khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
|
Ek Nazm pesh Kar Raha Hoon, Zindagi Ko Lafzon mein Utaarna Asaan nahi par Roz-Aana Zindagi Se Judi Kuch Baatein Hai..Umeed karta Hoon Humesha Ki Tarah Aap sab Saath Denge...Shukriya
Yeh Dekhna Hai Kahani Kaha Badalti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai!!!!
Naa-Umeedi Mayuusi Dil Pe Liye Baitha Hoon Main par Sochta Hoon Ek pal Ke Liye Bhi Saanse Kaha Thamti hai Zindagi Aakhir Zindagi hai Har Haal Mein Chalti Hai
Patharo Ke Chot Ki Parwaah Nahi Mujhe Par Phoolon Se Mili Chot Aankhein Nam Karti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Jashn Kabhi Manzil Ka Nahi Safar Ka Hota Hai Naa Jaane Zindagi kin Halaat Se Guzarti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Waqt Ka Takaaza Kaho Yaa kaho Khel Hathon Ki Lakeeron Ka Taqdeer Sirf Baaton Ke Dam Par Kaha Badalti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Muskuraate Hue Har Dard Seh Sakte Hai Par kisi Ki Khamoshi Dil Ko Bahut Khalti Hai Zindagi Akhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
"Khwaish" Dhoop Aur chaau Har Safar Ka Hissa Hai Mushkilo Se Hi Ladkar Hi Humesha Taqdeere Nikharti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
~~~~~Khwaish~~~~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Yaash
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 06, 2011, 06:41:02 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 07, 2011, 03:39:30 AM » |
|
bahut sachai hai aapki nazm main...khwaishji...... bahut khub likha hai aapne.....
lab to kuchh islie ho jate hain khamosh ki dil ki har aawaz ko juban kahan milti hai... Zindgi akhir zindgi hai har haal main chalti hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mrkotians
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 07, 2011, 05:30:54 AM » |
|
Patharo Ke Chot Ki Parwaah Nahi Mujhe Par Phoolon Se Mili Chot Aankhein Nam Karti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Wah Wah Wah... Khwaish JI... Salaam...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #4 on: April 07, 2011, 10:02:53 AM » |
|
Ek Nazm pesh Kar Raha Hoon, Zindagi Ko Lafzon mein Utaarna Asaan nahi par Roz-Aana Zindagi Se Judi Kuch Baatein Hai..Umeed karta Hoon Humesha Ki Tarah Aap sab Saath Denge...Shukriya
Yeh Dekhna Hai Kahani Kaha Badalti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai!!!!
Naa-Umeedi Mayuusi Dil Pe Liye Baitha Hoon Main par Sochta Hoon Ek pal Ke Liye Bhi Saanse Kaha Thamti hai Zindagi Aakhir Zindagi hai Har Haal Mein Chalti Hai
Patharo Ke Chot Ki Parwaah Nahi Mujhe Par Phoolon Se Mili Chot Aankhein Nam Karti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Jashn Kabhi Manzil Ka Nahi Safar Ka Hota Hai Naa Jaane Zindagi kin Halaat Se Guzarti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Waqt Ka Takaaza Kaho Yaa kaho Khel Hathon Ki Lakeeron Ka Taqdeer Sirf Baaton Ke Dam Par Kaha Badalti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Muskuraate Hue Har Dard Seh Sakte Hai Par kisi Ki Khamoshi Dil Ko Bahut Khalti Hai Zindagi Akhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
"Khwaish" Dhoop Aur chaau Har Safar Ka Hissa Hai Mushkilo Se Hi Ladkar Hi Humesha Taqdeere Nikharti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
~~~~~Khwaish~~~~~
bahut acha khawaish sahab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 07, 2011, 12:44:13 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 07, 2011, 02:38:50 PM » |
|
Patharo Ke Chot Ki Parwaah Nahi Mujhe Par Phoolon Se Mili Chot Aankhein Nam Karti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Waqt Ka Takaaza Kaho Yaa kaho Khel Hathon Ki Lakeeron Ka Taqdeer Sirf Baaton Ke Dam Par Kaha Badalti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Muskuraate Hue Har Dard Seh Sakte Hai Par kisi Ki Khamoshi Dil Ko Bahut Khalti Hai Zindagi Akhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
"Khwaish" Dhoop Aur chaau Har Safar Ka Hissa Hai Mushkilo Se Hi Ladkar Hi Humesha Taqdeere Nikharti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
~~~~~Khwaish~~~~~
Kya baat hai Khwaish Dost.. Waise aisa koi topic nahin jispe ap khusboorati aur sachayi se na likh sako..Ab woh chahe zindagi hi sahi.. Dil khush kar diya apne..Woh pathar aur phool ki chot wala ashaar toh jaise main baar baar padta gaya aur bas wah wah wah karta gaya.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 07, 2011, 02:46:48 PM » |
|
bht bht khoob khwaish ji... 2nd last is very nice...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #8 on: April 09, 2011, 08:48:53 AM » |
|
Aapka Bahut bahut Shukriya Yaashji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 09, 2011, 09:01:04 AM » |
|
bahot khoob khwaish ji........bahot hi sachi baat kahi he apne.....
zindagi har haal me chalti he........true words
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 09, 2011, 09:05:05 AM » |
|
Ek Nazm pesh Kar Raha Hoon, Zindagi Ko Lafzon mein Utaarna Asaan nahi par Roz-Aana Zindagi Se Judi Kuch Baatein Hai..Umeed karta Hoon Humesha Ki Tarah Aap sab Saath Denge...Shukriya
Yeh Dekhna Hai Kahani Kaha Badalti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai!!!!
Naa-Umeedi Mayuusi Dil Pe Liye Baitha Hoon Main par Sochta Hoon Ek pal Ke Liye Bhi Saanse Kaha Thamti hai Zindagi Aakhir Zindagi hai Har Haal Mein Chalti Hai
Patharo Ke Chot Ki Parwaah Nahi Mujhe Par Phoolon Se Mili Chot Aankhein Nam Karti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Jashn Kabhi Manzil Ka Nahi Safar Ka Hota Hai Naa Jaane Zindagi kin Halaat Se Guzarti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Waqt Ka Takaaza Kaho Yaa kaho Khel Hathon Ki Lakeeron Ka Taqdeer Sirf Baaton Ke Dam Par Kaha Badalti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
Muskuraate Hue Har Dard Seh Sakte Hai Par kisi Ki Khamoshi Dil Ko Bahut Khalti Hai Zindagi Akhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
"Khwaish" Dhoop Aur chaau Har Safar Ka Hissa Hai Mushkilo Se Hi Ladkar Hi Humesha Taqdeere Nikharti Hai Zindagi Aakhir Zindagi Hai Har Haal Mein Chalti Hai
~~~~~Khwaish~~~~~
nice one khawahish ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #11 on: April 09, 2011, 09:05:36 AM » |
|
bahut sachai hai aapki nazm main...khwaishji...... bahut khub likha hai aapne.....
lab to kuchh islie ho jate hain khamosh ki dil ki har aawaz ko juban kahan milti hai... Zindgi akhir zindgi hai har haal main chalti hai.
Bahut Bahut Shukriya Anju Ji Aapka..
Hmm..Aapne bhi bahut Khoob Likha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #12 on: April 09, 2011, 01:20:09 PM » |
|
bahut acha khawaish sahab
Aapka Teh Dill Se Shukriya Adil Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #13 on: April 14, 2011, 03:35:21 AM » |
|
wah kaya baat hai.....
Ro kar bhi chalti hai her armaan kho kar bhi bhalti hai na ho umeend koi jeene ki tab bhi yah chalti hai.....
zindagi.... na puche koi kis tarah zinda lash ke sung bhi chalti hai....
bahoot khoob likha hai khwaish ji..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #14 on: April 14, 2011, 03:35:53 PM » |
|
nice one khawahish ji
Aapka bahut bahut shukriya Sophiji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|