Zindagi Se Pyaar na raha,..

by Jaanasheen on April 21, 2006, 08:25:22 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3450 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #15 on: June 21, 2006, 05:25:16 PM »
Reply with quote
bahoot sunder jaanasheen ji...

sab kutchh toh mil raha hai ki jo chahiye hame
shikwa karein toh kaise karein zindagi se hum.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
aha janasheen ji bahoot acchay..

Dil khayaalon se kab behlta hai
raat bhar kerwatein badalta hai
lagta hai ai dost, ruk jaayeingi saanse,
Dard jab mom sa pighalta hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
Iljaamo ki is duniya main hum kahaan our tum kahaan,
khuda ke is sheher main Gunaho main ab dum kahaan.


Nice One Harash,...

Aye Khuda De Mujhe Sila Koi Teri Bandagi Ka,..
Ya Peela De Jaam Mujhe Phir Se Zindagi Ka,..

________________________________-Jaanasheen-


Bahoot Khoob Likha hai Bhai,..

Dard Sehkar Hi Jeena To Zindagi Hai,..
Bina Dekhe Kisi Ko Poojna Hi Bandagi Hai,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: June 29, 2006, 07:07:03 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Harash Bhai,...

Zindagi Se Bahoot Pyaar Karta Tha Main,..
Ab To Zindagi Hi Meri Bewafaa Bangaai Hai,..
Ke Bakhshi Hai Khudaa Ne Zindagi Mujhe,..
Phir Bhi Main Ise Apni Marzi Se Jee Nahi Sakta,..
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #17 on: July 01, 2006, 01:21:02 PM »
Reply with quote
Zindagi ko kyuin koste ho mere dost....

kon kambakhat zindagi ko jeene ki baat kerta hai
hum jise pyaar kerte hain bas usey khone se derta hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Harash Bhai,...

Zindagi Se Bahoot Pyaar Karta Tha Main,..
Ab To Zindagi Hi Meri Bewafaa Bangaai Hai,..
Ke Bakhshi Hai Khudaa Ne Zindagi Mujhe,..
Phir Bhi Main Ise Apni Marzi Se Jee Nahi Sakta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: July 02, 2006, 06:06:27 AM »
Reply with quote
Kosta Koun Hai Zindagi Ko Yahan "Harash",..
Ke Zindagi Bhi Ye Meri Kisi Ki Bad Dua Hi To Hai,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #19 on: July 02, 2006, 07:19:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai Harsh... bahoot khoob... Jshen hamesha ki tarah kamal kiya hai.... aise hi likhte raho Lil Bro...

dard hai raat mai nahi din mai bhi satyega
ayega jab bhi khayal unka, her jakham bhar jayega
royegi ankhia, dil tukre tukre ho jayega
phir wo hi andhkaar her taraf najar ayega


Shukriya Didi,..

Dard Jo Hai Dil Mein Ye Tanhaai Ya Mehfil Mein Shameel Ho Jaayega,..
Dekar Ghoont Ye Ghamon Ka Tere Haal Par Muskuraayega,..
Jo Rakhta Nahi Mayna Dard Ka Is Zamaane Mein "Jaanasheen"
Wohi Shaks Har Dard Ka Mukabla Kar Paayega,..

_____________________________________-Jaanasheen-


bahoot khoob Lil Bro... bahoot acha likha hai

her mehfil se anjaan ho gaye
dard ke pahlu mai mehmaan mai ho gaye
zamane ki kab suni Pooja ne a dost
hum to apni hi chahat mai, sab se begaane ho gaye
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #20 on: July 02, 2006, 07:21:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
thanx pankhuri ji....

Is kader chotein padi hain ro nahin sakte
ghav dil ke aansuon se dho nahi sakte.

baat chhoti thi mehez per is kader bigdi
Ek dono zindagi main ho nahi sakte.

Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai Harsh... bahoot khoob... Jshen hamesha ki tarah kamal kiya hai.... aise hi likhte raho Lil Bro...

dard hai raat mai nahi din mai bhi satyega
ayega jab bhi khayal unka, her jakham bhar jayega
royegi ankhia, dil tukre tukre ho jayega
phir wo hi andhkaar her taraf najar ayega



bahoot khoob Harsh ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: July 02, 2006, 07:41:25 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..

Zindagi Ki Mefil Mein Humne Ye Seekha Hai,..
Ke Maut Hi Haqeeqat Hai Aur Sab Kuch Dhoka Hai,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #22 on: July 02, 2006, 07:48:59 AM »
Reply with quote
dhoka hai sab kuch, kuch bhi haqiqat nahi
zindagi mai apne mile nahi, mout ne apne kabhi gine nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 02, 2006, 07:58:35 AM »
Reply with quote
Zindagi Haqeeqat Mein Kya Hai Koun Samjha Hai,..
Zindagi Ko Jo Samjha Zindagi Pe rota hai,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #24 on: July 02, 2006, 08:12:49 AM »
Reply with quote
nasamjh bhi roye, samjhkar bhi roye
zindagi hai naam dard ka,
din raat samet kar dard dil ka....
her subah sham hum roye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: July 08, 2006, 01:34:59 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
nasamjh bhi roye, samjhkar bhi roye
zindagi hai naam dard ka,
din raat samet kar dard dil ka....
her subah sham hum roye


Aansoon Bahaaye Tumne Zindagi Par,..
Hum To Ulje The Ghamon Mein Is Kadar,..
Ke Maut Mujhe Lete Waqt Ro Padi,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #26 on: July 09, 2006, 01:54:45 AM »
Reply with quote
bahut khoob Pooja and Azeem bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: July 11, 2006, 09:12:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob Pooja and Azeem bhai

Shukriya Ranjana Sis,,..
Kya Baat Hai Apne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #28 on: July 12, 2006, 05:40:40 AM »
Reply with quote
thanks Ranju....

bina dard ke shayad ab sambhal na saku
khud mai hi rone ki adat ho gai hai
wo aa bhi jaaye to lagega ab ajnabi
khawabo mai hi dekhne ki usko adat si ho gai hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: July 12, 2006, 12:42:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
thanks Ranju....

bina dard ke shayad ab sambhal na saku
khud mai hi rone ki adat ho gai hai
wo aa bhi jaaye to lagega ab ajnabi
khawabo mai hi dekhne ki usko adat si ho gai hai


Dard To Rukne Ka Ab Naam Nahi Leta Hai,..
Sabar Se Dil Bhi Mera Kaam Nahi Leta Hai,..
Itne Bakshe Hain Dekho Usne Gham Mujh Ko,..
Phir Dekho Wo Apne Sar Koi Ilzaam Nahi Leta Hai,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 04:18:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer