woh mere ghar ka kona

by nikki on July 08, 2005, 03:01:27 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Author  (Read 9199 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #90 on: June 21, 2006, 03:32:12 PM »
Reply with quote
thanx ranju
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuchh andhere mere Ghar Raushni se ho gaye... by sharmaarunkumar in Ghazals
MERE GHAR KE SAAMNE by manoj12021989 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere dil mein yeh ghar tera hi rahega by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Mere is aakhiri ghar ki....... by Satya.patel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
-Aaye They Mere Ghar Mein- by HumTum in Shayri-E-Dard
ranjana
Guest
«Reply #91 on: June 23, 2006, 06:16:59 AM »
Reply with quote
shukriya Tabassum.................

kabhi kabhi diware bhi apna dard bolti hain
apne dil ke raaz woh ghar ke kono se kholti hain
aayega ek din woh yahan jarur  
jinke liye hamne saza ke rakha hai yeh ghar
yeh baat hawa ke rukh ke hilti khirkiyaan bolti hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #92 on: July 02, 2006, 05:55:39 PM »
Reply with quote
thanx n nice one Ranjana di..

ghar wahi hai..diwarein bhi waisi hi hain
magar inmein rehne wale log badal gaye hain
kissi ki kissi se surat aur sirat nahi milti
sabke jeene ke dhang badal gaye hain
aise jaise waqt ke saath diwaron ke rang badal gaye hain
Logged
ranjana
Guest
«Reply #93 on: July 03, 2006, 01:19:19 AM »
Reply with quote
shukriya Nikki bahut sahi likha hai.............


ghar wahi  diwaare wahi halat badal jaate hain
ghar ko ghar banaane waale  hi usko makaan bana dete hain
aate hain jaate hain musafiro.n ki tarah yahan
chekate hue ghar ke kono ko sunsaan bana jaate hain
Logged
nikki
Guest
«Reply #94 on: July 04, 2006, 04:37:30 PM »
Reply with quote
so true Ranjana di...

ghar ko ghar banaye rakho
varna pachtaoge
agar na mili rehne ko chatt
aur ache-bure waqt mein saath dene vaale ghar wale
to khud hi socho bahri duniya mein kahan jaoge
Logged
ranjana
Guest
«Reply #95 on: July 05, 2006, 01:57:24 AM »
Reply with quote
nice one Nikki.............

kabhi kabhi jindagi ka ajba sa manzar hota hai
khud hi saaja  ke ghar ko khud hi sarhaana padta hai
aata nahi hai darwaaze per dastak dene bhi koi
ghar ke har kone se khud hi batiyaana padta hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #96 on: September 08, 2006, 04:48:25 PM »
Reply with quote
so nice Majid....

ghar ki dehleez pe jakar ruk jaati hun
yeh woh ghar to nahi..jahan abb khud ko akela paati hun
iska to rang roop badal gaya hai
jo suraj yahan roshni kiya karta tha woh bhi doob gaya hai
jaane kiski buri isko nazar lag gayi hai
jo lagaya tha maine bade pyar se
woh aam ka buta bhi sookh gaya hai

kya abb iss ghar ki haalat ho gayi hai
jaise kissi ki buri nazar ki bijli iske seene se abhi hokar gayi hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #97 on: September 09, 2006, 05:21:32 PM »
Reply with quote
bahut khoob nikki ....

shaam hote hi kabhi yeh mehek sa jaata hai
kabhi dhup ke saaye mein pighal sa jaata hai

chipa hai yahan har jagah bas ek apnapan sa
yeh mere ghar ka kona mere liye janat bhi ban jaata hai

har jagah faili hai yahan wafa ki khusboo
mere ghar ka har kona bas tere aane se hi muskarta hai!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #98 on: September 10, 2006, 02:45:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob nikki ....

shaam hote hi kabhi yeh mehek sa jaata hai
kabhi dhup ke saaye mein pighal sa jaata hai

chipa hai yahan har jagah bas ek apnapan sa
yeh mere ghar ka kona mere liye janat bhi ban jaata hai

har jagah faili hai yahan wafa ki khusboo
mere ghar ka har kona bas tere aane se hi muskarta hai!!
Nahi poochhta jise main kabhi anmane man se bhi kabhi
wahi mujhe kabhie-kabie aa aa ke sula jata hai.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #99 on: September 10, 2006, 02:46:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob nikki ....

shaam hote hi kabhi yeh mehek sa jaata hai
kabhi dhup ke saaye mein pighal sa jaata hai

chipa hai yahan har jagah bas ek apnapan sa
yeh mere ghar ka kona mere liye janat bhi ban jaata hai

har jagah faili hai yahan wafa ki khusboo
mere ghar ka har kona bas tere aane se hi muskarta hai!!
Nahi poochhta jise main kabhi anmane man se bhi kabhi
wahi mujhe kabhie-kabie aa aa ke sula jata hai.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #100 on: April 24, 2013, 04:25:48 AM »
Reply with quote
nice nice
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:50:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer