zindagi_kal_ho_na_ho
Guest
|
«Reply #45 on: December 28, 2004, 10:42:25 AM » |
|
Zindagi se kar behthe hum itnaa pyar Ke maut aayee to aakhon me aasoon aagaye Lekin aaj ye hum bhool chuke hai Ke zindagi ko gaale laagaate waqt bhi hum ro rahen the. WOW VERY GOOD KEEP IT UP!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #46 on: January 01, 2005, 06:12:18 AM » |
|
Very nice all...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #47 on: January 01, 2005, 06:27:26 AM » |
|
main ek din yun so gaya phir na utha saka dosto main ne jo kuch socha tha woh main kar na saka zindagi ne mohlat na di mujhko aur maut ne aasra na kiya mujhe mujh se yun cheena ke kuch bhi na raha yaad rakhna keh jab meri maut aai uss waqt tum ro rahe they magar tumhara ye rona mere kisi kaam na aaya tum ne rotey rotey mujhe dafna diya magar tum nahi jaante keh mere upar kya beeti jab tum ne mujhe Qabr mein dafan kar diya tha......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Moshfeq
Guest
|
|
«Reply #48 on: January 11, 2005, 03:23:23 PM » |
|
Thanks to all.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Moshfeq
Guest
|
|
«Reply #49 on: January 11, 2005, 03:39:00 PM » |
|
Shayad zindagi ki sabse badi Sachchayee maut hai Ek na ek din use gale laganahi hai To kyu gham kare,chalo jeele Aaj ka din ye kal na milega Kyuna aaj hi zindagi ko yaadgar banade.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #50 on: January 11, 2005, 04:07:51 PM » |
|
Zindagi hai to milati hai mout Mout hai sabki ankhiri manjil To jo manjil tak lati hai Use mai bewafa kaise kah du!!!! Sach kaha pooja ji Par mera manna kuch alag hai Maut jindagi ki aakiri manjil hai ye mana, Naye jeevan ka magar ye aagaz bhi toh hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #51 on: January 11, 2005, 04:10:20 PM » |
|
Shayad zindagi ki sabse badi Sachchayee maut hai Ek na ek din use gale laganahi hai To kyu gham kare,chalo jeele Aaj ka din ye kal na milega Kyuna aaj hi zindagi ko yaadgar banade. Gud Moshfeq ji..... Maut ka dar jiske dil mein ghar kar gaya, Maut usko har pal hi gale lagati hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Moshfeq
Guest
|
|
«Reply #52 on: January 15, 2005, 04:33:38 PM » |
|
Shukriya thycreator ji.Thik kaha aapne.
Zindagi jeene ke bahut se tareeke ho saakte hain Lekin kisi aur ke liye jeene mein kuch aur hi maaza hai
Kisi shayar ne kya khub kaha hai----------
Kisi ki muskurahaton pe ho misaal Kisi ka dard mil sake to le udhar Kisi ke waste ho tere dil mein pyar Jeena isi ka naam hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
myheart_ursonly
Guest
|
|
«Reply #53 on: January 15, 2005, 04:50:00 PM » |
|
main ek din yun so gaya phir na utha saka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #54 on: January 15, 2005, 05:19:25 PM » |
|
Shukriya thycreator ji.Thik kaha aapne.
Zindagi jeene ke bahut se tareeke ho saakte hain Lekin kisi aur ke liye jeene mein kuch aur hi maaza hai
Kisi shayar ne kya khub kaha hai----------
Kisi ki muskurahaton pe ho misaal Kisi ka dard mil sake to le udhar Kisi ke waste ho tere dil mein pyar Jeena isi ka naam hai. Sahi kaha dost......rgtly said
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Moshfeq
Guest
|
|
«Reply #55 on: April 22, 2005, 06:30:55 AM » |
|
Zindagi Zindagi Zindagi Aakhir kya hai yeh zindagi Pata karne nikla to pata chala Yeh aur kuch nahi maut ka intezaar hai Duniya mein aaye hai to janahi hoga To phir chochke kya hoga Kamse kam itna to mouka mila hai Ke Yoindia ke zariye naye naye dosto Ke saath mulakaat kar sake Aab to maut ka intezaar bhi shayarana lagta hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
thycreator
Guest
|
|
«Reply #56 on: April 22, 2005, 06:40:00 AM » |
|
Zindagi mauka hai ek insaan ko insaan ban ne ka, Jo samjha isse usko hi toh jannat mili hai....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
peddy
Guest
|
|
«Reply #57 on: April 22, 2005, 01:29:45 PM » |
|
Bohot khoob Moshfeq
bahoot khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
peddy
Guest
|
|
«Reply #58 on: April 22, 2005, 01:32:00 PM » |
|
Zindagi Zindagi Zindagi Aakhir kya hai yeh zindagi Pata karne nikla to pata chala Yeh aur kuch nahi maut ka intezaar hai Duniya mein aaye hai to janahi hoga To phir chochke kya hoga Kamse kam itna to mouka mila hai Ke Yoindia ke zariye naye naye dosto Ke saath mulakaat kar sake Aab to maut ka intezaar bhi shayarana lagta hai. bahoot khoob Moshfeq bhai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Moshfeq
Guest
|
|
«Reply #59 on: April 22, 2005, 03:15:55 PM » |
|
Shayad yeh shikayat har kisiki hai Ke zindagi mein bahut kam pal hote hai.
Kya khoob kaha kisine --
Yeh mat soch ke zindagi mein kitne pal hai Yeh soch ke ek pal mein kitni zindagi hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|