Zindagi chaar roz ki..... "ParwaaZ"

by ParwaaZ on July 22, 2012, 09:08:40 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1448 times)
ParwaaZ
Guest
Reply with quote




Zindagi chaar roz ki hai guzar jaegi
HoNsla rakho kabhi to yeH sawar jaegi

Jiski majdhaar pe itna yakeen hai hume
Woh nadii bhi to samandar meiN utar jaegi

Aake sambhali thi dayaar e dil meiN mere
WoH khushi tere roothne se bikhar jaegi

Waqti ParwaaZ hai janab aur kuch nahiN
Saaqi sharaab si hai aakhir utar jaegi





Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: July 22, 2012, 09:11:36 PM »
Reply with quote




Zindagi chaar roz ki hai guzar jayeNgi
HoNsla rakho kabhi to yeH sawar jayeNgi

Jiski majdhaar pe itna yakeen hai hume
Woh nadii bhi to samandar meiN utar jayeNgi

Aake sambhali thi dayaar e dil meiN mere
WoH khushi tere roothne se bikhar jayeNgi

Waqti ParwaaZ hai janab aur kuch nahiN
Saaqi sharaab si hai aakhir utar jayeNgi








naaaaaice
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #2 on: July 22, 2012, 10:45:09 PM »
Reply with quote




Zindagi chaar roz ki hai guzar jayeNgi
HoNsla rakho kabhi to yeH sawar jayeNgi

Jiski majdhaar pe itna yakeen hai hume
Woh nadii bhi to samandar meiN utar jayeNgi

Aake sambhali thi dayaar e dil meiN mere
WoH khushi tere roothne se bikhar jayeNgi

Waqti ParwaaZ hai janab aur kuch nahiN
Saaqi sharaab si hai aakhir utar jayeNgi






gazal may parwaz ji apki pahchan aur talash ka safar sapasht dikhta hai. Sushil Bansal (Sheel Didi)
Logged
suman59
Guest
«Reply #3 on: July 23, 2012, 12:41:55 AM »
Reply with quote

Zindagi chaar roz ki hai guzar jayeNgi
HoNsla rakho kabhi to yeH sawar jayeNgi

Jiski majdhaar pe itna yakeen hai hume
Woh nadii bhi to samandar meiN utar jayeNgi

Aake sambhali thi dayaar e dil meiN mere
WoH khushi tere roothne se bikhar jayeNgi

Waqti ParwaaZ hai janab aur kuch nahiN
Saaqi sharaab si hai aakhir utar jayeNgi



bahut khoob parwaaz jee  Applause Applause
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #4 on: July 23, 2012, 02:17:58 AM »
Reply with quote




Zindagi chaar roz ki hai guzar jayeNgi
HoNsla rakho kabhi to yeH sawar jayeNgi

Jiski majdhaar pe itna yakeen hai hume
Woh nadii bhi to samandar meiN utar jayeNgi

Aake sambhali thi dayaar e dil meiN mere
WoH khushi tere roothne se bikhar jayeNgi

Waqti ParwaaZ hai janab aur kuch nahiN
Saaqi sharaab si hai aakhir utar jayeNgi







Parwaaz Ji Aadaab!

Janab Bahut Khub Sher Kahyen HAi Aapne, Daad Kabul Kijye. Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: July 23, 2012, 02:44:55 AM »
Reply with quote
Aadaab Parwaaz bhaai
Bahut khoob Applause Applause
khushi is baat ki hai aapne bahut dino ke baad kuch likha. Khoob raha aapka matla. Jindgee ke ekdam kareeb.
Is khoobsurat ghajal par aapko DAAD dete hai.
khush rahiye, aate rahiye
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #6 on: July 23, 2012, 03:35:54 AM »
Reply with quote
Parwaaz ji bahut khoob kalaam hai aapkaa dhereon bdhaai ho par kahaan the ab tak
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #7 on: July 23, 2012, 06:40:38 AM »
Reply with quote
parwaz ji........ waahhhhhhh kya mast mast sher kahe hain aapne sach dil ko chhu gaye ye ehsaas......
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: July 23, 2012, 06:47:29 AM »
Reply with quote
Bahut bahut bahut hi khoob ....... Lajawab peshkash...... Maza aa gya padhakr
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #9 on: July 23, 2012, 08:10:45 AM »
Reply with quote




Zindagi chaar roz ki hai guzar jayeNgi
HoNsla rakho kabhi to yeH sawar jayeNgi

Jiski majdhaar pe itna yakeen hai hume
Woh nadii bhi to samandar meiN utar jayeNgi

Aake sambhali thi dayaar e dil meiN mere
WoH khushi tere roothne se bikhar jayeNgi

Waqti ParwaaZ hai janab aur kuch nahiN
Saaqi sharaab si hai aakhir utar jayeNgi






Bahut umda peskash Parwaaz ji dheron daad aur mubarakbaad qabool kariye...
Logged
Qais
Guest
«Reply #10 on: July 23, 2012, 09:31:38 AM »
Reply with quote
Parwaaz bhai.bahut khub.aap ko bahut badhai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 23, 2012, 09:40:14 PM »
Reply with quote

Bohat Khoob,.
Yunhi Likhte Rahein,.
Logged
Raqeeb
Guest
«Reply #12 on: July 23, 2012, 10:03:40 PM »
Reply with quote




Zindagi chaar roz ki hai guzar jayeNgi
HoNsla rakho kabhi to yeH sawar jayeNgi

Jiski majdhaar pe itna yakeen hai hume
Woh nadii bhi to samandar meiN utar jayeNgi

Aake sambhali thi dayaar e dil meiN mere
WoH khushi tere roothne se bikhar jayeNgi

Waqti ParwaaZ hai janab aur kuch nahiN
Saaqi sharaab si hai aakhir utar jayeNgi








Bahut Khoob Parwaaz Bhai Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: July 24, 2012, 12:55:34 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause   bahut bahut khoob Parwaaz ji....!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #14 on: July 24, 2012, 07:21:35 PM »
Reply with quote
Aadaab To All My Dear's .......

Aap sabhi ka tah e dil se shukriyaa... jo aapne apna
kimti waqt dekar is nakaam si koshish ko saraha, aur
houNsla baksha... Usual Smile

Aage bhi apna saath banaaye rakhiye...
Aate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                     

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:56:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer