manjum
Guest
|
Waqt ki deewar par Ek poster si zindgi...
Kuchh ruke Rukkar padha kuchh ne ruk kar sirf dekha Kuchh ne dali ek nazar aur chal diye.....
kuchh ne noucha bin padhe hi aur kuchh the khikhila kar hans diye.....
Bheed thi bhari magar apne nahi the ek chubhan thi aankh main sapne nahin the...
dard tha bas dard tha.. chain ka zara sa marham nahin tha...
dard ki deewar par ek poster si zindgi...
manju "mann"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 15, 2011, 06:47:28 AM » |
|
hmm…… zindgi ke kitne roop dekne ko milte hain yo par… good
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 15, 2011, 06:52:48 AM » |
|
thanks......niralaji......zindgi hai hi esi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 15, 2011, 07:13:55 AM » |
|
kabhi khushaal kabhi bahaal kabhi satranghj kabhi berang…… yahi hai zindgi……
mere khyaal se sirf ehsaaso ka naam hai zindgi jesi soch bas wesi zindgi………
ab is topic par kabi kuch nai likhna muje…
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 15, 2011, 07:16:49 AM » |
|
han ji niralaji sach kaha aapne..... jaisi socho waisi hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 15, 2011, 07:22:15 AM » |
|
bahut bahut shukriya khwaishji....
sath rahiega sada......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 15, 2011, 08:31:15 AM » |
|
wahhhhhhhhhh
manju ji kya baat he maja aa gaya .........sabse alag aur hat ke theme he apki is post ki is baar.........really very wonderful though and deep feelings from heart........behtareen peshkash....
ek request he apse........apne jo poster word use kiya he ho sake to use hata de aur uski jagah tasveer use kare........
actually apne bht seriously likha he aur poster word english ka he to match nahi ho raha he aur poetry ki seriousnes ko break kar raha he......
once again congrats for this lovely poetry......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 15, 2011, 08:38:13 AM » |
|
bahutbahut shukriya metrixji... aap ka sujhao acha hai par poster aur tasvir main bahut fark hai... tasvir saheji jati hain.. sambhali jati hain aur poster.. ek bar kisi deewar par chipka diya gaya fir use chipkane wala bhi nahin dekhta ki uska kya hua... pata nahin esa hamne tab bhi socha tha jab likha aur abhi bhi yahi lagta hai...... so poster hi thik hai....
aap ka bahut bahut shukriya jo aapne itna pasand kiya... hame laga sab ko atpata sa lagega...
thanks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #9 on: April 15, 2011, 01:20:23 PM » |
|
boht acha or sacha likha manjum ji .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 15, 2011, 01:35:00 PM » |
|
bht bht khoob manju ji....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 15, 2011, 02:39:45 PM » |
|
Waqt ki deewar par Ek poster si zindgi...
Kuchh ruke Rukkar padha kuchh ne ruk kar sirf dekha Kuchh ne dali ek nazar aur chal diye.....
kuchh ne noucha bin padhe hi aur kuchh the khikhila kar hans diye.....
Bheed thi bhari magar apne nahi the ek chubhan thi aankh main sapne nahin the...
dard tha bas dard tha.. chain ka zara sa marham nahin tha...
dard ki deewar par ek poster si zindgi...
manju "mann"
Sache ehsaas bahut khoob lage hume .. Manjum Ji ! ek umdaa rachna ko janam dene ki tahe dil se daad hazir hai ... qubuul famaayeN ... yunhi likhte rahen ... khush rahen ... duaaoN ke saath ... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 16, 2011, 03:53:25 AM » |
|
bahut bahut shukriya saahilji..... sath rahie....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #13 on: April 16, 2011, 03:55:10 AM » |
|
bahut bahut shukriya priyaji....
yun hi sath rahie....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #14 on: April 16, 2011, 03:57:07 AM » |
|
bahut bahut shukriya anshuji.....
aapki daad aur duaye sar aankhon par.... yun hi sath rahiega...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|