Ye sachchi kahani hai!

by shara63 on February 20, 2014, 06:16:20 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1344 times)
shara63
Guest
Reply with quote
Ye qissa hai na pariyoN ka, na kuchh baateN purani haiN
Humari-aapki duniya ki maujuda, ye sachchi kahaani hai

Ek musavvir ke sab shahkaar hain, sab aulaad aadam ki,
taa-hadd-e-nazar bikhri magar, firqe varana nishaani hai

KaheeN ifraadiyon ke madd me doobe aish-o-ishrat haiN
kaheen par chand tukdo ko jhagadti zindagaani hai

KaheeN mahrumiyat ke chithdoN me lipta masoom bachpan hai
kaheen maye ke pyaloN me chhalakti, bahaki jawaani hai

Hai azmat kaheeN aaraam-farmaN, soney ke mahloN me
KaheeN jhinga odh kar ghurbat, bani footpathon ki raani hai

Ughad kar husn-e-beghairat jhaNkte kaheeN chilman hareeri se
kaheeN boseeda pardoN ke paibandNo me taki ismat puraani hai

Kaheen bin mol bik jaane ko jhat, hai sharm-o-haya tayyar
kaheeN ghairat ko jatan se seeNchta aaNkhoN ka paani hai

Machi hai nafsi-nafsa aasaaishoN ko, kaheeN par badgumaani hai
KaheeN par aalam-e-tanghaali me bhi ubharta, manzar-e-rumani hai

HaiN ibratnaak har-ik baateN, sabaq haiN sab zindgaani ke
chhipa hai haq aur baatil inme, ye qudrat ki nishani hai. !   ....'ainy'
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sachchi dosti............. by Amit Janglan in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Wo Kahani.... by mili_genie in General Stories
Sachchi Jankaari (by Dr HP Pandey) by drpandey in General Stories
sachchi mohabbat(Boby9457) by boby9457 in Shairi - E - Zindagi
sachchi muhabbat by KavitaKavita in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #1 on: February 20, 2014, 06:21:11 PM »
Reply with quote
Ye qissa hai na pariyoN ka, na kuchh baateN purani haiN
Humari-aapki duniya ki maujuda, ye sachchi kahaani hai

Ek musavvir ke sab shahkaar hain, sab aulaad aadam ki,
taa-hadd-e-nazar bikhri magar, firqe varana nishaani hai

KaheeN ifraadiyon ke madd me doobe aish-o-ishrat hain
kaheen par chand tukdo ko jhagadti zindagaani haiN

KaheeN mahrumiyat ke chithdoN me lipta masoom bachpan hai
kaheen maye ke pyaloN me chhalakti, bahaki jawaani hai

Hai azmat kaheeN aaraam-farmaN, soney ke mahloN me
Kahi jhinga odh kar ghurbat, bani footpathon ki raani hai

Ughad kar husn-e-beghairat jhaNkte kaheeN chilman hareeri se
kaheeN boseeda pardoN ke paibandNo me taki ismat puraani hai

Kaheen bin mol bik jaane ko jhat, hai sharm-o-haya tayyar
kaheen ghairat ko jatan se seeNchta aaNkhoN ka paani hai

Machi hai nafsi-nafsa aasaaishoN ko, kaheeN par badgumaani hai
KaheeN par aalam-e-tanghaali me bhi ubhrta manzar-e-rumani hai

HaiN ibratnaak har-ik baateN, sabaq haiN sab zindgaani ke
chhipa hai haq aur baatil inme, ye qudrat ki nishani haiN. !   ....'ainy'

Bahut Bahut Aur Bahut Khoob Shara Jee..

bahut Hi Sanjeeda KhayaloN Ko Apne Lafz Diye...

Bahutttt Ache..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

«Reply #2 on: February 20, 2014, 06:41:26 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya khwahish sb.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009

View Profile
«Reply #3 on: February 20, 2014, 06:52:25 PM »
Reply with quote
WAAAH WAAH WAAAH BOHUT ACHA LIKHA HAI
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: February 20, 2014, 07:24:29 PM »
Reply with quote
Ye qissa hai na pariyoN ka, na kuchh baateN purani haiN
Humari-aapki duniya ki maujuda, ye sachchi kahaani hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ek musavvir ke sab shahkaar hain, sab aulaad aadam ki,
taa-hadd-e-nazar bikhri magar, firqe varana nishaani hai
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
KaheeN ifraadiyon ke madd me doobe aish-o-ishrat haiN
kaheen par chand tukdo ko jhagadti zindagaani hai
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
KaheeN mahrumiyat ke chithdoN me lipta masoom bachpan hai
kaheen maye ke pyaloN me chhalakti, bahaki jawaani hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Hai azmat kaheeN aaraam-farmaN, soney ke mahloN me
KaheeN jhinga odh kar ghurbat, bani footpathon ki raani hai
 tearyeyed tearyeyed tearyeyed tearyeyed Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Ughad kar husn-e-beghairat jhaNkte kaheeN chilman hareeri se
kaheeN boseeda pardoN ke paibandNo me taki ismat puraani hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kaheen bin mol bik jaane ko jhat, hai sharm-o-haya tayyar
kaheeN ghairat ko jatan se seeNchta aaNkhoN ka paani hai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Machi hai nafsi-nafsa aasaaishoN ko, kaheeN par badgumaani hai
KaheeN par aalam-e-tanghaali me bhi ubharta, manzar-e-rumani hai
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
HaiN ibratnaak har-ik baateN, sabaq haiN sab zindgaani ke
chhipa hai haq aur baatil inme, ye qudrat ki nishani hai. !   ....
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
'ainy'

shara ji superlative,mind and mind blowing ji kitni khoobsoorti se aur behtreen andaaz mein zindagi ki haqeeqat ka ek naye andaaz aur alfaaz ka jaama pahnaaya hai aapne ki waqqyi main bilkul kuch kah nahin paa rahi hoon.

ek rau deti hoon jo ki aap ke kalaam ke saamne kuch bhi nahin.meri doa hai aap aisa hi behatreen aur ala tareen kalaam iss bazm ko nazr karte raho icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: February 20, 2014, 07:48:46 PM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #6 on: February 20, 2014, 08:25:40 PM »
Reply with quote
वाह....वाह.....बहुत ही खूब....दिली मुबारकबाद......
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #7 on: February 20, 2014, 09:05:51 PM »
Reply with quote
Insert Quote
Ye qissa hai na pariyoN ka, na kuchh baateN purani haiN
Humari-aapki duniya ki maujuda, ye sachchi kahaani hai

Ek musavvir ke sab shahkaar hain, sab aulaad aadam ki,
taa-hadd-e-nazar bikhri magar, firqe varana nishaani hai

KaheeN ifraadiyon ke madd me doobe aish-o-ishrat haiN
kaheen par chand tukdo ko jhagadti zindagaani hai

KaheeN mahrumiyat ke chithdoN me lipta masoom bachpan hai
kaheen maye ke pyaloN me chhalakti, bahaki jawaani hai

Hai azmat kaheeN aaraam-farmaN, soney ke mahloN me
KaheeN jhinga odh kar ghurbat, bani footpathon ki raani hai

Ughad kar husn-e-beghairat jhaNkte kaheeN chilman hareeri se
kaheeN boseeda pardoN ke paibandNo me taki ismat puraani hai

Kaheen bin mol bik jaane ko jhat, hai sharm-o-haya tayyar
kaheeN ghairat ko jatan se seeNchta aaNkhoN ka paani hai

Machi hai nafsi-nafsa aasaaishoN ko, kaheeN par badgumaani hai
KaheeN par aalam-e-tanghaali me bhi ubharta, manzar-e-rumani hai

HaiN ibratnaak har-ik baateN, sabaq haiN sab zindgaani ke
chhipa hai haq aur baatil inme, ye qudrat ki nishani hai. !

 Applause Applause Applause Applause Applause

wah wah bohut khub keep writing
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: February 20, 2014, 09:49:25 PM »
Reply with quote
Bahut hi khubsurat peshkash hai,Shaaraji.Waqai zindagi ke haqaaiq yahi hain. aap ko is khubsurat fikr aur andaz e bayaan ke liye dheron daad.Aisi takhleeqaat hi Rau deserve karti hain .Filhaal kisi ko de chuka hoon . Kal inshallah doonga.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #9 on: February 20, 2014, 11:55:49 PM »
Reply with quote
Ye qissa hai na pariyoN ka, na kuchh baateN purani haiN
Humari-aapki duniya ki maujuda, ye sachchi kahaani hai

Ek musavvir ke sab shahkaar hain, sab aulaad aadam ki,
taa-hadd-e-nazar bikhri magar, firqe varana nishaani hai

KaheeN ifraadiyon ke madd me doobe aish-o-ishrat haiN
kaheen par chand tukdo ko jhagadti zindagaani hai

KaheeN mahrumiyat ke chithdoN me lipta masoom bachpan hai
kaheen maye ke pyaloN me chhalakti, bahaki jawaani hai

Hai azmat kaheeN aaraam-farmaN, soney ke mahloN me
KaheeN jhinga odh kar ghurbat, bani footpathon ki raani hai

Ughad kar husn-e-beghairat jhaNkte kaheeN chilman hareeri se
kaheeN boseeda pardoN ke paibandNo me taki ismat puraani hai

Kaheen bin mol bik jaane ko jhat, hai sharm-o-haya tayyar
kaheeN ghairat ko jatan se seeNchta aaNkhoN ka paani hai

Machi hai nafsi-nafsa aasaaishoN ko, kaheeN par badgumaani hai
KaheeN par aalam-e-tanghaali me bhi ubharta, manzar-e-rumani hai

HaiN ibratnaak har-ik baateN, sabaq haiN sab zindgaani ke
chhipa hai haq aur baatil inme, ye qudrat ki nishani hai. !   ....'ainy'

 with rau very comprehensive, ma'am
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #10 on: February 21, 2014, 02:32:18 AM »
Reply with quote
waaaaaaah bhooooot khoooooob ma'am
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #11 on: February 21, 2014, 03:29:37 AM »
Reply with quote
Ye qissa hai na pariyoN ka, na kuchh baateN purani haiN
Humari-aapki duniya ki maujuda, ye sachchi kahaani hai

Ek musavvir ke sab shahkaar hain, sab aulaad aadam ki,
taa-hadd-e-nazar bikhri magar, firqe varana nishaani hai

KaheeN ifraadiyon ke madd me doobe aish-o-ishrat haiN
kaheen par chand tukdo ko jhagadti zindagaani hai

KaheeN mahrumiyat ke chithdoN me lipta masoom bachpan hai
kaheen maye ke pyaloN me chhalakti, bahaki jawaani hai

Hai azmat kaheeN aaraam-farmaN, soney ke mahloN me
KaheeN jhinga odh kar ghurbat, bani footpathon ki raani hai

Ughad kar husn-e-beghairat jhaNkte kaheeN chilman hareeri se
kaheeN boseeda pardoN ke paibandNo me taki ismat puraani hai

Kaheen bin mol bik jaane ko jhat, hai sharm-o-haya tayyar
kaheeN ghairat ko jatan se seeNchta aaNkhoN ka paani hai

Machi hai nafsi-nafsa aasaaishoN ko, kaheeN par badgumaani hai
KaheeN par aalam-e-tanghaali me bhi ubharta, manzar-e-rumani hai

HaiN ibratnaak har-ik baateN, sabaq haiN sab zindgaani ke
chhipa hai haq aur baatil inme, ye qudrat ki nishani hai. !   ....'ainy'

बहुत खूब.!!
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #12 on: February 21, 2014, 08:58:34 AM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #13 on: February 21, 2014, 12:49:02 PM »
Reply with quote
Rau ka qarz aak ada kar diya hai . Thumbs UP
Logged
shara63
Guest
«Reply #14 on: February 21, 2014, 01:46:01 PM »
Reply with quote
Bahut shukriya saahill ji!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:04:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer