Zindagi.............................................................raji

by Rajigujral on January 24, 2015, 12:49:13 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 670 times)
Rajigujral
Khususi Shayar
*****

Rau: 17
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 59 minutes.
Posts: 1703
Member Since: Apr 2014

View Profile
Reply with quote
Zindagi kya hai?
Behta hua dariya hai,
Aadmi hai ik kagaj ki kashti,
Is darya mein nahi kuchh iski hasti,
Chalti hai kuchh dur, phir gal ke toot jati hai,
Apne hi bojh se yeh dariya mein doob jati hai,
Phir iska koi naam-o-nishan nahi rehta,
Nazar ye phir dariya is mein nahi aati hai.

Zindagi ek khel ka maidan hai,
Aur khel hai isme sirf dord ka,
Is khel mein kabhi kisi ki haar nahi hoti,
Sab pahunchte hai manzil par, paate hain inaam wohi,
Aur inaam hai woh maut ka.

Zindagi ik maikhana hai,
Mai isme har rang ki hai,
Shauhrat ki hai, taqat ki hai,
Husn ki hai, mohabat ki hai,
Izzat ki hai,daulat ki hai,
Kis ko kaya mile, yeh saki ki niyat pe hai.

Daur chalta hai kuchh der is rang ka,ya us rang ka,
Phir mila deta hai saki, aisa kuchh sharab mein,
Toota hai nasha aise ki socha bhi na ho khwab mein.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: January 24, 2015, 02:27:09 PM »

good,sir
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: January 24, 2015, 11:44:31 PM »
Reply with quote
bahut khoobsurat ehsaas hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Ram Krishan Rastogi
Umda Shayar
*

Rau: 69
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
30 days, 21 hours and 9 minutes.

Posts: 4988
Member Since: Oct 2010

View Profile
«Reply #3 on: January 25, 2015, 04:16:09 AM »
Reply with quote
अति सुंदर -आर के रस्तोगी
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: January 25, 2015, 12:03:13 PM »
Reply with quote
Zindagi kya hai?
Behta hua dariya hai,
Aadmi hai ik kagaj ki kashti,
Is darya mein nahi kuchh iski hasti,
Chalti hai kuchh dur, phir gal ke toot jati hai,
Apne hi bojh se yeh dariya mein doob jati hai,
Phir iska koi naam-o-nishan nahi rehta,
Nazar ye phir dariya is mein nahi aati hai.

Zindagi ek khel ka maidan hai,
Aur khel hai isme sirf dord ka,
Is khel mein kabhi kisi ki haar nahi hoti,
Sab pahunchte hai manzil par, paate hain inaam wohi,
Aur inaam hai woh maut ka.

Zindagi ik maikhana hai,
Mai isme har rang ki hai,
Shauhrat ki hai, taqat ki hai,
Husn ki hai, mohabat ki hai,
Izzat ki hai,daulat ki hai,
Kis ko kaya mile, yeh saki ki niyat pe hai.

Daur chalta hai kuchh der is rang ka,ya us rang ka,
Phir mila deta hai saki, aisa kuchh sharab mein,
Toota hai nasha aise ki socha bhi na ho khwab mein.

waah ji waah icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #5 on: January 25, 2015, 03:44:33 PM »
Reply with quote
bahut khoob waah waah
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012

View Profile WWW
«Reply #6 on: January 25, 2015, 07:55:15 PM »
Reply with quote
behad khubsurat waaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhh
Logged
anmolarora
Guest
«Reply #7 on: January 26, 2015, 06:13:42 AM »
Reply with quote
bahoot umda
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #8 on: January 26, 2015, 07:26:22 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rajigujral
Khususi Shayar
*****

Rau: 17
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 59 minutes.
Posts: 1703
Member Since: Apr 2014

View Profile
«Reply #9 on: January 27, 2015, 11:47:22 AM »
Reply with quote
Zindagi kya hai?
Behta hua dariya hai,
Aadmi hai ik kagaj ki kashti,
Is darya mein nahi kuchh iski hasti,
Chalti hai kuchh dur, phir gal ke toot jati hai,
Apne hi bojh se yeh dariya mein doob jati hai,
Phir iska koi naam-o-nishan nahi rehta,
Nazar ye phir dariya is mein nahi aati hai.

Zindagi ek khel ka maidan hai,
Aur khel hai isme sirf dord ka,
Is khel mein kabhi kisi ki haar nahi hoti,
Sab pahunchte hai manzil par, paate hain inaam wohi,
Aur inaam hai woh maut ka.

Zindagi ik maikhana hai,
Mai isme har rang ki hai,
Shauhrat ki hai, taqat ki hai,
Husn ki hai, mohabat ki hai,
Izzat ki hai,daulat ki hai,
Kis ko kaya mile, yeh saki ki niyat pe hai.

Daur chalta hai kuchh der is rang ka,ya us rang ka,
Phir mila deta hai saki, aisa kuchh sharab mein,
Tootataa hai nasha aise ki socha bhi na ho khwab mein.

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:09:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer