Tu Jaisi Bhi Hai Eh Zindagi, Mujhe Tujhse Pyaar Hai......

by khwaish on May 12, 2009, 05:11:05 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 16560 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: May 18, 2009, 04:02:30 AM »
Reply with quote
wah wah wah kaya baat hai khwaish ji... bahoot khoob..

good work Angel and sajid
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 20, 2009, 06:59:58 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah bohat khoob Khwaish ji ...

Wah bohat khoob Celmira sis...

wah bohat khoob Sajid ji...


Thankyou Soo Much Honey!! Usual Smile
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: May 20, 2009, 07:02:11 PM »
Reply with quote
Wah wah, very very nice Khwaish Ji and Celmira Ji ...


Jasbir Singh
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 29, 2009, 06:25:01 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah bohat khoob Khwaish ji ...

Wah bohat khoob Celmira sis...

wah bohat khoob Sajid ji...


Thankyou Sooo Much Honey!!! Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 29, 2009, 06:38:52 PM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Achcha LIkha Hai, Apne, KHwaish Bhai,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: June 22, 2009, 06:19:12 AM »
Reply with quote
Bahut accha likha hai Khwaish bhaiya. Daad hazir hai ji  Thumbs UP


Bahut Bahut Shukriya Roja...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: June 29, 2009, 01:00:18 AM »
Reply with quote
Yeh Kavita Ek Aise Ehsaas Par Likh Raha Hoon ke Chaahe Zindagi mein Mushkile Ho,Zindagi Ki Raahon Mein Dard Aur Gham Ke Basera Ho phir Bhi Insaan Ko Yehi Sochna Chaahiye Ke Chaahe Kuch Bhi Ho,Mujhe Inn Halaat Se Guzar Kar Nikharna  Hai,Issi Soch par yeh Baat Kehta Hoon Ke Tu Jaisi Bhi hai Eh Zindagi,Mujhe Tujhse Pyaar Hai!!!!

Haulso Ko Hado Tak Aazmaaya Karti Hai,
Nayi-Nayi Mushkile De Kar Mujhe Sataya Karti Hai,
Pal Do Pal Ka Bhi Nahi Mujhe Tujh Par Aitbaar hai!!!

Par Tu jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

Jab Bhi Apni Himmat Ko Jodta Hoon,
Tu Woh Himmat Ko Tod Deti Hai,
Jis Raah Par Chalna Seekhta Hoon,
Tu uss Raah Ko Hi Mod Deti hai,
Main Aur meri Manzil Ke Beech Khadi Hui,
Tu Ek Deewar Hai!!!

Par Tu Jaisi bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

Thokare Khaata Hoon Par Phir bhi Muskuraata Hoon,
Gile-Shikwo Ko pal Bhar Mein Bhool Jaata Hoon,
Saansein lena Bhi Ab To Jaise Ek Karobaar Hai!!!

Par Tu Jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

khwaabo Ki Duniya Mein Basar Karta Hoon,
Teri Haqeeqat Mujhe Daraati Hai,
Main Phir bhi teri Qadar Karta Hoon!!
Kyonki Waqt Aur Halaat Ke Haath Mein,
Har Shaks Lachaar Hai!!!

Par Tu Jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

Tu Jab Bhi Muskraane Ka Mauka Deti Hai,
Muskura Leta Hoon,
Unn Lamho Ko umar Bhar ke Liye,
Dil Mein Apne Qaid Kar Leta Hoon,
Apne Naseeb Par Kis ko Yaah Ikhtiyaar Hai!!!

Tu jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

"Khwaish" Ashko ke Lehar mein Beh Jaata Tha,
Par Ab Samaj Aaya Ke Aaj Ke Daur mein,
Apne Khaamiyon Par Ashk Bahana To Jaise Bekaar Hai!!
Jo Apne Jazbaaton Se Ubhar Ke Nikhre,
Wahi Samajdaar Hai!!

Iss Liye To Kehta Hai "Khwaish",
Ke Tu Jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

        ~~~~~Khwaish~~~~~


A wonderful Creation Khwaish ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: June 29, 2009, 05:45:15 AM »
Reply with quote
wah wah wah kaya baat hai khwaish ji... bahoot khoob..

good work Angel and sajid

Bahut Bahut Shukriya pooja...
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #23 on: June 29, 2009, 05:51:21 AM »
Reply with quote
subhan allah khuwiesh sahab pahele do misron me wah ki jaga ahh nikal gayi kya hi beshqimti kalam pesh ki hai janab tarif karna qaqsar ke bas me nahi .. allah apke kalamo ko miyari izzath de !! Ameen !!


Qadeertoopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 30, 2009, 05:53:42 PM »
Reply with quote
Wah wah, very very nice Khwaish Ji and Celmira Ji ...


Jasbir Singh


Bahut bahut Shukriya Jasbir Paaji.. icon_flower
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #25 on: August 30, 2009, 06:11:22 PM »
Reply with quote
areeeee...maine kaise itni late aayi iss thread par...

Sach mein....bahut hi khuuuuuuub likha hai aapne Khwaish ji....sach hi kha hai aapne ..zindagi bahut khubsurat hoti hai jo sirf ek baar milti hai...zindagi se hamesha pyaar hi karna chahiye.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: October 02, 2009, 02:57:55 PM »
Reply with quote
wah wah wah kaya baat hai khwaish ji... bahoot khoob..

good work Angel and sajid

bahut Bahut Shukriya pooja
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: August 16, 2010, 02:47:41 PM »
Reply with quote
subhan allah khuwiesh sahab pahele do misron me wah ki jaga ahh nikal gayi kya hi beshqimti kalam pesh ki hai janab tarif karna qaqsar ke bas me nahi .. allah apke kalamo ko miyari izzath de !! Ameen !!


Qadeertoopchi

Pasand Farmaane Ke Liye Aapka Teh dil se Shukriya Qadeer Bhai..

Par Aajkal Aap Ho Kaha??
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: May 07, 2011, 10:22:41 AM »
Reply with quote
areeeee...maine kaise itni late aayi iss thread par...

Sach mein....bahut hi khuuuuuuub likha hai aapne Khwaish ji....sach hi kha hai aapne ..zindagi bahut khubsurat hoti hai jo sirf ek baar milti hai...zindagi se hamesha pyaar hi karna chahiye.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Haanji Pooja, Zindagi Se Pyaar Hi Karna Chahiye Humein Par wahin To Hum Nahi Kar Paate...

Aapne apna waqt diya..aapka bahuttttttt bahutttt shukriya


Logged
sbechain
Guest
«Reply #29 on: May 07, 2011, 10:29:21 AM »
Reply with quote
Yeh Kavita Ek Aise Ehsaas Par Likh Raha Hoon ke Chaahe Zindagi mein Mushkile Ho,Zindagi Ki Raahon Mein Dard Aur Gham Ke Basera Ho phir Bhi Insaan Ko Yehi Sochna Chaahiye Ke Chaahe Kuch Bhi Ho,Mujhe Inn Halaat Se Guzar Kar Nikharna  Hai,Issi Soch par yeh Baat Kehta Hoon Ke Tu Jaisi Bhi hai Eh Zindagi,Mujhe Tujhse Pyaar Hai!!!!

Haulso Ko Hado Tak Aazmaaya Karti Hai,
Nayi-Nayi Mushkile De Kar Mujhe Sataya Karti Hai,
Pal Do Pal Ka Bhi Nahi Mujhe Tujh Par Aitbaar hai!!!

Par Tu jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

Jab Bhi Apni Himmat Ko Jodta Hoon,
Tu Woh Himmat Ko Tod Deti Hai,
Jis Raah Par Chalna Seekhta Hoon,
Tu uss Raah Ko Hi Mod Deti hai,
Main Aur meri Manzil Ke Beech Khadi Hui,
Tu Ek Deewar Hai!!!

Par Tu Jaisi bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

Thokare Khaata Hoon Par Phir bhi Muskuraata Hoon,
Gile-Shikwo Ko pal Bhar Mein Bhool Jaata Hoon,
Saansein lena Bhi Ab To Jaise Ek Karobaar Hai!!!

Par Tu Jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

khwaabo Ki Duniya Mein Basar Karta Hoon,
Teri Haqeeqat Mujhe Daraati Hai,
Main Phir bhi teri Qadar Karta Hoon!!
Kyonki Waqt Aur Halaat Ke Haath Mein,
Har Shaks Lachaar Hai!!!

Par Tu Jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

Tu Jab Bhi Muskraane Ka Mauka Deti Hai,
Muskura Leta Hoon,
Unn Lamho Ko umar Bhar ke Liye,
Dil Mein Apne Qaid Kar Leta Hoon,
Apne Naseeb Par Kis ko Yaah Ikhtiyaar Hai!!!

Tu jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

"Khwaish" Ashko ke Lehar mein Beh Jaata Tha,
Par Ab Samaj Aaya Ke Aaj Ke Daur mein,
Apne Khaamiyon Par Ashk Bahana To Jaise Bekaar Hai!!
Jo Apne Jazbaaton Se Ubhar Ke Nikhre,
Wahi Samajdaar Hai!!

Iss Liye To Kehta Hai "Khwaish",
Ke Tu Jaisi Bhi Hai Eh Zindagi,
Mujhe Tujhse Pyaar Hai....

        ~~~~~Khwaish~~~~~


aapki ye nazam positive aatitude develope karna sikhaati hai good and good
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 09, 2025, 12:14:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]

[January 03, 2025, 08:59:41 AM]

[January 03, 2025, 06:32:16 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer