30, 2005, 07:09:38 AM »
Reply with quote
ultimate post harsh..........bilkul sahi kaha hai.....

har guzarta waqt ik imtihaan leta hai,
har guzarta waqt humari jaan leta hai,
uske ilzaam ko hum seh na paayenge,
jab wo jamane mein hume bewafa kehta hai.....

«Reply #35 on: July 30, 2005, 05:59:13 PM »
Reply with quote
aw!!kya khoob kahaaa...har lamhaa imtihaan hi leta hai ai dost..per hamein toh imtihaan ki perwaah hi nahi.....bahoot khoob kehti ho....

Shikwon ke der se aaj kal milte nahi hai log,
'harsh' aise sheher main kerta hai kya talash.

«Reply #36 on: September 05, 2005, 11:05:59 AM »
Reply with quote
zindagi ki talaash mein,
saanso ne saath choda hai,
maut ko gale lagane mein,
uski yaadein ek roda hai....

«Reply #37 on: September 06, 2005, 12:04:45 PM »
Reply with quote
HAR DARAKHT YAHAN AKELA HAI,
AKELE REHNA USKI MAJBOORI HAI,
EK HE PED KA HISSA HAI,
PHIR BHI BAKI DARKHTON SE KITNI DOORI HAI.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #38 on: September 07, 2005, 10:59:26 AM »
Reply with quote
saaye mein kisi ke zindagi guzarna chahti hoon,
apne he pyar ko apne dil mein marna chahti hoon,
gur na maar paayee apni chahat ko iss dil se,
to uski yaadon se apni zindagi sanwarna chahti hoon........
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #39 on: September 14, 2005, 06:03:51 AM »
Reply with quote
tumhaare  shairon main ninaah ji...bahoot kasak hai...bahoot khoob

ab talak hai mehfooz woh saya tere intzaar main
ro rahi her kali our phool is ujhade hue baag main
Na ddhaao sitam apni chahat se us makhmali dil pe
sanwere ga woh,aaker dekho is drakhat ki thhandi chhanv main

Quote from: "Ninaah"
saaye mein kisi ke zindagi guzarna chahti hoon,
apne he pyar ko apne dil mein marna chahti hoon,
gur na maar paayee apni chahat ko iss dil se,
to uski yaadon se apni zindagi sanwarna chahti hoon........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #40 on: September 29, 2005, 06:48:57 AM »
Reply with quote
ultimate quote harash.......

fizon mein ghoome hain, baharon ko dekha hai,
na chahte huve bhi unn nazaron ko dekha hai,
kisi ki yaad mein jo roke na ruke,
humne unn behate huve un sitaron ko dekha hai.....

«Reply #41 on: October 01, 2005, 06:13:51 AM »

nazron se chahat ko pehchana hai
is liye toh dil ne dil ko chaha hai
Ger hoti bulandi pe  jo kismat hamaari
yakeenan sitare bhi kehte ye dil hamaara hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #42 on: October 05, 2005, 06:54:44 AM »
Reply with quote
WOW!!!!!!!!!!! ITS REALLY GOOD.....

CHAHTE HE RAHE KISI KO,
PUR LAB BOL NA PAAYE,
JAHAN DEKHOON NAZAR AATE HAIN,
USSI KE PYAR KE SAAYE...........

Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
ultimate quote harash.......

fizon mein ghoome hain, baharon ko dekha hai,
na chahte huve bhi unn nazaron ko dekha hai,
kisi ki yaad mein jo roke na ruke,
humne unn behate huve un sitaron ko dekha hai.....

Quote from: "harashmahajan"
tumhaare  shairon main ninaah ji...bahoot kasak hai...bahoot khoob

ab talak hai mehfooz woh saya tere intzaar main
ro rahi her kali our phool is ujhade hue baag main
Na ddhaao sitam apni chahat se us makhmali dil pe
sanwere ga woh,aaker dekho is drakhat ki thhandi chhanv main

Quote from: "Ninaah"
saaye mein kisi ke zindagi guzarna chahti hoon,
apne he pyar ko apne dil mein marna chahti hoon,
gur na maar paayee apni chahat ko iss dil se,
to uski yaadon se apni zindagi sanwarna chahti hoon........
nazron se chahat ko pehchana hai
is liye toh dil ne dil ko chaha hai
Ger hoti bulandi pe  jo kismat hamaari
yakeenan sitare bhi kehte ye dil hamaara hai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #43 on: October 05, 2005, 08:06:44 AM »
Reply with quote
gr8 one ninah................!!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #44 on: October 05, 2005, 11:07:16 AM »
Reply with quote
THANKS SALMA..............

Quote from: "salma4u"
gr8 one ninah................!!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:36:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer