-="YE ZINDAGI To AB"--....by kamal

by kamal aggarwal on January 07, 2012, 03:17:43 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 862 times)
kamal aggarwal
Guest
Reply with quote
ye zindagi to ab sirf tanhaai hai,
meri aankhon me kyo maut simat aai hai,
kehte hain log yun to chahat ko ibadat,
to ibadat  me  phir  kyun ruswai hai,

mehphil me hokar bhi ab tanha rehna,
ada ye zindagi  ne  hi sikhlaai hai,
ye us-se  dil  lagane ka hi sila hai,
mein tamasha bani aur duniya tamashai hai,

intzaar me kisi ke raat ko na barbaad karna,
dubte taaron ne mujhe  ye  baat samjhai hai,
us-se  mera taluq  hi  kuchh aisa  raha hai,
jab bhi biti baaton ko yaad kiya aankhen bhar aayi hain,

   
     ye zindagi to ab .......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"Zindagi" Ka Naam Diya Humne "Khwaish" by khwahish in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
" pyaar zindagi hai " ""nirala"" by nirala in Shayri for Khumar -e- Ishq
"TERE DIDAAR KE LIYE".......kamal by kamal aggarwal in Shayri-E-Dard
" GUJARTE LAMHE KE SAATH."...kamal by kamal aggarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
"USNE MUJHE DEKHKAR"....kamal by kamal aggarwal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 07, 2012, 03:23:36 PM »
Reply with quote
ye zindagi to ab sirf tanhaai hai,
meri aankhon me kyo maut simat aai hai,
kehte hain log yun to chahat ko ibadat,
to ibadat  me  phir  kyun ruswai hai,

mehphil me hokar bhi ab tanha rehna,
ada ye zindagi  ne  hi sikhlaai hai,
ye us-se  dil  lagane ka hi sila hai,
mein tamasha bani aur duniya tamashai hai,

intzaar me kisi ke raat ko na barbaad karna,
dubte taaron ne mujhe  ye  baat samjhai hai,
us-se  mera taluq  hi  kuchh aisa  raha hai,
jab bhi biti baaton ko yaad kiya aankhen bhar aayi hain,

   
     ye zindagi to ab .......



Justtttttt Excellent!!!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Dil se Nikle Hue Lafz Mehsoos hue...Bahut Hi khoob Bahut hi gehre Jazbaat

Kamal Ji Regular likha Kariye Aur thoda Spellings par dhyaan dijiye..

Bahut AChe Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: January 07, 2012, 04:22:44 PM »
Reply with quote
Kamal ji
Bahut dino ke baad vapas aaye hai..shuruaat hi ..khair likhte rahiye..
Bahut khoob..sach hai dil ki awaaj aisi hi hoti hai
Naayaab peshkash.. Applause Applause Applause
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #3 on: January 07, 2012, 04:47:56 PM »
Reply with quote
thanks khwaish ji and mkv ji
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: January 07, 2012, 04:49:48 PM »
Reply with quote
waah waah Kamal ji--
welcome back!!!!

janaab superbb peshkash
daad daad
bht gehrai aa gai aapke alfaazon me
keep it up Usual Smile

khus rahie
muskurate rahie
--
shayd apko dekh hume bhi likhne ka sauk dobara ho jaye
Usual Smile
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #5 on: January 07, 2012, 04:54:22 PM »
Reply with quote
thanks sarfira ji
ye shauk hume aap jaise yanha mauj00d shayr00n se hi hua hai
abhi j0 aap likhte hain kya kum hai
aapka shuk had se gujrega t0 kya kayamat h0gi
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: January 07, 2012, 05:20:29 PM »
Reply with quote
thanks sarfira ji
ye shauk hume aap jaise yanha mauj00d shayr00n se hi hua hai
abhi j0 aap likhte hain kya kum hai
aapka shuk had se gujrega t0 kya kayamat h0gi
janaab hadd se nahi gujarna hai
bas sarfire ke sauk ko ek bar fir se ubharna hai
badee tabdiliyat aa gai hai aaj humme
kho gaye ehsaason ko ek bar fir kalam se ubarna hai!!

aapko dekh sach bht khusi ho rahi
Logged
RAKESH "NIRMAL"
Guest
«Reply #7 on: January 08, 2012, 04:30:56 AM »
Reply with quote
very nice presentation Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: January 08, 2012, 06:27:10 AM »
Reply with quote
ye zindagi to ab sirf tanhaai hai,
meri aankhon me kyo maut simat aai hai,
kehte hain log yun to chahat ko ibadat,
to ibadat  me  phir  kyun ruswai hai,

mehphil me hokar bhi ab tanha rehna,
ada ye zindagi  ne  hi sikhlaai hai,
ye us-se  dil  lagane ka hi sila hai,
mein tamasha bani aur duniya tamashai hai,

intzaar me kisi ke raat ko na barbaad karna,
dubte taaron ne mujhe  ye  baat samjhai hai,
us-se  mera taluq  hi  kuchh aisa  raha hai,
jab bhi biti baaton ko yaad kiya aankhen bhar aayi hain,

   
     ye zindagi to ab .......


good Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #9 on: January 09, 2012, 05:54:34 AM »
Reply with quote
bahut khoob kamal ji daad daad
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #10 on: January 11, 2012, 12:31:50 PM »
Reply with quote
thanks sksaini4 ji,adi1 ji,and rakesh ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:55:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer