zarraa .... khote khote kuchh to paaya ja sakta hai

by zarraa on May 22, 2016, 03:24:25 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 780 times)
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
Reply with quote
khote khote kuchh to paaya ja sakta hai
khone ka ehsaas bhulaaya ja sakta hai

girte ko kuchh aur giraaya ja sakta hai
thaam use ehsaan dikhaaya ja sakta hai

kuchh to ruswaayee bhi aayegee daaman meiN
kya aise hi naam kamaaya ja sakta hai

apne to ik din begaane ho jaate haiN
begaanoN ko par apnaaya ja sakta hai

un ki thandi chhaaNv bhula deti hai hum ko
sar se buzurgoN ka bhi saaya ja sakta hai

bachche ko toffee de kar ye soch raha hooN
is ko kab tak yooN behlaaya ja sakta hai

pyaar mohabbat bemaanee se lafz huwe haiN
par afsaanoN meiN to sunaaya ja sakta hai

shamma ban jaao phir parwaane ko dhoNdho
jalne ke hi baad jalaaya ja sakta hai

gham to ik na ik din phoot parhega lab se
armaaN ko dil meiN dafnaaya ja sakta ha

duniya ko gaali dene ka man karta hai
"zarraa" par naghma bhi gaaya ja sakta hai

- zarraa

(FB shayari forum "ek sher aap ke naam" meiN 18 May ko di gayi ghazal ki zameen par kahi huwee meri ghazal)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumko khote hi by aryan_mantri in Shayri-E-Dard
sabooti sikke khote hain !!! by sarfira in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Dil kaise khote hein by raj_4u1007 in Shayri for Khumar -e- Ishq
khote(CSET) by MANOJ6568 in Miscellaneous Shayri
khote sikke(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: May 22, 2016, 03:45:22 PM »
Reply with quote
Bohut khub likha hai zarra ji
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: May 22, 2016, 07:36:08 PM »
Reply with quote
khote khote kuchh to paaya ja sakta hai
khone ka ehsaas bhulaaya ja sakta hai

girte ko kuchh aur giraaya ja sakta hai
thaam use ehsaan dikhaaya ja sakta hai

kuchh to ruswaayee bhi aayegee daaman meiN
kya aise hi naam kamaaya ja sakta hai

apne to ik din begaane ho jaate haiN
begaanoN ko par apnaaya ja sakta hai

un ki thandi chhaaNv bhula deti hai hum ko
sar se buzurgoN ka bhi saaya ja sakta hai

bachche ko toffee de kar ye soch raha hooN
is ko kab tak yooN behlaaya ja sakta hai

pyaar mohabbat bemaanee se lafz huwe haiN
par afsaanoN meiN to sunaaya ja sakta hai

shamma ban jaao phir parwaane ko dhoNdho
jalne ke hi baad jalaaya ja sakta hai

gham to ik na ik din phoot parhega lab se
armaaN ko dil meiN dafnaaya ja sakta ha

duniya ko gaali dene ka man karta hai
"zarraa" par naghma bhi gaaya ja sakta hai

- zarraa

(FB shayari forum "ek sher aap ke naam" meiN 18 May ko di gayi ghazal ki zameen par kahi huwee meri ghazal)
bahut bahut umdah waah kyaa khoob kahaa hai.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
                          Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #3 on: May 23, 2016, 05:21:33 AM »
Reply with quote
Bahot achey waaaah waaah  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #4 on: May 23, 2016, 07:13:47 AM »
Reply with quote
khote khote kuchh to paaya ja sakta hai
khone ka ehsaas bhulaaya ja sakta hai

girte ko kuchh aur giraaya ja sakta hai
thaam use ehsaan dikhaaya ja sakta hai

kuchh to ruswaayee bhi aayegee daaman meiN
kya aise hi naam kamaaya ja sakta hai

apne to ik din begaane ho jaate haiN
begaanoN ko par apnaaya ja sakta hai

un ki thandi chhaaNv bhula deti hai hum ko
sar se buzurgoN ka bhi saaya ja sakta hai

bachche ko toffee de kar ye soch raha hooN
is ko kab tak yooN behlaaya ja sakta hai

pyaar mohabbat bemaanee se lafz huwe haiN
par afsaanoN meiN to sunaaya ja sakta hai

shamma ban jaao phir parwaane ko dhoNdho
jalne ke hi baad jalaaya ja sakta hai

gham to ik na ik din phoot parhega lab se
armaaN ko dil meiN dafnaaya ja sakta ha

duniya ko gaali dene ka man karta hai
"zarraa" par naghma bhi gaaya ja sakta hai

- zarraa

(FB shayari forum "ek sher aap ke naam" meiN 18 May ko di gayi ghazal ki zameen par kahi huwee meri ghazal)


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mudassirali
Guest
«Reply #5 on: May 23, 2016, 08:15:09 AM »
Reply with quote
Wah Applause
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #6 on: May 25, 2016, 08:38:53 AM »
Reply with quote
khote khote kuchh to paaya ja sakta hai
khone ka ehsaas bhulaaya ja sakta hai

girte ko kuchh aur giraaya ja sakta hai
thaam use ehsaan dikhaaya ja sakta hai

kuchh to ruswaayee bhi aayegee daaman meiN
kya aise hi naam kamaaya ja sakta hai

apne to ik din begaane ho jaate haiN
begaanoN ko par apnaaya ja sakta hai

un ki thandi chhaaNv bhula deti hai hum ko
sar se buzurgoN ka bhi saaya ja sakta hai

bachche ko toffee de kar ye soch raha hooN
is ko kab tak yooN behlaaya ja sakta hai

pyaar mohabbat bemaanee se lafz huwe haiN
par afsaanoN meiN to sunaaya ja sakta hai

shamma ban jaao phir parwaane ko dhoNdho
jalne ke hi baad jalaaya ja sakta hai

gham to ik na ik din phoot parhega lab se
armaaN ko dil meiN dafnaaya ja sakta ha

duniya ko gaali dene ka man karta hai
"zarraa" par naghma bhi gaaya ja sakta hai

- zarraa

(FB shayari forum "ek sher aap ke naam" meiN 18 May ko di gayi ghazal ki zameen par kahi huwee meri ghazal)
Applause ApplauseApplause ApplauseApplause ApplauseApplause ApplauseApplause :clap:waaaah waaaaah

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: May 28, 2016, 07:19:43 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:44:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer