ZARRAA --- zindagi tujh ko hi nazar ki hai

by zarraa on June 16, 2013, 01:27:08 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2251 times)
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #30 on: June 19, 2013, 12:10:49 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah zarraa ji. bahut hi khoob kalaam se nawaza hai aapne. behad umda khayaal rahe. aapko hamari hazaron dili daad qubool ho.

Aqsh ji ... Inaayat ... Pasand karne ka bahaut bahaut shukriya
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #31 on: June 20, 2013, 12:20:06 AM »
Reply with quote
ek rau deti hoon zarra....!

zarra ji main 7 sher se zayada kisi ghazal mein comments nahin karti hoo.n chahe wo koi bhi likhe. aap ka her kalaam bahut lamba hota hai per pahli baar mujhe ye bahut acha lag to main ne comments kiya. guzaarish ye hai ki aainda agar aap 7 sher se hi saji ghazal likhein to acha hoga mujhe kaafi waqt laga is pe tabsira karne mein kyon ki ye ghazal mijhe kaafiiiiiii pasand aai .aap bahut khoob likhte ho

icon_flower icon_flower icon_flower


Sheba ji .... aadaab ... Apne is lutf se ye qalaam parha aur itni khushi se daad di ... kis qadar mamnoon hooN bayaan naheen kar sakta .... Apka tah e dil se shukrguzaar hooN ...

Apke apne usool mein "exception" kiya aur is lambi ghazal ko jhel liya Usual Smile ... kya kahoon ! ye inaayat hai apki. Haan, lekin aainda ghazal chhoti hogi, chaah kar bhi vaada naheen kar paso Nya kyunki ye mere ikhteeyaar se baahar ki baat hai ... kyunki qalaam kehte waqt kayi baar ye mehsoos hota hai ki khayaal kaheen aur se aa rahe hain aur hamaara ( yani shaayar) ka kaam bas use darj karne bhar ka hai.... Tab kaun sa sher kaheim kaun sa na kahein ye bas ke baahar hota hai ... Aur agar ghazal lambi ho jaaye, to uske kaun se aashaar select kar ke baant lein, ye tay karna bhi mushkil ho jaata hai kyunki kaun se achchhe hain aur kaun se naakaara, ye faisla thud kar paana mujhe mushkil hota hai aur ismein mujhe parhne waa on ki madam kimzaroorat hoti hai ... Ye sab apse is liye share kar raha hooN kyunki aap ke qalaam parhkar is nateeje pe pahuncha hooN ki aap ek achchhee shaayar aur fankaar hain aur meri baat samjhengi aur agar apka mukhtalif nazariya hai use bebaaki se bayaan bhi karengi. Chaliye, ijaazat loonga aur phir se shukriya ada karoonga mere qalaam mein itni dilchaspi dikhaane ka aur itna waqt dene ka .... Dheron duaon ke saath ... Zarraa ..... Aur haan ..rau ka bhi thanks Usual Smile
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:48:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer