<>*Tujhse begaane hum rehte hain.*<>

by *KasaK*....Dil Ki on August 29, 2010, 09:28:44 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1534 times)
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
Reply with quote
<>*Tujhse begaane hum rehte hain.*<>

har dard wo muskurake sehte hain
jo kisise sachchi mahobbat karte hain

ye ashk jo kisiki yaad me behte hain
ye roz hi ik nai gazal likhte hain

khwabon me jhilmilate hain jo chaand sitare
wo aankh khulte hi sulagte koyle se dikhte hain

angaaron pe chal padte hain ye kadam
jab saamne khade mere mehbub mujhe dikhte hain

kya kahe ye kasak hai kaisi iss dil me
jo tere hoke bhi tujhse begaane hum rehte hain......!!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #1 on: August 29, 2010, 09:41:35 AM »
Reply with quote
Badi dil choone wali nazm likhi hai Anamika di..! Bahaut khoob..! Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 29, 2010, 12:28:52 PM »
Reply with quote
<>*Tujhse begaane hum rehte hain.*<>

har dard wo muskurake sehte hain
jo kisise sachchi mahobbat karte hain

ye ashk jo kisiki yaad me behte hain
ye roz hi ik nai gazal likhte hain

khwabon me jhilmilate hain jo chaand sitare
wo aankh khulte hi sulagte koyle se dikhte hain

angaaron pe chal padte hain ye kadam
jab saamne khade mere mehbub mujhe dikhte hain

kya kahe ye kasak hai kaisi iss dil me
jo tere hoke bhi tujhse begaane hum rehte hain......!!!

Waah Waah Waah!!!!

Bahut bahut Khoob Anuji..Aapke Kya Kehne Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #3 on: August 29, 2010, 01:52:00 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Tujhse behad mahobbat karte hain hum
Kuchh majboori hai keh nahi sakte hum

Dil me basaa hai, tujhe,roj milte hain hum
Rubaru tere kabhi ho nahi paate hain hum

Samajhta hoga dil tera bhi meri chahat ko
Jaanta hai tu bhi hai ye jo uss rukaavat ko





<>*Tujhse begaane hum rehte hain.*<>

har dard wo muskurake sehte hain
jo kisise sachchi mahobbat karte hain

ye ashk jo kisiki yaad me behte hain
ye roz hi ik nai gazal likhte hain

khwabon me jhilmilate hain jo chaand sitare
wo aankh khulte hi sulagte koyle se dikhte hain

angaaron pe chal padte hain ye kadam
jab saamne khade mere mehbub mujhe dikhte hain

kya kahe ye kasak hai kaisi iss dil me
jo tere hoke bhi tujhse begaane hum rehte hain......!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: August 29, 2010, 06:13:54 PM »
Reply with quote
Kasak Jee Aadaab!

Aik bahut achchi koshish per humari aur daad,
Khayaal to aapke umdaa hai i par lafzoN meiN dhala bhi khoob hai aapne..... Aur yeh jo ashaar kahe naa aapne realy mindblowing...

Yeh ashak jo kisiki yaad meiN bahete hai
eh roz hi ek nayi gazal likhate hai         



Likhati rahiye
Khush rahiye...

         

Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #5 on: August 29, 2010, 06:19:02 PM »
Reply with quote
Kasak Jee Aadaab!

Aik bahut achchi koshish per humari aur daad,
Khayaal to aapke umdaa hai i par lafzoN meiN dhala bhi khoob hai aapne..... Aur yeh jo ashaar kahe naa aapne realy mindblowing...

Yeh ashak jo kisiki yaad meiN bahete hai
eh roz hi ek nayi gazal likhate hai         



Likhati rahiye
Khush rahiye...

         



parwaz ji aapse ye sunna k achcha likha hai badi khushi deta hai..yunhi kehte rahiye....

thnx alot for appreciation
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #6 on: August 29, 2010, 06:45:45 PM »
Reply with quote
jAANTE HAIN HUM...ye koi nayee baat nahi hai ji..... Winking
kavita achhi hai ji.... Clapping Smiley

Kuchh na kaho,Jaante hain hum
Khafa-khafa humse rehte ho tum

Mann he mann ghuut-te ho tum
Par ufffff bhi nahi karte ho tum

Humnaam humraaz sab hain kehne ko
Batlaao phir kyu begaane se rehte ho


<>*Tujhse begaane hum rehte hain.*<>

har dard wo muskurake sehte hain
jo kisise sachchi mahobbat karte hain

ye ashk jo kisiki yaad me behte hain
ye roz hi ik nai gazal likhte hain

khwabon me jhilmilate hain jo chaand sitare
wo aankh khulte hi sulagte koyle se dikhte hain

angaaron pe chal padte hain ye kadam
jab saamne khade mere mehbub mujhe dikhte hain

kya kahe ye kasak hai kaisi iss dil me
jo tere hoke bhi tujhse begaane hum rehte hain......!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: August 29, 2010, 10:48:00 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

bahut pyaari kavita likhi hai aapne Kasak ji... bahut khoob...!!!
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #8 on: August 30, 2010, 06:49:00 AM »
Reply with quote
<>*Tujhse begaane hum rehte hain.*<>

har dard wo muskurake sehte hain
jo kisise sachchi mahobbat karte hain

ye ashk jo kisiki yaad me behte hain
ye roz hi ik nai gazal likhte hain

khwabon me jhilmilate hain jo chaand sitare
wo aankh khulte hi sulagte koyle se dikhte hain

angaaron pe chal padte hain ye kadam
jab saamne khade mere mehbub mujhe dikhte hain

kya kahe ye kasak hai kaisi iss dil me
jo tere hoke bhi tujhse begaane hum rehte hain......!!!

har dard ko muskura kar sahne ki aadat hai hamen
har gam se dil lagane ki aadat hai hamen
hamen to kisi ne apna banaya nahi
par har kisi ko apna banane ki aadat hai hamen

aankhon me sapne hamne dekhe the kai
sajaye the chand sitaron ko khwabon me
ab to tanhaiyon ki mashaal sulgati hai
aag nikalti hai pyaar ki rubaiyon me
tanha baith kar rone ki aadat hai hamen

likha karty the gajal kal ham kisi ke naam par
aaj aati hai nafrat dil me uski ke naam par
aise aag lagti hai dil me jaise sulag raha jahan ho
aaj rota hu har pal mai uski ke naam par
fir bhi pyaar karne ki usko aadat hai hamen
Logged
Rahi2001
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
5 days, 19 hours and 8 minutes.

ミ★яαнι★彡¤ℓσνє¤ ●๋•кιηg σƒ ωαソ●๋•

Posts: 745
Member Since: Nov 2008


View Profile WWW
«Reply #9 on: August 30, 2010, 06:52:33 AM »
Reply with quote
diiiiiiiiiiiiiii bhut acha likha hai aap ne
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: August 31, 2010, 01:29:13 AM »
Reply with quote
<>*Tujhse begaane hum rehte hain.*<>

har dard wo muskurake sehte hain
jo kisise sachchi mahobbat karte hain

ye ashk jo kisiki yaad me behte hain
ye roz hi ik nai gazal likhte hain

khwabon me jhilmilate hain jo chaand sitare
wo aankh khulte hi sulagte koyle se dikhte hain

angaaron pe chal padte hain ye kadam
jab saamne khade mere mehbub mujhe dikhte hain

kya kahe ye kasak hai kaisi iss dil me
jo tere hoke bhi tujhse begaane hum rehte hain......!!!

Bahut khoob Anamika Ji
Logged
nirala
Guest
«Reply #11 on: March 30, 2011, 05:51:20 PM »
Reply with quote
ye jo zindgi hai bahot se khel dikhati he
chahat ho kisi se to ye beinteha rulaati he

har dard ko sah jaati ye mohabt me
ashko ko bhi chipakar naino me hotho se jhuthi muskurati he

kabhi wo kahalwati bewafa apne hi mehbub ko
to kabhi sach ko hi jhuthlaati hai

ye to aap jaise deewane he jo
kabi mohabt to kabhi maut ko bhi……
zindagi ka naam de jaati hain
””
uff pta nhi me kya kya likh gaya.
maaf karna aat mujhe.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 09:36:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer