~~Umar - Jisam - Rooh~~

by Pooja on October 16, 2008, 09:15:11 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3857 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: October 17, 2008, 11:47:52 AM »
Reply with quote
bahut ache kantai aur sajid saheb.. Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ROOH by Nedura! in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Rooh by NIDA007 in Shayri for Khumar -e- Ishq
ROOH by Guest in Love Poetry in Punjabi
Rooh ko rooh, na jaaney kahaan bulaatee hai? by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
jisam by pkgoyal in Hindi Poets
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: October 17, 2008, 11:55:50 AM »
Reply with quote
Kyon Baithe hai woh yuh udaasi se
Yeh Umar, Jism, Rooh hisse hai Zindagi ke,
Mil-Jhool Kar Raha karo Zindagi Bhar Ke Saathi Se....


Umar Ki Soch, Woh Kare, Jo Zinda Dil Na Ho,
Kyon Guzar Rahe Ho Aap, Inn Khayalo Ki Sard Ghaati Se....


Pakad Saka Na Koi Waqt Ka Daaman,
Na Umar Ki Raah Rok Saka Koi,
Inn Sab Ki Apni Chaal hai,Yeh Chalte Hai Apni Azaadi se....


"KHWAISH" Hawa Ki Rukh se alag apni manzil ko na Dhoond,
Jism Aeena hai Aur Rooh Apni Parchai,
Mil-Jhool Kar Raha kar Apne Umar bhar ke saathi se...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: October 17, 2008, 04:04:02 PM »
Reply with quote
SAJHE_DARI HAIN YEH JISM AUR ROOH KI PYARI
YEH BAAT KUCH KUCH HAIN SAMAJ AAYEE
JAZBA THA ROOH KA MAZBOOT JUNG ME
AUR JISM NE HAS KAR GARDAN KATWAIEE

                      -SG-


Nice lines SG JI!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: October 17, 2008, 04:11:35 PM »
Reply with quote

Bahut Bahut Khoob Pooja!!! Applause Applause Applause

Iss Topic Par likhna asaan nahi, aapne bakhoobi likha..
bahut ache  Clapping Smiley Clapping Smiley


Bahoot bahoot shukaria Khwaish ji.. jo man mai tha waise wo sahi tarah se nahi likh saki.. jab mood bana tab dobara koshish karugi..

Apne behad acha likha hai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: October 17, 2008, 04:12:17 PM »
Reply with quote
Thanks Bhawna, Honey, Shally and Syednaami ji!!

App sab bhi kuch likhte to acha lagta!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #20 on: October 17, 2008, 05:16:34 PM »
Reply with quote
Bahoot bahoot shukaria Khwaish ji.. jo man mai tha waise wo sahi tarah se nahi likh saki.. jab mood bana tab dobara koshish karugi..

Apne behad acha likha hai!!

thanx a lot pooja...main khud bhi shayad jo likhna chahta tha, na likh saka..phir se zaroor koshish hogi.. Thumbs UP
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: October 17, 2008, 05:50:07 PM »
Reply with quote
Kyon Baithe hai woh yuh udaasi se
Yeh Umar, Jism, Rooh hisse hai Zindagi ke,
Mil-Jhool Kar Raha karo Zindagi Bhar Ke Saathi Se....


Umar Ki Soch, Woh Kare, Jo Zinda Dil Na Ho,
Kyon Guzar Rahe Ho Aap, Inn Khayalo Ki Sard Ghaati Se....


Pakad Saka Na Koi Waqt Ka Daaman,
Na Umar Ki Raah Rok Saka Koi,
Inn Sab Ki Apni Chaal hai,Yeh Chalte Hai Apni Azaadi se....


"KHWAISH" Hawa Ki Rukh se alag apni manzil ko na Dhoond,
Jism Aeena hai Aur Rooh Apni Parchai,
Mil-Jhool Kar Raha kar Apne Umar bhar ke saathi se...


Bohot achcha likha hai Khwaish Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: October 18, 2008, 06:15:30 AM »
Reply with quote
Kyon Baithe hai woh yuh udaasi se
Yeh Umar, Jism, Rooh hisse hai Zindagi ke,
Mil-Jhool Kar Raha karo Zindagi Bhar Ke Saathi Se....


Umar Ki Soch, Woh Kare, Jo Zinda Dil Na Ho,
Kyon Guzar Rahe Ho Aap, Inn Khayalo Ki Sard Ghaati Se....


Pakad Saka Na Koi Waqt Ka Daaman,
Na Umar Ki Raah Rok Saka Koi,
Inn Sab Ki Apni Chaal hai,Yeh Chalte Hai Apni Azaadi se....


"KHWAISH" Hawa Ki Rukh se alag apni manzil ko na Dhoond,
Jism Aeena hai Aur Rooh Apni Parchai,
Mil-Jhool Kar Raha kar Apne Umar bhar ke saathi se...



udaaas nahi yah to dil ki baat hai
Jisam aor Rooh ke ladai ab aamm baat hai
rooh ke armaan jisam per sajaye nahi jaate
Jisam ke ilzaam rooh se nibhaye nahi jaate
Logged
k.shael
Guest
«Reply #23 on: October 18, 2008, 06:24:53 AM »
Reply with quote
POOJA DIDI CHOTI SI KOSHISH KI HAI KUCH
LIKHNE KI UMEED HAI AAP SABKO PASAND AAYEGA,


"CHOOTI SI UMAR NE KAYI RANG ISS DUNIYA
KE DIKHA DIYE,ROOH KI CHAHTO NE KAYI
JAGHO KE DHAKKE KHILWA DIYE,JISM NE TO
KHUSH KIYA KAYIYO KO PAR MERE HI HISSE
GAMM LIKHWA DIYE",

"APNI UMAR KO KISS TARAAZO ME TOLE HAM
KI AABHI TO ROOH KI TASSALI ME BAHUT
KUCH PAANA HAI,

JISM TO SAATH DETA HAI MAGAR KISMAT BHI
AGAR DE DE SAATH TO ISS UMAR AUR ROOH KE
BANDISHO KO TOD DE HAM,

HAI CHAHTE BEINTAHA ROOH KI MAGAR KHUDA
KI REHMAT HO TO MUJHE INN SAB KE SAATH
HOKAR BAHUT DOOR JAANA HAI",

BY. K.SHAEL

Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: October 18, 2008, 06:39:28 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai shael, bahoot khoob... yah lines to kamal ki likh di hai apne.....

"CHOOTI SI UMAR NE KAYI RANG ISS DUNIYA
KE DIKHA DIYE,ROOH KI CHAHTO NE KAYI
JAGHO KE DHAKKE KHILWA DIYE,JISM NE TO
KHUSH KIYA KAYIYO KO PAR MERE HI HISSE
GAMM LIKHWA DIYE",
Logged
k.shael
Guest
«Reply #25 on: October 18, 2008, 06:45:49 AM »
Reply with quote
 notworthy
SHUKRIYA DIDI,
AACHA LAGTA AGAR AAP BHI
2 LINES NAZAR KARTI TO...
BY. K.SHAEL
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: October 18, 2008, 06:57:54 AM »
Reply with quote
Koshish ki hai Shael.. shayad apko pasand aye...

rang dunia ke dekh kar, rooh yeh preshan hai
Jisam chal raha hai apni chaal, isko bhi kaha araam hai
asar dikhta hai zisam per, rooh to sambhal se jaati hai
Rooh ke armmano per, kab kaha koi viraam hai

kabhi yah to kabhi wo sapne dikhati hai
jisam se milta nahi jab sath, bharak jaati hai
dekh aaine main, Pooja dono samjhati hai
kuc h iski, kuch uski, dono ko manati hai

isi kash m kash main zindagi gujarati jaati hai
kabhi umar to kabhi rooh jeet jaati hai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #27 on: October 18, 2008, 08:02:39 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB LIKHA DIDI,
BY. K.SHAEL

KYA KHOOB KHUDA NE NIYAMTE BHAKSHI HAI
INSAAN KO,
ROOH FARMAATI HAI ISHQ MASOOMIYAT SE,AUR
CHOT JISM KO LAGTI HAI,
AUR UMAR ISHQ KI USS MASOOMIYAT KA KHAMIYAZA
BHUGAT.TI HAI...
Logged
Talat
Guest
«Reply #28 on: October 18, 2008, 05:05:05 PM »
Reply with quote

rooh ke armaan jisam per sajaye nahi jaate
Jisam ke ilzaam rooh se nibhaye nahi jaate

Applause Applause Applause Bohot gehri baat kahi hai Pooja
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: October 18, 2008, 05:06:13 PM »
Reply with quote
Very nice creations Pooja, Shael  Applause
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 15, 2025, 10:29:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer