Talat
Guest
|
«Reply #15 on: July 10, 2005, 05:59:24 PM » |
|
Bohot Khoob Nikki........ bohot achcha hai..... !!!!!!!!!!
Wo mere ghar ka kona wo mera raazdar Kabhi bana hai saathi kabhi ghumgusaar Dekhi hai kabhi usne meri chulbuli hansi Aur kabhi dekha hai rote hue zaarozaar!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #16 on: July 10, 2005, 06:02:31 PM » |
|
socha na tha zindagi mein aise pal bhi ayenge jab hum insaano ke sang nahi apni khidki ke sang waqt bitayenge
khushi milegi mujhe is be-jaan khidki se main baatein karungi isse aur isse jawaab bhi mil jayenge bahoot khoob choti :thumb:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #17 on: July 10, 2005, 06:07:59 PM » |
|
Thanx Talat sis n Humtum
very nice TALAT sis..........beautifull.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #18 on: July 10, 2005, 06:12:34 PM » |
|
Bohot Khoob Nikki........ bohot achcha hai..... !!!!!!!!!!
Wo mere ghar ka kona wo mera raazdar Kabhi bana hai saathi kabhi ghumgusaar Dekhi hai kabhi usne meri chulbuli hansi Aur kabhi dekha hai rote hue zaarozaar!!!! waah talat ji ghar ki sari nishaniya yaad aati hai mujhey har ik baat wha ki sari raat rulati hai mujhey pal bhad ke jha mein itna bda hua woh sari khaniya yaad aati hai mujhye !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #19 on: July 10, 2005, 06:16:25 PM » |
|
very touching humtum........................................... .....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #20 on: July 10, 2005, 06:26:43 PM » |
|
Thanks Nikki and Humtum ..... and very touching Humtum !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #22 on: July 10, 2005, 08:51:09 PM » |
|
Very touching n emotional ................Humtum.....
jitne bhi bade ho jaye hum nahi bhool paate us bachpan ko jab bhi yaad aati hai ghar ki uski diwarein,uska aangan uski chat aur woh khidkiyan har cheez khayalon mein jinda ho jaati hai woh ghar hamara, jahan hum pal kar bade hue hain woh jeevan bhar ka saathi hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #23 on: July 12, 2005, 06:29:28 PM » |
|
Very Nice Nikki.... and Humtum....................... !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #24 on: July 12, 2005, 06:59:20 PM » |
|
Yaad aa raha hai mere ghar ka wo aangan Jahan neem ka wo purana darakht hota tha Kitni chirhiya baithti theen uski daaliyon par Wo manzar kitna dil ko khushii deta thaa Wo din pyaare ab kabhi laut ke na aayenge Par yaadon me meri ghar ka wo mera kona... humesha rahega mehekta........................ !!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #25 on: July 15, 2005, 06:31:19 AM » |
|
Thanx Talat sis...........n very nice .............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #26 on: July 15, 2005, 05:19:57 PM » |
|
mere ghar ka sabse khoobsorat kona woh jahan maine bahut se mausam bitaye hain
jahan aate jaate logon ko dekha hai unke aane jaane ka waqt bhi abb to yaad hai mujhe
jabb koi bus sadak se hokar guzarti hai aur koi bahar bhaagta hua nazar aata hai mujhe bhi kuch pal poorane yaad aate hain woh guzre zamaane laut aate hain
jabb bhi khud ko akela paati hun jakar ussi kone mein waqt bitaati hun
issi kone ne mujhe duniya se milaya hai bahut se aane jaane walon se taruff karwaya hai
jab bhi bache bahar khelne aate hain,shor machaate hain mujhe bhi wapis mere bachpan mein le jaate hain woh be.fikr din,woh mum-dad ka pyar woh naani ki kahaniya...sabb yaad aate hain
yeh kona mere har pal ka saathi hai issi ke sang rona issi se khushi bhi mil jaati hai
issi ne baante hain sukh to bataya hai gum bhi kabhi main yahan hasti hun to kabhi ho jaati hai aankh num bhi
abb yeh ghar ka koona meri zindagi ka hissa ban gaya hai woh na bhoolne wala kissa ban gaya hai salamat rahe yeh dosti hamaari mujhe bahut pasand hai yeh meri "KHIDKI" (window) pyaari
wah nikki sis,kya khoob jazbaaton ko pesh kiya hai aapne,lovely . And tooo good Talat and humtum.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #27 on: July 23, 2005, 07:06:39 PM » |
|
Thanx a million Nidhi sis............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pradeep_k_in
Guest
|
|
«Reply #28 on: August 02, 2005, 08:37:14 AM » |
|
Es khidki ko tum Be-jaan na samjhna Apne es tanhaye ko Apne paas hi rakhna
Ye wo khidki hai jo ruswai me ssath dete hai Es Be-jaan se khidki ko Apn kadardan hi samjhna
Pradeep [
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #29 on: August 02, 2005, 06:35:50 PM » |
|
nice one Pradeep.......................................... ...............................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|