Tim timati Aql .......... Abul Asad

by Abul Asad on December 15, 2011, 06:19:27 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1895 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Tifl-e-maktab ki tim-timati aqal ki raushni thi
 Muqabla voh andhiyon se kar baitha
 
Zarra tha khaak ka voh magar
 Jawaan seenon men aag laga kar chala
 
Zarkhareed ghulam hi tha voh magar
 lakeeron me uski likha tha aik sultanat ka taqht



Abul Asad
Yoindia Shayariadab
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: December 15, 2011, 06:23:42 AM »
Reply with quote
Tifl-e-maktab ki tim-timati aqal ki raushni thi
 Muqabla usne to andhiyon se kar badha
 
Zarra tha khaak ka voh magar
 Jawaan seenon men aag laga kar chala
 
Zarkhareed ghulam hi tha voh magar
 lakeeron men likha tha uske sultanat ka taqht



Abul Asad
Yoindia Shayariadab


 waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
Applause Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 15, 2011, 06:34:43 AM »
Reply with quote
Adil Saheb,
Dil se mamnun aur mashkur aapka
Itni farakh dil dad ka apke

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 15, 2011, 07:44:56 AM »
Reply with quote
Adil Saheb,

Kya aapne shayari kanhi se seekhi hai?

Abul Asad
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: December 15, 2011, 07:56:49 AM »
Reply with quote
Adil Saheb,

Kya aapne shayari kanhi se seekhi hai?

Abul Asad


ABUL SAHAB MUJHE MAAF KARNA AGAR MERE LIKHNE MEIN KOI KHATA HO TO,

MERA HAATH BAHUT HI TANG HAIN ISS MAIDAAN MEIN . ISS LIYE AGAR SHER-O-SHAYRI KE MOTALLIK KUCH SAWAAL KAREIN GE TO NAHIN BATAA PAAON GA MAIN.
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 15, 2011, 08:02:16 AM »
Reply with quote
Adil bhai,

Aap ki saaf dili aur masoom aur narm andaz ke qayel hove ham,
magar main koi urdu ke mutabiq sawal karne ke liye nahi poocha tha aapse voh
sawaal. Sirf ye ke aap ke kalaam pasand aye, aur iss tarha laga
ke aap ne shayari kanhi  se seekhi ho, so poochliya.

Mere is sawaal se koi ghalat fehmi, ya fikrmandi hovi ho
to Mazarath khwaan hoon aapse.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
sbechain
Guest
«Reply #6 on: December 15, 2011, 08:04:36 AM »
Reply with quote
Tifl-e-maktab ki tim-timati aqal ki raushni thi
 Muqabla usne andhiyon se kar badha
 
Zarra tha khaak ka voh magar
 Jawaan seenon men aag laga kar chala
 
Zarkhareed ghulam hi tha voh magar
 lakeeron ne uski likha aik sultanat ka taqht




Abul Asad
Yoindia Shayariadab

bahut khoob.............!
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #7 on: December 15, 2011, 08:14:36 AM »
Reply with quote
Adil bhai,

Aap ki saaf dili aur masoom aur narm andaz ke qayel hove ham,
magar main koi urdu ke mutabiq sawal karne ke liye nahi poocha tha aapse voh
sawaal. Sirf ye ke aap ke kalaam pasand aye, aur iss tarha laga
ke aap ne shayari kanhi  se seekhi ho, so poochliya.

Mere is sawaal se koi ghalat fehmi, ya fikrmandi hovi ho
to Mazarath khwaan hoon aapse.

Dua Goo
Abul Asad


       ASAD SAHAB,
         
 HAAN THODA SHUBHA TO HUA KI NA JAANE AAP KYA JAAN NA CHAHTE HAIN.
 RAHI BAAT SEEKHNE KI TO AAP KE ISS SAWAAL KO MAIN AS A COMPLIMENT KE TAUR PE LE RAHA HOON. KYON KI AAP KO PADHNE KE BAAD MUJHE AAPKI QABLIYAT PE SHAK KARNA BHI SHAYAD GUNAH HOGA.
  RAHI BAAT SHER-O- SHYRI KI TO SHAUK HAI SUNNE KA, PER URDU , ENGLISH, HINDI KISI MEIN MAHARAT NAHIN HAI HINDUSTAANI MEIN LIKH LETA HOON. PER 'BAHR' KI KOI JAANKAARI NAHIN HAI. SHER-O-SHAYRI BHI EK ART HAI JO HAR KISI KI BAAT NAHIN. MAIN TO BUSS APNE KHYAAL RAKHTA HOON .ISS SE ZYADA KUCH NAHIN..
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 15, 2011, 08:29:52 AM »
Reply with quote
Adil Sahab,

Aap ki guftugu mein chupi kissi ache dil ki hasti ki jhalak aati hai. Ji beshak aapko voh dad hi di thi maine.

Sher-o Shayri mein hum waqey aik tifl hi hain, shayad chand alfaaz hamare ghalati se ache darz hogaye hon, isse ham kanhi
bhi koi muqam ke shayr nahi bane. Hamara bhi yeh shauqh hi hai
likhne ka, aur fan ko sikhna aur samajhne ka. Phir bhi kabhi agar
aap koi ghalati dekhen to islah karne na jhijakiye ga.

Mehfil to aap ate hi rehte hain, rabta dil se dil ko rahega aap se
younhi muhabbaton ka silsila jari rakhiye.

Dua goo
Abul Asad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: December 15, 2011, 08:39:23 AM »
Reply with quote
Abul asad saheb,Bahut achhe ashaar hain.Mubarak ho.Hasan
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: December 15, 2011, 09:04:34 AM »
Reply with quote
Hasan bhai,

Khushamdeed, aap ke chand alfaaz dil ko raushan kar gaye, kitne
purasrar hain yeh.

Shukriya bhai,
Ghalatiyon ki islah talab

Dua goo
Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #11 on: January 09, 2012, 06:53:32 PM »
Reply with quote
Tifl-e-maktab ki tim-timati aqal ki raushni thi
 Muqabla voh andhiyon se kar baitha
 
Zarra tha khaak ka voh magar
 Jawaan seenon men aag laga kar chala
 
Zarkhareed ghulam hi tha voh magar
 lakeeron me uski likha tha aik sultanat ka taqht



Abul Asad
Yoindia Shayariadab
waaaaaahh--Abul sahab
kamaal ke aashaar kahe hain aapne

daad daad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #12 on: January 09, 2012, 10:07:11 PM »
Reply with quote
Sarfira Saheb,

Aik arse baad aap se guftagu horahi hai
Aur har baar ki tarah aap ki inayat hai mujh pe
Shukriya aap ka bahut bahut shukriya

Dua Goo
Abul ASad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 04:19:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer