Jisne samjha hai zindagi
bahetar uski hai zindagi
Arre re ye kyaa ho rahaa hai. Aapne to jindagi ko female se male banaa diya.
Arre aapne to jindagii ki hakikat batakar hamaare armaano pe paanii fer diya. Hame gaflat me hi rahne deti, to kyaa jata aapka har kadam jo soche samjhe
samjha usne hai zindagi
Bhaai kadam kadam pe sochne baith gaye to jindagi kisii aur se shaadii kar legii aur ham baithe hii rah jaayeNge. aag toh lagi raheti hai
aag bujana hai zindagi
par kaise? bhuk-pyaas bhi jaruri hai
usko mitana hai zindagi
Ek seb rooj khaao sehat banaao, bimaari ko dor bhaao plus das baarah roti khaao pyaas mitaao. Bhook mitaao har haal mein jo jeena chahe
jeena uska hai zindagi
Ek jindagii kitno ki ho sakti hai. Wese bhii to ye bewafa hai.
Aur hameN bewafa logoN se pyaar hai tabhii to jindagii ke saath rah raheN hai. dagmagate raah pe jo himmat na haare
manzil khud usko dikahti hai zindagi
Manjiil kahaaN hai tu.
KahaaN hai?
KahaaN hai?
Sun merii gf jindagii kho gayii hai. Use talaash karke laa.
Suna hai tu jindagii ka pataa jaanti hai.
Kya kahaa kisne bataya ye?
Cara...cara ne bataaya ye. auron ke jo kaam aaye
kaam ki uski zindagi
Ye baat to aapne bilkul sahii kahii. Espa no mazaak. dusron ki khushi me jo khush hojaye
khushaal uski hai zindagi
Dosro ki thaal me naa dekho.
Ghee jayaada nazar aayega.
Bas apni hi jindagi se santust karo.
andheyaaron dilon ko jo roshan karen
jagmagati uski hai zindagi
bule batkon ko jo raah dikhaye
raah dikhati usko hai zindagi
Hiii re ye merii gf jindagi aakhir kis kis ki hai.
jisne samjha hai zindagi
bahetar uski hai zindagi...
Nice poetry.
Bahut achchaa likhaa hai aapne.